Thanku baba thanku baba thanku baba apnay sab kuch diya hai mujhe maa hamesha mere sath rahna baba maza mera raju isse sal india a jay 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 baba mila do hum dono ko om namah shivay om namah shivay om namah shivay 🙏🙏🙏🙏
Mam Navratri me mai Aakhand dip jla rhi hun upper black gathe bn rhi hai or dhime se jlne lg jaa rhe hai bati upper krne me bujh ja rhi hai kaise kru ...
Hai guruji ma appne hirde ke bat batai hai paranam guruman Jai shree ram jai bajarang Bali jai ho mai7 bahani ki 🌺🚩🌹🌹🌹🌺🌺🌺🌺🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌹🌺🚩🚩🚩🚩🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
🙏🏻जब दीपक m तेल अधिक डालेंगे तो ज्यादा देर जलेगा और बत्ती छोटी rahko तो और भी देर tk chlega बड़ी बत्ती लगाओगे तो दीपक जल्दी बंद हो जाएगा मेरा तो यही मत h 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌺
Mam me har sani bar aur mangal baar ko hanuman ji ke samne ghee ka dipak jalata hu..aur ghee ka dipok tel ke mukabole me jyada der jalta hai.. Lekin aaj maine dekha ki aaj jaldi ghee samapt ho geya..utna der nehi jala pehle ke tulna me.. Aisa kyu huwa jyada bara hokar v nehi jata tha dipok...
Abi kuch dino se mere Dwara diya jalne pr diye ka tel bhut jaldi khtam ho ja rha hai or kala kala dhuaa nikal rha hai ghar ke mandir me diya jalati hu bhar ki Pooja karke aati hu 5-10 mint me diya bujh jata hai aisa kyn ho rha hai mere saath ghar pr husband diya jalte hai to kafi time tk jalta hai margdarshan kre plz reply jarur krna
Jai mata ki charan sprsh maa 🙏 👣🙇♀️ maa .Agar Diye ke phool me Maa ke Nain ki akrti dikhe aur Piche Ek Khadak banaa hua. dikhe iska kya matlab hai maa please bataen margdarshan Karen maa 🙏