Тёмный

नए मिट्टी के बर्तनों को उपयोग करने का सही तरीका |  

Deepti Mishra Kitchen
Подписаться 99 тыс.
Просмотров 74 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

27 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 74   
@tacitamishra4160
@tacitamishra4160 5 лет назад
Bhut badiya Kamal kr Diya Kya information di hai Maja AA gaya
@mamtarecipecorner
@mamtarecipecorner 5 месяцев назад
Thanks dear friend Maine puri video watch ki hai aur mai bhi matke me cooking karna chahti hoo sister Maine aap ko join kr liya hai sister plz aap bhi ❤❤❤🙏
@rituagnihotri5846
@rituagnihotri5846 5 лет назад
Bahut hi badiya idea 👌👌👌👌
@bikingbeast9391
@bikingbeast9391 5 лет назад
Nice information.
@bhomaramprajapat8976
@bhomaramprajapat8976 2 года назад
Very knowledgeable video
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 2 года назад
Thank you
@kalingamedia3440
@kalingamedia3440 2 года назад
Good Advice
@gaganaggarwal2020
@gaganaggarwal2020 Год назад
😎 Beautiful knowledge 💟 like you dear👍🏻
@nitindubey7684
@nitindubey7684 Год назад
घी भी लगा सकते है क्या?
@Manjeetkaur-ry3fb
@Manjeetkaur-ry3fb 2 года назад
har baar yhi process krni h ya phir new bartan ke sath hi krna hai...
@poonamsharma9868
@poonamsharma9868 Год назад
Plz reply
@asadruqiya6909
@asadruqiya6909 3 года назад
Depti misrha good aftar noon thanks
@farhanaanwar8687
@farhanaanwar8687 Год назад
Think you❤
3 года назад
Nyc mam
@NeerajSharma-rt6gi
@NeerajSharma-rt6gi 5 лет назад
👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
@bachhalboygurnim8212
@bachhalboygurnim8212 2 года назад
👍👌👌
@veerendrasingh8162
@veerendrasingh8162 2 года назад
Mam mujhe handi mutton bnana hain ...kya uske liye bhi pani me bhigona jruri hain kya ....aur market me kaise phchanenge ki ye ...khana bnane wala mitti ka brtan hain vha dukandar...bechne ke liye glt mitti ka brtan de skta hain ...
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 2 года назад
Khana bnane wala bartan heavy bottom or achche se paka hota hai shopkeeper bta dete hai black bartan bhi le sakte hai wo bhi bhut achche hote hai
@veerendrasingh8162
@veerendrasingh8162 2 года назад
@@DeeptiMishraKitchen thanks mam
@sutirthaabiswas5709
@sutirthaabiswas5709 2 года назад
Thank you 😁
@fanindrachaudhary1846
@fanindrachaudhary1846 2 года назад
Kya pratyek din bhojan banaane se pahale oil poilice karanaa padataa hai
@vinayrana1696
@vinayrana1696 3 года назад
Nice information
@RamandeepKaur-nh8tg
@RamandeepKaur-nh8tg 4 года назад
Kaha se purchase kre mitti da bartan for cooking
@fatimatayyaba7687
@fatimatayyaba7687 2 года назад
हर बार ऐसे करना ह या सिर्फ पहली बार ??
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 2 года назад
Sirf first time
@mamtasinha9527
@mamtasinha9527 3 года назад
Nice info
@taoquan7541
@taoquan7541 2 года назад
🌹
@rahmatsana9784
@rahmatsana9784 2 года назад
Mam dahi jamane wale bartan me oil lagake rakh sakte hai
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 2 года назад
Nahi jisme Dudh ka koi Kaam kre usme oil nahi Lagaye bs paani main hi rakhe
@rahmatsana9784
@rahmatsana9784 2 года назад
@@DeeptiMishraKitchen okay
@narpatbhil1118
@narpatbhil1118 2 года назад
Meet Kaise banaye miti ki handi me
@rkshindu
@rkshindu 2 года назад
Instead of veg oil use mustered oil
@usefulinformation8191
@usefulinformation8191 2 года назад
Tel lagane se iska pour nahi band ho jayega.phir thanda kaise hoga.
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 2 года назад
Nahi oil se surface strong hota hai so seasoning karna jaruri hai
@usefulinformation8191
@usefulinformation8191 2 года назад
Ok
@Garvit_Dancerr
@Garvit_Dancerr 3 года назад
मिट्टी के बर्तन में पेंदे में क्रैक क्यों पड़ते है ? क्या आप बता सकती है ?
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 3 года назад
Jab khana pakaye tab kabhi khali bartan gas pr na rakhe pahle oil daale Phir gas on kare or garm bartan ko kabhi gas se na hataye🙏
@rahmatsana9784
@rahmatsana9784 2 года назад
Ek baar use karke wash karke rakhne ke baad fungus kyu lagta hai tell me
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 2 года назад
Aapko bartan ko sunlight main bhi rakhna hoga week main ek baar phir nahi lagegi
@rahmatsana9784
@rahmatsana9784 2 года назад
@@DeeptiMishraKitchen ok thanks
@anshumanbehera2410
@anshumanbehera2410 2 года назад
mam plz reply jarur dijiyega.(3:32) mam mustard oil se greece karne koi problem to nehi hogi na.mam plz bataye kaunsi oil best rahega??
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 2 года назад
Koi problem nahi hogi kabhi kabhi mustard oil ki smell rah jati hai vegetables oil ki nahi
@anshumanbehera2410
@anshumanbehera2410 2 года назад
@@DeeptiMishraKitchen ok then refined oil is best
@rituagnihotri5846
@rituagnihotri5846 5 лет назад
,👌👌👌👌👌👌
@asifshaikh-xm2sk
@asifshaikh-xm2sk 3 года назад
Ma'am apne bataya waise hi sarso ka oil use Kiya hai but usme khana banane ke baad alag si sarso ke tel ki smell aa rahi hai khane me
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 3 года назад
To aap uski jagah koi or bhi oil use kar sakte hai
@asifshaikh-xm2sk
@asifshaikh-xm2sk 3 года назад
Ma'am abhi jo Maine bartan me sarso ka tel lagaya hai usme jo sarso ke tel ki smell aa rahi hai uska kya karna padega, kaise jayegi smell.....?
@sujata2889
@sujata2889 3 года назад
@@asifshaikh-xm2sk try, boiling water with baking soda
@AyaanGour-v8q
@AyaanGour-v8q 4 месяца назад
Pehle oil ko grm kr le uske baad thnda krke use kre oil smell nhi aayegi
@RamandeepKaur-nh8tg
@RamandeepKaur-nh8tg 4 года назад
Mai ludhiana punjab se hoo
@mahirashi8672
@mahirashi8672 3 года назад
Dudh rakhne wale bartan par v tel lgana hai pehle ?
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 3 года назад
Nahi aap Sirf usko Paani main rakh ker or sukhakar use kar sakte hai
@mahirashi8672
@mahirashi8672 3 года назад
@@DeeptiMishraKitchen thanks 🙏
@Ulka_11
@Ulka_11 3 года назад
Agar bartan ko crack aa jaye to kya kare
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 3 года назад
To aap usme cooking nahi kar payegi sorry but mujhe koi idea nahi hai
@Ulka_11
@Ulka_11 3 года назад
@@DeeptiMishraKitchen ok...thanks deepti😊
@shishirgahalot2715
@shishirgahalot2715 3 года назад
बार-बार करनी है या एक ही बार
@shishirgahalot2715
@shishirgahalot2715 3 года назад
ऑइल की प्रोसेस बार-बार करनी है क्या एक ही बार
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 3 года назад
Aap ko bas ek baar hi karni hai jab phli baar use kare
@shishirgahalot2715
@shishirgahalot2715 3 года назад
@@DeeptiMishraKitchen 🙏🙏
@asifshaikh-xm2sk
@asifshaikh-xm2sk 3 года назад
Sarso ke tel ki Smell nikalne ke liye kya kare
@khushvendar
@khushvendar 3 года назад
Lagao hi mat Or laga liya hai to hear karke dusra oil laga lo us se smell kam ho jaayegi
@kakukaku1946
@kakukaku1946 2 года назад
💓💓💓💓💓💓💘
@radhamohancow202
@radhamohancow202 4 месяца назад
Koi mna krte h pani m dalne ko
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 4 месяца назад
Pani main rakhne se majboot hote hai
@SahilSharma-zv8ve
@SahilSharma-zv8ve 2 года назад
Ye ek baar karna hain
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 2 года назад
Ha ji jab aap Pahli baar bartan ko use Kare
@SahilSharma-zv8ve
@SahilSharma-zv8ve 2 года назад
@@DeeptiMishraKitchen tnx sis
@LaxmiDevi-xk7ue
@LaxmiDevi-xk7ue 4 года назад
मिट्टी के बर्तन में मटन बहुत अच्छे से बनता है और उसको गले में जरा भी टाइम नहीं लगता
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 4 года назад
Jarur banta hoga lekin hum sirf vegetarian hi khate hain or banate hain 🙂
@RamandeepKaur-nh8tg
@RamandeepKaur-nh8tg 4 года назад
Batana
@DeeptiMishraKitchen
@DeeptiMishraKitchen 4 года назад
description box mein products ke link hain aap check kar sakte ho or aap local market mein bhi dekh sakte ho
@dr.pkbiswas5042
@dr.pkbiswas5042 3 года назад
Tum Puri ki Puri pagal ho...
@user-sw7ke5tz8u
@user-sw7ke5tz8u Год назад
Dahi wale handi ka to kuch bataya hi nahi
Далее
Исповедь / Мася
2:47:10
Просмотров 190 тыс.
Wait for it 😂
00:19
Просмотров 4,5 млн