Mera bhi mood swing hota rahata hai Parivartan pasand hai mujhe kisi bhi chij se jaldi Bor Ho jaati hai ek hi kam ko baar baar karna pasand nhi aata mujhe 😊😊😊
Mera date of birth 5/5/1988 hai mai jab khelta tha mai hamesa se 5 no ki jersey pahena pasand tha meri sarkari noukri ki khabar 5/5/2016 ko mili thi aur mera joining date job me wo v 5/5/2017 hai