Тёмный

बातचीत मूर्तिकार पवन प्रजापति जी से / Smiling Face Durga Maa  

BHARAT DARSHAN STUDIO
Подписаться 215 тыс.
Просмотров 7 тыс.
50% 1

Title:
बातचीत मूर्तिकार पवन प्रजापति जी से / Smiling Face Durga Maa #pawanprajapati #navratri
------------------------------------
Namaskar Priya Doston
Aap dekh rahe hain apna favourite channel BHARAT DARSHAN STUDIO.
------------------------------------
About this Video:
Navatratri ka tyohar Hamare Desh me Mano Shragar ke saman hai jahan desh ke kone kone ko dulhan ki tarah saja diya jata hai or 10 din Mata Rani ki bhakti me pura desh ranga hota hai.
Isi kadi me varsh 2021 ke Shardeya Navratra me Madhya Pradesh ke Narsinghpur Jile ke ek Gaon Bahaita me virajmaan Maa Durga ki pratima khoom charch me thi. Kyonki Mata ka divya swaroop tha hi itna anokha evam sundarta se paripurna ki jisne bhi unke roop ko dekha vah baar baar dekhta hi rah gaya.
Darshal Chhindwara ke Singhodi Gaon ke ek Murtikar PAWAN PRAJAPATI ne Durga Maa ki Smiling Face ya Hasne Wali Mudra me Maa durga ki aisi murti banayi maano vah murti nahi balki jeevant roop me sakshat Maa durag sakshat prakat ho gai ho.
Maa ke isi roop ko dekhne ke liye Narsinghpur ke Barhaita Gaon me logon ko bheed umad padi or roj hajaro lakhon ki sankhya me Shraddhalu Mata ke is divya swaroop ko dekhne ke liye door door se aa rahe the.
Social Media me Maa ka yah roop is kadar viral ho gaya ki yah pure desh me charch ka vishay ban gaya or is Murtikar Shree Pawan Prajapati or unke dwara banai gai Maa Durga ki Smiling Face wali Pratima ki khoob sarahna hui.
Jahan har koi mata ke darshan ke liye lalayit tha to vahinn dusri ro har Durgotsav Samiti ki chah thi ki unke pandal me bhi Mata ka yah swaroop virajmaan hon or fir shuru hua shilshila Pawan Prajapati ki lokpriyata ka.
Door door se log pawan prajapati ji ke contact kar murti banwane ke liye sampark me lag gaye or unke paas Maa Durga ki Murti banwane ke order ki badh si aa gyi or Mata Rani ki aisi kripa un par hui ko unke pass itne order aa gaye ki ek varsh purv hi agle varsh ke order se unla kota pura ho gaya or ve order na le sakne ki sthiti me aa gaye.
2021 me hi unhe varsh 2023 ke navratri ke liiye murti ke itne order mil gaye ki ve shal bhar murti banane me hi vyast the.
Isi lokpriyata ke chalte hum bhi aa pahunche hain Chhindwara ke Singhodi gaon me taki sabhi Shraddhaluon, Bhakton ko Mata ke is Divya Swaroop ke pratyaksh darshan kara saken santh hi Pawan Prajapati ke prashanshkon tak ye video pahuncha saken taki jo bhi unse sampark karna chahte hain unle liye yah video ek jariya ban jaye.
To is video me is Varsh 2023 me Navratri Ke liye Maa Durga ki jo pratimayen Pawan Prajapati Ji dwara banai gyi hain un sabhi roop ke darshan hum aapko kara rahe hain santh hi Pawan Prajapati Ji se seedhe baat ke jariye sabhi mahatvapurna jaankari evam sampark sutra aap sabhi tak pahuchane ki ek chhoti si koshish hai. Ummeed hai aapko pasand aayega.
Contact Details of MURTIKAR
Name: PAWAN PRAJAPATI
Address: Village Singhodi Dist Chhindwara M.P.
Mob No: 7828246152
Content of the Vodeo:
murtikar pawan prajapati
pawan prajapati
pawan prajapati murtikar
pawan prajapati chhindwara
hansne wali durga maa
smiling face durga maa
pawan prajapati ki murti
pawan prajapati murti kalakar
hansne wali durga ji ki murti
narsinghpur ki durga ji
narsinghpur ki durga mata
narsinghpur ki durga ji ki murti
narsinghpur ki durga murti
------------------------------------
About this Channel
This channel has been created with an aim to introduce the history of Indian culture, tradition, religion, festivals, rituals, tourism, history and great men to the world, and is a small initiative to identify colorful culture here.
This channel has been created for the purpose of collecting interesting and attractive content and to entertain the audience.
Let's introduce you to a great land "India".
------------------------------------
Our email address:
contact.bdsofficial@gmail.com
----------------------------
You can follow us on social media platforms:
Facebook: / bharat.darshan.90281
Instagram: bharatdarshanstudio
Twitter: tweet2bds
----------------------------
#bharatdarshanstudio #pawanprajapati #pawanprajapatimurtikar #murtikarpawanprajapati #smilinfacedurgaji #navratri #navratrispecial #navratristatus #navratri2023 #2023navratri
@bharatdarshanstudio

Опубликовано:

 

10 окт 2023

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 10   
@nikhilrajpoot1170
जय माता दी 🙏🙏
@AnitaSharma-nh9gj
🙏🙏🙏 Jay Mata Di Pawan bhai Pawan bhai man Jagdamba ki kripa aap per Hamesha Bani Rahe bahut Sundar bahut hi Adbhut Shringar kiya hai aapane man Jagdamba ka Pawan bhai yah bataiye kya aap Dedh foot yani ki 18 inch ki Murti bhi taiyar kar dete Hain Jo Ghar per sthapit ki Ja sake please bhai reply kijiye
@user-cj8ql3xx4y
Hay prajapati ...
@Amit_art_and_murtikar
Bhai one murti ka kitna paisa lete hai hai pavan ji
@MukeshKumar-yv9wk
Jay Mata di
Далее
Smart Sigma Kid #funny #sigma #memes
00:26
Просмотров 6 млн
skibidi toilet zombie universe 37 ( New Virus)
03:02
Просмотров 1,9 млн
Gyan Ki Jyoti Jaga Dena
8:19
Просмотров 1,3 млн
Smart Sigma Kid #funny #sigma #memes
00:26
Просмотров 6 млн