Тёмный

मंगला गौरी व्रत पूजन एवं उद्यापन विधि। Mangla Gauri Vrat Vidhi 

Asan Zindagi
Подписаться 1,9 млн
Просмотров 141 тыс.
50% 1

Subscribe: bit.ly/2aQTQl3
FB: / asanzindagi1
IMG Source: soujimangalagowri.blogspot.com...

Хобби

Опубликовано:

 

26 июл 2018

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 787   
@shrivrindavandham1035
@shrivrindavandham1035 4 года назад
Dhanyawad Mataji , Aapne Sab achhe s btaya h🙏
@yogeta3
@yogeta3 4 года назад
Bahut achhi info☺️☺️☺️mere sare doubt clear ho gye
@03PrakashPunj
@03PrakashPunj 6 лет назад
thanks Aunty. aapna hum logo ka itna khayal kiya
@anshikaatripathi
@anshikaatripathi 4 года назад
Bahut achi jankari h... bahut shubh tarike se apne bataya..... jai ma gauri....
@nkrathore7669
@nkrathore7669 5 лет назад
Ap ne bahut sarl Vidhi btai h, Tqu .....guru ma
@prabhasahu5385
@prabhasahu5385 4 года назад
Thanku so much mam.....itni acchi .jankari k liye...
@poonampandeyvlog6988
@poonampandeyvlog6988 Год назад
हम सोमवार काफी समय से रहते हैं और छोड़ना भी नहीं चाहते हैं तो माता जी क्या म़गलागौरी व्रत रख लें अबकी बार.से क्यों कि मेरे पति को स्वास्थ्य समस्या है तो हम भोलेनाथ के साथ माता का की अशीष पाना चाहते हैं आप हमें शाघ्र बताइये माता जी क्योंकि चार जुलाई को शुरू हो रहा है ।🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻चरणस्पर्श माता जी
@AsanZindagi
@AsanZindagi Год назад
2 Vrat aap continue naa rahe, Pahale somvaar ka udyapan kare fir Mangala Gauri ji ka vrat shuru kare, Aap ye vrat is varsh se shuru naa kare
@priyankagoel4840
@priyankagoel4840 6 лет назад
Thanks aunty for video 😃
@nitinverma6156
@nitinverma6156 3 года назад
अगर ये सब ना कर पाए तो क्या जो हमारी समझ में आये वो सब कर सकते है🙏 क्या जितना बजट मे आये आपने बहुत कुछ बताया है लेकिन वह सब संभव नही होगा और उद्यापन मे भी वही कर पाउंगी जितना संभव हो जायेगा
@anshikaatripathi
@anshikaatripathi 6 лет назад
Apka dhanywad is vrat ka name hme priya h apse hmne is vedio ko dalne ko Kha tha man rakha apne hamri bat ka 🙏🙏🙏
@positivesoul4075
@positivesoul4075 6 лет назад
ty ma ,for granting my request
@2101ADITI2101
@2101ADITI2101 3 года назад
Thanks, Mam. Apne vrat me hue kamiyon ko udyapan me kaise khatm kare iska behaad achcha tarika bataya. Mahavari me vrat nahi chodna chaiye kyunki ye natural process hai aur khud Devi maa ne hi banaya hai...purusho me bhi kai tarah ke hormonal secretion hote hai par wo vrat nahi chodte. Yeah bahut hi sahi baat hai. Pehle striyan Devi-Devtaon ko mahavaari me nahi chuti thi kyunki unke paas saaf rehne ka koi sadhan nahi tha. Wo sadhan bhi ek purush ne hi dundh ki diya, mahilayen to Sirf apne stri janm ko kosti rahi....par samasya ka samadhan nahi dundha. Khair, tab hygiene ki problem thi an nahi hai....isliye mahilaye aasani se mandir bhi ja sakti hai, Devi Devtaon ki murti ko sparsh bhi kar sakti hai.....ab unke paas natural process to hygienic rakhne ka tarika व sadhan hai.....vicharon se to mahilaye hamesha hi shudh thi और hain. Haan purush Jo vicharon se kabhi shudh nahi ho paye aur Jo hue wo devta ki shreni me aaye ko sambhalne ki zarurat hai.
@savitadevi8020
@savitadevi8020 5 лет назад
Thank you mam
@shailzatiwari6921
@shailzatiwari6921 5 лет назад
Jai ma gori 🙏 koti Koti dhanyavad mataji
@sapnasharama1953
@sapnasharama1953 3 года назад
Har har mahadev ❣️❣️🙏🙏 Om maa Mangalagori ji ❣️🙏🙏❣️ sbki manokamna puri krna ❣️❣️🙏🙏
@maaannapurna384
@maaannapurna384 Год назад
Very nice my dear friend ❤️❤️
@riahirlekar8690
@riahirlekar8690 6 лет назад
Thank u aunty ji
@amritamandal9360
@amritamandal9360 5 лет назад
धन्यवाद आपका माजी
@shalinimishra3484
@shalinimishra3484 3 года назад
Thanku 🙏
@puspasinha2688
@puspasinha2688 3 года назад
Thank you di🙏🙏
@jyotichouhan3839
@jyotichouhan3839 4 года назад
Har har mahadev Jai ho manglagori mata ki
@rajendraprakashdwivedi2802
@rajendraprakashdwivedi2802 4 года назад
Thanks 👍
@vivekdixit1842
@vivekdixit1842 6 лет назад
Bahut bahut dhanyawad
@sarojseth5665
@sarojseth5665 3 года назад
Jay maa mangala gauri MAA 🌺🌺🙏🙏🌷🌷🌺
@preetiagarwal8525
@preetiagarwal8525 4 года назад
Mam agar savan ke 1st mangalwar mei periods mei ho to 2nd mangalvar se shru kar sakte hai?
@aanyadubey4407
@aanyadubey4407 6 лет назад
Nice maa jee
@jagritiawasthi9526
@jagritiawasthi9526 3 года назад
Mata ji mai phle se solah sombar vrat kr rhi hu....kya mai mangalagauri vrat kr skti hu pls hmari sahayta kre....aj hi mngalvar h isliye thoda jaldi mera margdarshn kre
@AnuThakur-ft2mg
@AnuThakur-ft2mg 4 года назад
Thanks memmm🙏🙏🙏🙏🙏
@minakshirana6190
@minakshirana6190 3 года назад
Jay Mangla gouri Maa.
@monagupta3635
@monagupta3635 4 года назад
Mam agar pahla mangalbar nhi kr paye .th kya dusre se utha skty hai.
@yashugupta7408
@yashugupta7408 4 года назад
namastey aunty ji..,..🙏 saawan ke 4 mangalvar jo shringar ja samaan gauri mai ko charaya uska kya kare?.....khud use kare ya pandit ji ko dede.? please bataiye
@sangtri
@sangtri 4 года назад
Chachi aap ye btaiye ki hm somvati amavasya ka feri dete the par yek bar chhot gya to kya is bar sawan me jo pad raha h uspe fir suru kr skte hain ..Aur han kisi ne bola mayke ja k uthana ye jaruri h ki mayke se hi suru kare ...Ya sasural me suru kr skte hain
@Animationediterz
@Animationediterz 3 года назад
Mata ji pranam aap btae ki jitiya prega toh kaise mahalaxmi vrat krenge 🙏❤️💕 udhyapan kaese kare
@simplepleasures7061
@simplepleasures7061 3 года назад
Aunty ji... Main 2021 se ye vrat start kr sakti hun??
@priyankasaxena9170
@priyankasaxena9170 6 лет назад
okk thank you so much
@cricketlover76029
@cricketlover76029 4 года назад
Mam yeh vrat ma one time food karna zaroori hai kya,pls reply
@sangitakar8587
@sangitakar8587 3 года назад
Jai mata di mam Better relationship family upay bataye kya hai g
@hatalgadhavi2802
@hatalgadhavi2802 4 года назад
Namste didi ji 🙏 kripa Kar ke muje Nanda vart ki sanpurn jankari dijiye..kab ,kese, krna hai ..maa sati ne ye vrt Kiya tha shivji ke liye..kripa Kar ke Hume jankari dijiye pls reply..kriyega jaldi mere comment ka..prnam 🙏🙏
@sudhamishra9983
@sudhamishra9983 6 лет назад
Thanks guru maa
@pinkitiwari4587
@pinkitiwari4587 3 года назад
Re
@everythingabouthome4556
@everythingabouthome4556 6 лет назад
🙇🙇Pranaam 🙇 Mataji 🙇🙇, aapse mera ek Question tha aapse ki hamare ghar me tulsi kafi acchi lagi hui haa 3 -4 gamle me isliye kuch logo ne hamse tulsi maangi haa to kya ham unhe apne gamle ghar se tulsi de sakte haa yadi haa to kis din dena chahiya, kripya karke bataiye... Plz mata ji reply kariyega..... Aapka dhanyawaad🙇🙇🙇🙇🙇
@diasharma1454
@diasharma1454 4 года назад
Mt dijye ..hum n bhi di thi kuch tym phle kisi ko aj tk nhi Hui ..har bar sukh jati h.
@nidhisharma-cq4yk
@nidhisharma-cq4yk 2 года назад
Jai maa Gauri 🙏🙏
@anshiayanshi4309
@anshiayanshi4309 3 года назад
Mam Jo Mangla Gauri ke Vrat Mein Saman chadhaenge to Fir usko Saman ko Kisko Dena Hoga aur uske bad Agar Ham Ek Sal Tak lagatar Rahte Hain To Puja ka kya Saman Har Bar chadhana Hoga ya FIR Khali simple Vrat karna hoga
@sk2001.
@sk2001. 3 года назад
Kya es vrat me Mangla gauri mata ki pooja mitti ki murti ghar me bna kar na karke ,kisi shiv mandir me jakar maa gauri me Pooja kar skte hai
@Carvaanwithrashmiritu
@Carvaanwithrashmiritu 3 года назад
Mai married hu aunty aur Apne maike me Hu..par mere chachare bhaiya ki mrityu hui hai Kuch din pehle hi Jo village Mr rehte hain ..to kya Mai brat Kar sakti hu ya chutka mana jaega?
@PoojaKumari-cy6kk
@PoojaKumari-cy6kk 4 года назад
Hm beti hone ke bad mangla gauri vrat kr rhe h to esse vi meri beti ko fyada h na aanti ji 🙏
@lekhlaxmiurmaliya9783
@lekhlaxmiurmaliya9783 4 года назад
Thanks
@manyarohits170
@manyarohits170 6 лет назад
Namaskaar mata ji...Kaise h aap.. Mata ji ek baat puchne h.... Kal mera exam h allahabad m mai ghr se aaj nikal rahi the...Tabhi sr pr mere chipkali gir kar aage gir. Gye. .Kya ye ashubh sanket h...Please mata ji bataye
@surbhisharma0210
@surbhisharma0210 Месяц назад
vrat to mai abhi sirf tuesday ka hi kr ri hu to sawan k jo somvaar aayenge ab unpe un Monday ka vrat kre ya na kre fir
@theyadavcouple703
@theyadavcouple703 6 лет назад
Jab Devi ji nikli ho toh Ghar m puja kr skte h roj wli.
@jagritiawasthi9526
@jagritiawasthi9526 3 года назад
Mata ji mai unmarried hu...mai phle se solah sombar vrat kr rhi hu...kya mai Mangala gauri vrat start kr skti hu pls btaiye....y mera solah sombar ka 5 mnday tha ...please thoda jldi bta dijiye....
@jagritiawasthi9526
@jagritiawasthi9526 3 года назад
🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺
@dollysingh489
@dollysingh489 4 года назад
Mandir me jake ek tym puja karke upwas kar sakte hai manglagori ki
@nandiniin6559
@nandiniin6559 3 года назад
Ek saal ka jo vrat rakhte hai ..toh shravan se lekar agle aashadh tak ek saal maana jayega?
@bharatinaik8687
@bharatinaik8687 3 года назад
Magal Gauri vratmein 2020 mein start ki mein confuse Hun anty mein...mein udhapan kese ginti karu...2024..udhyapan Hoga ki 2025 udhyapan Hoga...anty ji bataiye kis sal mein karugi udhyapan..... MERI sadi bi nai hui hai...phir bi yeh vrat Kar rahi hun....
@jagritiawasthi9526
@jagritiawasthi9526 3 года назад
Pls mataji meri sahayta kre ...kya apka koi contect no h jispr bat krke punch sku ..kuki aj hi mngalbar h🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙋🏻🙋🏻
@surbhisharma0210
@surbhisharma0210 3 дня назад
Kuwari. Kanya Jb udhyapan kre tb vo baina apni mummy ko de udhyapan wale din pls reply ya kisi panditayin ko de?
@puspasinha2688
@puspasinha2688 3 года назад
Pahle Se Ham Bajrangbali ka Vrat rakhte Hain mangalwar Mahina Mein Ek mangalwar Karti Hoon Kya Main Mangla Gauri Vrat Utha sakti hun
@meenasingh7829
@meenasingh7829 3 года назад
Anti ji sawan ka chaar mangalwaar brat krna h ki pure saal mangalwaar brat krke udhypan kre plz bta digiye hm 5 saal nhi kr skte h
@chandaniagarwal9834
@chandaniagarwal9834 3 года назад
Iss puja m 16 trah Ka dhan likha h....koun koun sa hua btaye Aur ye puja Mandir m kr skte h kya
@poojashukla1990
@poojashukla1990 6 лет назад
Anti ji kya. 5 varsh ka udhyapn krke ye vart fir se shuru kr skte hai peliz btaye Aur apka ye vidio bhut acha laga dhnyvad
@AsanZindagi
@AsanZindagi 6 лет назад
vaise to 5 sal hi kiya jata hai,ap chahe to udyapan kar fir se vart kar skti hai
@hinalgala4905
@hinalgala4905 4 года назад
Udhyapan matlab kya hota hai?
@surbhisharma0210
@surbhisharma0210 Месяц назад
Mayke me rehke is sawan k last me mai udhyapan kr sakti hu maine pura saal tuesday ka vrat rakha h shadi hui ni h abhi to mai abhi udhyapan kr sakti hu na is sawan me
@tusharkumar4822
@tusharkumar4822 3 года назад
Hello guru ma ye vrat sirf female hi kar sakti hai ya male bhi kar sakta hai
@kartikkumar4682
@kartikkumar4682 3 года назад
मेडम मैं कल व्रत रखूंगी और 4 मंगलवार के लिए एक ही बार स्थापना करती हूं मगर अगले मंगलवार से पहले मुझे कहीं और शिफ्ट होना है तो क्या उसी मूर्ती को फिर से स्थापित कर सकती हूं
@shitalgupta3305
@shitalgupta3305 4 года назад
Mam ager period me vart sahe h to kya wo ginti karenge us din ka
@dksinghrajputcreations3090
@dksinghrajputcreations3090 14 дней назад
Mai toh jab tak jinda hu savan somwar nhi chhor sakti toh kya mangla gauri vrat na karu ?
@xachiray9078
@xachiray9078 4 года назад
Thanks a lot mam lekin jav hum asudh hotein Hein to uss samay pujaa vi karnee paregi yaa fir sirf upbaas rakhe
@AsanZindagi
@AsanZindagi 4 года назад
agr pehle se vart kar rhe hai to to vart kar skte hai puja na kare
@arora19rimpy
@arora19rimpy 5 лет назад
Plz bataye apne liye kya rakhei
@swatisingh3647
@swatisingh3647 6 лет назад
mera aaj ka din nikal gaya h to kya next Saturday se kar sakte h
@vivekdixit1842
@vivekdixit1842 6 лет назад
Kripa karke mujhe btayiye aunty ji mai aap ki bahut bdi fan hu
@radhakishori7737
@radhakishori7737 2 года назад
Radha Krishna ji
@Animationediterz
@Animationediterz 3 года назад
Mata ji pranam aap btae ki pati ki raksha ke liye kaun kaun se vrat hota hai please help me
@222shivanipandey2
@222shivanipandey2 3 года назад
Anuty ji pranam mere vivah ka abhi ek varsh pura hua kya me dusre varsh se ye vrat kr skti hu pls margdarshan de or mera ek beta bhi h
@neelamsoni7379
@neelamsoni7379 3 года назад
Jai mata di
@neelamsoni7379
@neelamsoni7379 3 года назад
Aap se janna chatni hu ki ek widow kaise kis pooja ko kare plz meri problems ko solve kare
@jaipatra1678
@jaipatra1678 2 года назад
Jay maa mangala gouri brata
@mohitasisodia1957
@mohitasisodia1957 24 дня назад
4 time pooja Krna jaru h kya, morning time me or evening time me kr skte h kya.
@kanchansharma3909
@kanchansharma3909 3 года назад
Kya mangla gauri ka vrat saawan se shuru karke har mangalwar ko 5 Sal tak karna hota ha
@anujkumar-rn4sx
@anujkumar-rn4sx 4 года назад
Mata ji ek sawal h .mata ke wart me Jo chiz chadye wo hum mata ka parsad mankar use hum rakh sakte h .aur kya har mangal war ko 16 ,16 chiz chadni h suhag ka saman bhi har mangal war ko fir naya chadna h ki ek bar chadne ke bad mata wart krte rage h .
@AsanZindagi
@AsanZindagi 4 года назад
ji haa aap kuch saaman mandir me de aur kuch apane pass rakhe,aap baki sabhi saaman kaahiri mangalvaar ko chadhaye
@radheradhekrishna5034
@radheradhekrishna5034 6 лет назад
maaji mene pichli saal se vrat suru kiye h
@dikshakurud4558
@dikshakurud4558 4 года назад
Aunty ji mangla gauri mata m champa ka full chadate hai ki nahi please aunty ji btao na...
@mohitasisodia1957
@mohitasisodia1957 24 дня назад
4 time ki puja ka time kya hota.simple puja ka trka bta do please
@oshidubey4978
@oshidubey4978 3 года назад
Mere sawan ke 2 mangal vaar rehe gaye h yadi or 2 bache h unko rehe sakte h
@varshatrivedi561
@varshatrivedi561 6 лет назад
Namaste mam
@jagritisahu8510
@jagritisahu8510 6 лет назад
Aanti g pradham Mala jaap krne k niym btye plz
@shaktisunery2833
@shaktisunery2833 11 месяцев назад
संकटा माता के सुहागले दशा माता के सुहागले अवसान देवी माता के सुहागले चटपट माता की सुहाग रे तुरंत आ देवी के सुहाग लिए शब्द कितने प्रकार के सुहाग ली हो तेरे में मुख्य अंतर क्या है कृपया विस्तार से बताने की कृपा करें
@babitagoswami9527
@babitagoswami9527 4 года назад
Aunty ji radhe radhe aap ek baar mangal gori ke pooja karke dekhayai plzz
@patilpatil2272
@patilpatil2272 6 лет назад
माता जी प्रणाम आप मुझे बताइए कि घर के मन्दिर मे कोई खंडित मूर्ति हो गई हो या एक ही देवता की दो तीन मूर्ति हो उन को हटा कर नई मूर्ति रखनी हो तो क्या उसी समय नई मूर्ति रखनी होती है या कुछ दिन बाद भी रख सकते है
@AsanZindagi
@AsanZindagi 6 лет назад
subh asirvad,aap usi smy new murti rakh skte hai
@ranuvijaymanhar6114
@ranuvijaymanhar6114 5 лет назад
Mujhe pata nai tha or me 1 sal hi vart ki hu to joki mujhe nai tha to me dobar suru kar sakhti hu kya ha to kese Or ha mem santan prapti k liye kon sa varat karna chahiye
@AsanZindagi
@AsanZindagi 5 лет назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-yCkRLqvw_sc.html ap dubara se vart kar skti hai
@renubansal78
@renubansal78 5 лет назад
namaste aunty plz manglagauri ki puja karke dikha dijiye
@beautyjaya
@beautyjaya 6 лет назад
Aanti जी हमने सुना है कि कोई व्रत रहो तो शाम को एक अनाज खा के व्रत खोलना चाहिए ऐसे नियम क्या अष्टमी व्रत मे भी होता है क्या बताऐ आन्टी जी
@rohitverma6478
@rohitverma6478 6 лет назад
nhii astami m falahar kiya jata h sirf
@beautyjaya
@beautyjaya 6 лет назад
Rohit Verma ok nmk to khaya jate hai
@rohitverma6478
@rohitverma6478 6 лет назад
Sonu Panday sendha namak or kali mirch plain namak use nii krte h😊😊
@beautyjaya
@beautyjaya 6 лет назад
Rohit Verma ok
@SudhaDevi-hf4kp
@SudhaDevi-hf4kp 6 лет назад
Sonu Panday
@surbhisharma0210
@surbhisharma0210 Месяц назад
jisdin vrat krte h usdin arg dete h ya agle din dete h?
@punambhoi6501
@punambhoi6501 3 года назад
Ak din me kitne katha padhni chahiye mangal gori ki
@archanamerotha4012
@archanamerotha4012 3 года назад
मेम मेरा पहला व्रत है माँ मंगला गोरी का पर पूजा मे क्या क्या चाहिए , ये समझ नहीं आया कृपया आप मुझे विस्तार से समझाये, और इसमें क्या क्या खाते है , ..... मे माता की मूर्ति या उनकी तस्वीर की भी पूजा कर सकती हु ना .... समझाये मेम प्लीज 🙏 ... आपका कॉन्टेक्ट मिल सकता है क्या मुझे प्लीज 🙏
@shristigupta1686
@shristigupta1686 8 месяцев назад
Mein satynarayan k vart rheti hu vo mein nhi chor sakti vo month mai bus ek he bar hota hai tho kya mein ya vart bhi utha sakti hu
@kalpanajain9949
@kalpanajain9949 4 года назад
Pooja varat kaise kare vidhi btao Ramcharitra me gauri pooja likha h unmarried
@saumyadubey4822
@saumyadubey4822 3 года назад
Pranam 🙏 Maine pichle saal se saavan ka somvar vrat shuru kiya hai... Is saal se mai mangala gauri maa ka vrat karna chahti hu.... Is baar adhik maas lga tha to kya main ye dono vrat ek saath shuru kar sakti hu? Koi dikkat toh nhi hogi? Please bataiye
@govindmarg
@govindmarg 3 года назад
Nahi aap koi ek vrat hi kar sakta ho
@parwatikumari9155
@parwatikumari9155 4 года назад
Sawan ke bad am sal tk manglagouri vrat n kr sakte h
@heeralalkhatikheeralalkhat2441
@heeralalkhatikheeralalkhat2441 3 года назад
16somvar to kar sakte he mangla gori vart ke sath me
@anujkumar-rn4sx
@anujkumar-rn4sx 4 года назад
Mam janmashthi pad rahi h aur mata gouri mangla ka wart bhi to kya kre konsa wart kre,.
@AsanZindagi
@AsanZindagi 4 года назад
mangala gauri ka vrat saavan me ho chuka hai
@amitavasen4740
@amitavasen4740 6 лет назад
mam mai aap kaise foroward shampooing and towel drying, oiling, foroward brushing korte hai o dekhna chahata hu. to is se ham e sikh vi milega kaise itne umor me bhi aap kaise aap ka bal o ka khayal rakhte hai??? so plz aisa videos banaiye na...plz plz
@AsanZindagi
@AsanZindagi 6 лет назад
aage video denge
@goutamdoshi2672
@goutamdoshi2672 4 года назад
Santoshi mata ki Pooja karke bataye to mAgla Gouri ka karke btao plzz
Далее
Kaalchakra || Mangla Gauri Vrat || 09 August 2015 ||
33:01