If you really have faith in Ram ji Hanuman ji sab shubh hi hoga.just believe in prabhu he is always there thru every thick n thin.Jai Sri Ram ji Jai hanuman ji.mangal dev bhi pyaar hi deinge wapis ashirwad ke saath
Jai Shree Ram Jai shree Krishna Om namah shivaya har har mahadev ji jai shree radhey radhey radhey ji jai shree hanuman ji jai mata Laxmi ji jai bangrang bali ji ki jai maa bhadar Kali kirpa karo damodar maharaj ji ki
Apane karm ache rakhe guruseva kare kuldevata ki seva kare apne kam pe dhyan rakhe kartavya kare phal acha milata hai kashta Kam karane se prabhu sharan Jane se bhagya thik hota hai
Prabhuji🙏 aap itna mat chadhaye, kahi hum behosh na ho jaye....mangal ko shant karne ke liye aap hanumaji ke charno main jaye 7 mangalwar hanumanji ko prasad chadhaye mitha aur hanumaji ko mangal shanti ke liye prarthana kare ...aapki jai ho..jai shri Ram😀😀😀