Тёмный

मा मंगला गौरी पूजा सामग्री, Sawan Mangalvar, Ma Mangala Gauri Pujan samagri ll 2024 

Vrat Vidhi Upay
Подписаться 206 тыс.
Просмотров 1,1 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

22 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 16   
@bimalmurmu-ct8pm
@bimalmurmu-ct8pm 3 месяца назад
Radhe radhe ❤❤❤😊
@komalpandey8342
@komalpandey8342 3 месяца назад
Radhey Radhey diii 🙏🙏bahut achhi jankari di aapne
@snehaamte552
@snehaamte552 3 месяца назад
सोमवार सावन के उपवास में रात को भोजन में क्या खा सकते हैं
@VratVidhiUpay
@VratVidhiUpay 3 месяца назад
Koi bhi satwik meetha bhojan kar sakte hain is Vrat mein namak nahin khaya jata
@aartiyadav3485
@aartiyadav3485 3 месяца назад
Sare saman ka kya karna hain next day pls rpl mam
@VratVidhiUpay
@VratVidhiUpay 3 месяца назад
Iske upar sampurn details video kal aaegi jarur dekhna
@art.corner.19515
@art.corner.19515 3 месяца назад
Yadi pehla mangla gauri vrat nh rakh paye to kya hum dusre mangla gauri se rakh sakte h or agar 16 mangla gauri karenge to kya ek hi ghar se karna hoga
@VratVidhiUpay
@VratVidhiUpay 3 месяца назад
Han ji dusre mangalwar se Mangla Gauri Vrat rakh sakte hain, koi bhi Vrat jab Sankalp lekar shuru Kiya jata hai koshish kijiye ek hi jagah uss vrat ko karne ka, agar rent ki Ghar hai ya transfer ho raha hai to alag baat hai
@poonamyadav2869
@poonamyadav2869 2 месяца назад
Mera periods aa gaya hai kal fast hai maglagauri ji ka second toh kaise karu plz help
@VratVidhiUpay
@VratVidhiUpay 2 месяца назад
Vrat rakh lijiye pyaj lahsun mat khaea, paath Jo karte hain vah aap RU-vid mein ya kahin aur Sun sakte hain, Mata ya Mandir Ko chhuna nahin hai next mangalwar ko aap kshma prarthi hokar pura Puja acche se kar lijiye
@poonamyadav2869
@poonamyadav2869 2 месяца назад
@@VratVidhiUpay dhaynwad
@InduGautam-e5p
@InduGautam-e5p 3 месяца назад
agar hum 1 saal k baad krneg tab ,shrungar ka kya kra hai 5 k baad
@VratVidhiUpay
@VratVidhiUpay 3 месяца назад
Is sal ka shringar ka samagri Daan kar dijiye next year naya lijiye
@InduGautam-e5p
@InduGautam-e5p 3 месяца назад
@@VratVidhiUpay matlab beech m jo tuesday fast honge unpr shringar?
@aartiyadav3485
@aartiyadav3485 3 месяца назад
Main 5 years sa rakh rahi hu per udhyapan nahi kiya to fast continue rakh sakti hu or kab karu iska udhapan pls mam rpl me
@VratVidhiUpay
@VratVidhiUpay 3 месяца назад
कोई भी व्रत शुरू करने से पहले ही संकल्प लिया जाता है अगर आपने 5 साल की संकल्प लिया है तो 5 साल जिस बार पूर्ण हो रहा है उसके अंतिम मंगलवार के दिन आपको उद्यापन कर देना चाहिए इसके बाद आप फिर से व्रत को कंटिन्यू कर सकते हैं नया संकल्प लेकर
Далее
impossible lungs test !! 🫁
01:00
Просмотров 4,4 млн
Как не носить с собой вещи
00:31