Sir I have a question plz reply Pahli aur dusri kaksha Mein Bhasha Shikshan ke sath hi Kala Shiksha ko samekit karne ka uddeshy kya Nahin hoga Op1---- Chitron ke Madhyam se abhivyakti ka Vikas Op2--- Bacchon ke dwara Anand ki Prapti Op3---- Bacchon ke lekhan mein paripakvata Lana Op4--- Bacchon ki rachnatmakta ka Vikas karna Plz sir reply kariye
Inmein se kaun sa Prathmik star per Hindi bhasha Shikshan ka uddeshy nahin hai ??????? Op no 1----- sandrbh ke anusar lagakar padhne ka prayas karna. Op2---- ChiTarkari ko Swayam ki abhivyakti ka Madhyam banana Op 3----- Bacchon ki Bhasha aur school ki bhasha mein sambandh banate Hue vistar dena Op4 Suni Gai bato ko jyo ka tyo dohrana