Humlog dhanteras ke next day yam ka deep jalate hain raat me per itni puja nahi karte hain bus South face karke rakh ke aa jate hain aur us deep ko phir late bhi nahi hsin
Mam Mera pathi gaw chala gaya hi awr hunhone 2 dhin bhad hahege kya ama yama dipaka jalasakthai nahitho fir kab jalanahai me Bangalore se MSG kar rahu pics bholiye mam
City me hi ye possible ho skta h kyunki yaha to bahar jana hi pdta h night me....daily emergency kaam ke lie to kse yam ka deepak jalaya jaye madm???kaha rakha jaye smajh ni aa rha h ?
Madam ji yam ka diya jalaya to apne ghar ke ander hai...bas rakhna bahar hota h kya.... Aur madam ji mere ghar to ek log bahar hi sote hain baramadey mei to kse yam ka deepak jalaya jay
Didi parikrama krte tym dipak jalake rakhna jese ki chok m kala k parikram krke fr bahar rakh k aa jaye aisa ya fr bahar hi jalana or bina jalaye parikrama krni h btaye
We go out at night for buying utensils on dhanteras. So we should burn at night after coming home? I generally burn in eveming then we go out at night.
Ham ne sawstik banaya Or aate ka dipak Or pisa haldi roli kodi 1 ka sika 12 jan ka sika or chawal or pani ki pari kama Or shakr bus 🙏🙏itna hi kiya hai chalegan
Yes you can do that. It’s not limited to eldest in the family. Bas karma hae koi bhi member kar sakta hae if mother is not available sister can do. It’s not specific to any person. Try to understand the reason behind it. We are praying to lord of death Yama , his direction is south ,giving our respect. Direction is important. I hope it helps.
Daan karna h, Jo Colors aapane rakhe the ya to aap Dhanteras ke din utha sakte hain ya to Diwali ke din utha sakte hain.ya fir bhi duj ke din , Pani se Ghar Ke bacchon ko snan karate hain aur jo anaaj hai use Dan kar dete Hain
RADHE RADHE.....Jo log flats main rahte Hain unhain yum ka Deepak apne flat ki chokhat ke aage jalana chahiye ..... Ya main darwaze ke bahar Jo baki gharon ki chokhat hae main darwaze ki us per jalana chahiye.
Very well explained mam mujhe to pta he nhi tha meri mummy nahi h toh mujhe to koi nahi btane wala mam ek sawal bas maam ghar me ander jab puja kri deepak ki swastik banake us swastik ko diya uthane ke turant baad clean kar sakte h aur sikke uthakr rakh sakte h turant baad kyki hall m banaugi ghar ke m isliye?
मेम हम अपने दरवाजे के बाहर कुछ भी नहीं रख सकते केवल दिया जला सकते हैं और सुबह को दिया उठाके घर के अन्दर ला सकते है बाहर तो बझे हुए दिये को रख नहीं सकते हैं तो क्या करें बाहर तो नाली चलती है तो क्या करें
Mere ghar me bdi to meri saas hai, lekin usko kuch nahi ata , vo ulta kam kar deti hai sab , please main kar skti hu ye kam. Or jo sike ki parikrama sab ko krna jruri hai agar unki jgh mein kru, kyunki mera sasur alcoholic hai, unse main nahi krwa skti.. hum 5 member hai saas sasur mera pati or main ek beti meri..... Or mere pati to sham ke time ghar he nahi hote hai, agr honge bhi usi time to vo chle jayege dubara.... Please bta do 😢😢😢