Sir you had maid a very good video along with a good business idea to save money along with a growing the business also . We all like your each video sir . Keep on making such video and upload upon RU-vid 😊😊 .
product kaa koee javab hee nahee hei , बस सम्न्झ आ जाये .मेरे पास घर पर लगा है.कासगंज में ३ किलो वाट का ४८ वाल्ट पर पूरा काम इसी से ,सिर्फ ac बिजली से वो भी रात में,दिन में सूर्य हेई ही. धन्य वाद दीपक जी,और आपके साथी विजय जी का भी.१६ महीने हो गए हैं लगवाये हुए.👌👌👌👌✌✌
Deepak sir, aapse ek question hai. ke agar 24volt me 6 se 8 kwh energy store karne ke liye agar ek lithium phosphate battery banaye to kya price padega. aur delivery charge kya lagega. mere Paas 3kw ka cellcronic vm3 inverter hai jo 24volt pe run karta hai. abhi main led acid battery use kar raha hoon. 4pc 150ah tubler c10 battery hai. jo parallel and series me connected hai. par pata nahi kiyon 4pc battery me jaida backup nahi de raha hai. jab solar se charge hota hai, to approx 3 kwh energy store hone ke baad battery full charged dikhane lagta hai. jabke mere hisaab se 4pc battery me kam se kam 5kwh energy consume karna chahye, par sirf 2 se 3 kwh hi energy consume karta hai Baaki mere solar panel ka energy waste chala jata hai. mere solar panel ka jo setup hai usse approx 12kwh energy generate hota hai par battery charging me jaida energy consume nahi karta jiski wajah se solar energy waste ho ja raha hai. Aur dusri baat maine noticed kia ke jo battery terminal positive side se laga hai us positive side wala battery pahle discharged ho ja raha hai. Aisa kyun ho raha hai deepak sir. positive side wala battery pahle kyun discharged ho raha hai?