गुरु जी हम आपके आधुनिक इतिहास कंप्लीट कर लिए है आज तक आप जैसे गुरुवर से मुझे मुलाकात ही नहीं हुआ गुरुजी पहली बार मुझे इतिहास समझ में आ रहा है हम आपका कैसे शुक्रिया अदा करें समझ में नहीं आ रहा है 🙏🙏🙏🙏 चरण स्पर्श गुरुजी 🙏🙏
Que. Congress ne vibhajan swikar kyo kiya? Ans. Bharat ka vibhajan adhunik bharat ke Itihas ki ek etihasik trasdi h. Is trasdi par yeh prashn uthana swabhawik h ki Bhartiya rashtriya Congress, jiska bharat ki swatantrata me pramukh yogdan raha, us party ne is vibhajan ko kaise swikar kar liya. Vibhajan jaisi trasdi awashya hi Congress nahi chati thi, kintu kuch ghatnakram aise rahe jisse vibhajan ke alawa koi vikalp nahi raha. Jaise bangal ka vibhajan, jaha se bharat ke vibhajan ke beej boye Gaye, uske bad 1909 ke adhiniyam ke antargat sampradayik nirvachan pranali, jisne sampradayikta ko naya rang diya. Tatpashchat 1937 ke prantiya chunavo me Muslim league ki har aur is har ki pratikriya me sandeh aur avishwas jaisi bhawnao ne dwirashtra ke prastav ko janm diya. British sarkar ki phoot dalo aur raj karo ki niti aur August prastav , crips mission ya cabinet mission, in sabi ke dwara tushtikaran ki niti ke tahat aajadi ke raste me lagatar gatirodh paida ho raha tha. Sath hi Punjab jaise kshetro me sampradayik dange charam par the jisse Gandhiji bhi bahut aahat aur dukhi the. In paristhitiyo ne yah nirnay lene par vivash kiya ki " kata phata hi sahi lekin ek sawasth bharat mile" Jaha shanti ho . Kintu el paksh aur h jaha kuch sambhavnaye thi. Jaise Lukhnow samjhota, yaha kahi na kahi Congress dwara sarvapratham Muslim tushtikaran ki niti ko apnaya gaya, jisne sampradayikta ko Bhawna ko kahi na kahi badaya tha. Taduprant Mohammad Ali jinnah jo apni shurat me ek samarpit rashtrawadi tha, uski rajnitik mahtvakanshao ko prantiya chunawo me chot pahuchi thi, yadi Congress apni dudrishtita dikhati to kisi tarah muslim league ki is haar ko sambhal leti ya muslim bahul kshetro ke liye kuch samajik aur arthik karyakramo ke liye saath vishwas jitne ki koshish karti to shayad dwirashtra ke prastav ko aane se pahale roka ja sakta tha. Kintu tatkalin paristhitiyo me jo sahi tha, wahi karte hue Congress ne apni bhumika aur prathamikta spasht rakhte hue, bharat ki swatantrata ko shighra prapt karne aur sampradayik hinsa ko jald se jald rokne ke liye, Vibhajan ke is Dansh ko swikar kar liya.
सर हम क्या भिकारी है जो आजादी भीक मे हमे दे दि ,कुछ सत्ता के लालचियोने सत्ता हस्तांतरण किया, ना की आजादी मीली ,बल्की क्रान्ति कारो के बलिदान से मिली 👏वंन्दे मातरम् 👏
Sir mera graduation abhi nhi huaa phir bhi mai aapka ckass karta hu mujhe bahut bahut aachha lagta hai aap bahut great hai sir aaur aapka teaching style bhi
Sir mein UPSC EPFO ka preparation krta hu. Aur history ka cls. Aapse se krta hu sir usme jo previous year ka q jo aaya h modern history ka mujhe se idea hi nhi lg pa rha h kya padhna h kya nhi. Agar sir aapke pas tym ho toh aap ek baar upsc epfo ka 2017 ka q dekh k mujhe pattern bta de toh mujhe bahut help milega. Aap sir history lajabab padhate ho🖖
@@vikaskumarvikas4727 ab wo esa legally nhi kr skte h phle jab unhone kabzaa kiya to india democratic country nhi tha or na hi UN jasi samstha thi jo unhe control kr ske
Sr upsc prelims k liye sare important topic krwa dijiye . & Thanks sir aap bhut achha pdate h Maine aaj fst time hi aapki class attend kiya our mai upsc ki taiyari krna chah rhi 👩🎓👩💻
Why Congress accepted partion ? In between nationalism and sovereignty of free India upsurge of communalism and Hindu Muslim unity failure occur started. There is a conflict between Hindu Muslim whom the power was transferred as a resulted partion of country. Congress in favour with a united and independent india while muslim league main priority was a separate nation that is Pakistan. Congress accept partion and change his decision from united to partion india because - The failure over discussions between muslim league and congress to a point. - congress unable to control the stem that surging waves of Muslim communalism. - The concept of separate nation came into extreme level after the election of 1937 muslim league majority as compared to congress was very low. -After the Muslim league announces direct action the communalism roits occurred in all over british india that brutally breakdown the unity between hindu Muslim . -the grouping system was affected the unity between musilm and hindu. - communalism riots are transferred to an extreme level congress accepted the partion also a reason is the concept of" balkanisation" so congress accept partion rather than balkanisation of of country. Thankyou sir ji suggestions zarur dijiyega..