@@ShailendraSingh-mh9ht lekin ak din hi nhi ak lecture me aapki disha Tay ho sakti hai ki aapko kya karna hai aur kya nhi karna hai Isme great guru ka निर्देशन बहुत bdi भुमिका निभा सकता है
Thank you so much sir ..... aaj ke class ka koi tod nhi hai..... ajb gbj Sandra. Aaj mera mains ka question v esi topic se tha. Thank you......thx u so much.
I was student Of daulat Khan Sir in Jaipur... Maangilal Sir ko bhi bulao Sir unacadmy me greatest teacher of science and technology Batra Sir economy..... Missing Sir .... Thank u sir
Good morning sir.. thanks a lot sir❤🌷🌸sir maine English medium choose kiya h ... pr fir bhi aapki video dekh ke sb smjh aata h notes bhi bna rhi hu.. bahut helpfull h sir... 😍 Secratory of state -Lord stanley
Sir Kalidas bhut pehle ke the or Shakespeare kafi baad ka tha to ye Shakespeare jese kaise ho gye history pdhne or pdhane ke nate Hume inn chezion ka khyal toh rkhna chahiye beta apne pita pr jata hai na ki pita bete pr
Aap jab haath se eshara krte ho na to waise jaadu ki tarah mind me ghus jata hai just like a magic. WBCS and UPSC dunga and i am from bengal not pure English not pure hindi.
Sir g agar mudda 1813 mai utha ki Indians ko konsi education di jae to uska sadhan Lord williom bantic ne kese kiya means us time vo Bangal ka governor nhi tha 1807 se 1813 tak tha Lord Minto nd 1813 se 1823 tak tha The Arl of Moira or lord Williom bentic to 1823 mai bana to ye mudda 1813 mai chla or 1823 mai iska samadhan hua 10 saal tak chla ye baat nhi samaj aa rehi
Wood Dispatch ne Lord delhoji ko letter likha tha usko kaha jata hai nd megna karta isliye kaha jata hai ki Education k madyam se pehle baar vistrit,vikas kese karna hai uske points likhe hue the is ghosna pater mai