Тёмный

ये टाइम पर चेक कर लो गाड़ी नई जैसी चलेगी Bolero Wheel Alignment & Balancing  

Ravi Poonia
Подписаться 36 тыс.
Просмотров 33 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

21 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 50   
@tarsemkumar2032
@tarsemkumar2032 Год назад
Very nice information.💯
@kailashsutharvishwkarma2053
@kailashsutharvishwkarma2053 25 дней назад
Nice video ❤
@tenzinchoephel8491
@tenzinchoephel8491 2 года назад
Thank you sir, helpful.
@gujjarsuchayaar3565
@gujjarsuchayaar3565 2 года назад
Ram Ram sir video ka waiting
@TechnicalRajguru
@TechnicalRajguru 2 года назад
Bhai nicr information par caster ka nahi bataya aapne aur bhai alignment ho raha ho us time uska video record Karo hum new learner ko bahut help milti hai
@navneetupadhyay8983
@navneetupadhyay8983 8 месяцев назад
After alliment in bolero bs6 steering hard ho gya hai and right wala tyre aage se inn lagta hai dekhne me should I go to another shop for re alliment ?
@RaviPoonia
@RaviPoonia 8 месяцев назад
Bhai alingment ke baad steering halka hard ho skta hai kyoki dono tyre ak dusre ko khich kar rakhte hai Make sure gadi koi side na khiche steering chhodne par or braking time par Agar side khiche to apko dubara alingment ki jrurt hai Or tyres par dhayan de agar side se jayada ghis rakhe hai to ho skta hai alingment ka mathode wrong ho
@rameshbaria2315
@rameshbaria2315 Месяц назад
Sir mere Bolero me stering colam bus replesment kese karana
@amitkumaroffical1178
@amitkumaroffical1178 7 месяцев назад
Thanks
@rameshhun4175
@rameshhun4175 2 года назад
राम राम भाईसाहब
@RaviPoonia
@RaviPoonia 2 года назад
Ram ram bhai
@pankajsohreofficial9331
@pankajsohreofficial9331 Год назад
Alignment Mai कितना खर्चा आता है भाई
@shrividhyasagarjii1794
@shrividhyasagarjii1794 2 года назад
Sir kya ham bolero ke brake pads ghar par badal sakte hai
@RaviPoonia
@RaviPoonia 2 года назад
Ha ji Bilkul badal skte h
@girishbagiya4407
@girishbagiya4407 2 года назад
ravi ji mere pass 2017 ki bolero car hai... uska steering left side(non driver side) chala jata hai... alignment wale ne kaha ki leff side ka wheel thoda aage hai is liye chala jata hai.. to kya esa hota hoga... bahar se dekho to sahi me esa lagta hai ki driver side sahi gap hai body aur tyre ke bich me lekin non driver side aage thoda gap hai aur pichhe jyada... solution bataye...
@girishbagiya4407
@girishbagiya4407 2 года назад
2017 ki bolero sle bs3 hai... solution batana jaldi se jaldi.. aur uske liye me kiske pas jau... e bhi batana... aur ho shake to uska video jarur banakar share karna...
@RaviPoonia
@RaviPoonia 2 года назад
@@girishbagiya4407 Girish ji koi accident ya kisi gehre gaddo me tyre girane ki vjh se esa ho skta h Aap use visually check kro bend kha PR h upper arm ya lower arm check kijiye gadi ke chassis pr jha judi h koi bend hoga Bend repair karke alignment hogi ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-3Kz1vuD-tCM.html
@chongshenchang9367
@chongshenchang9367 2 года назад
Sir, Mera alloy wheels hai. And I've made the alignment but still there is screeching noise while turning. Why.. please help.
@RaviPoonia
@RaviPoonia 2 года назад
I it will help you ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-lz5vDuURx6M.html And some alloy doesn't meet real turning radius that's why tyre screeching is normal
@chongshenchang9367
@chongshenchang9367 2 года назад
@@RaviPoonia But will it cause wear and tear in my tires..??
@chongshenchang9367
@chongshenchang9367 2 года назад
@@RaviPoonia Sir, I really love your channel and Sudhakar Dhevidi channel. because both of you reply instantly... Keep it up... 🙏🙏🙏
@RaviPoonia
@RaviPoonia 2 года назад
@@chongshenchang9367 Thanks for your support and motivation. we try our best to help people like us because some problem doesn't need a mechanic.
@TechnicalRajguru
@TechnicalRajguru 2 года назад
Ball joint me problem hai
@GyanendraSingh-fp7oc
@GyanendraSingh-fp7oc 2 года назад
Sir ji meri Bolero sle m२dicr hai usme jab ८० ya ८५ ki speed me break lagate hain to staring me vibration hota hai sir kya problem hai please Bata dejiye
@RaviPoonia
@RaviPoonia 2 года назад
ब्रेक लगने पर स्टेरिंग वाइब्रेशन हो रहा है तो यह रोड की कंडीशन की वजह से हो सकता है क्योंकि फ्रंट टायर पर ब्रेक के टाइम लोड ज्यादा रहते हैं उस टाइम अगर रोड की कंडीशन खराब है तो स्टेरिंग में वाइब्रेशन होगा और अगर ज्यादा ही स्टेरिंग हिल रहा है तो आप ऑनलाइन चेक करवा दीजिए
@amanraza4184
@amanraza4184 Год назад
Assembly problem
@notiboyyogi8593
@notiboyyogi8593 Месяц назад
Bolero mein piche se gadi ko dekhte hain to tyre agla wala bahar dikhta hai kya Karan hota hai please bhai
@RaviPoonia
@RaviPoonia Месяц назад
Aap gadi ki alignment check karvaye shi se issue pata usme chal payega If alignment okay it's all clear koi issue nhi hai if there any issue wo thik kar denge 200-1000 kharcha aata hai only alignment ka
@notiboyyogi8593
@notiboyyogi8593 Месяц назад
Alignment wheel balance 3 bar karaliya connector side khincha rahi hai driver side tyre bahar dikh raha hai chassis problem nahin hai
@RaviPoonia
@RaviPoonia Месяц назад
Chasis problem nhi hai agar side khich rhi hai to proper tyre ki position nhi jis se issue ho rha hai suspension system me lower arm par ak rod lagi hoti hai jo chasis par judi hoti hai use set karna hoga aap kisi ache alignment Wale ke yaha jakar issue batao bahut baar us rod ka nut tight ho jata hai or khulta nhi hai jis karan se alignment Wale vesa hi chore dete hai Aap alignment Wale ke pass Jane se pehle kisi denting Wale ke yaha se suspension lower arm ki rod ke nut ko loose karva ke le jana or unko bol dena ki ye nut set karna hai issue thik ho jayega
@notiboyyogi8593
@notiboyyogi8593 Месяц назад
Ma Apne bataya tha vah kya tha aap kabahut dhanyvad ho gadi ok ho bhai sahab
@RaviPoonia
@RaviPoonia Месяц назад
Kya solution nikla
@ganeshbairagi7457
@ganeshbairagi7457 Год назад
Meri gadi ke ke peche vale tair adrse kyo ktm karti he
@yadavparanthapoint
@yadavparanthapoint 2 года назад
Bhai meri bulero ki speed 115se upar nahi ja rahi pahle 130 tak chali jati thi rpm 2000 se super nahi jara nutal mai 5000 tak rpm chala jata h
@RaviPoonia
@RaviPoonia 2 года назад
Bhai fuel supply puri nhi mil rhi engine ko fuel tank motor down hone pr esa hota hai fuel tank motor filter clean krva lijiye kam bne to vrna motor change krvani pdegi 8000-10000 cost pdti h motor ki road pr chalte time engine pr load hota h jis se fuel jayda chahiye engine ko but motor supply puri nhi kr pati or gadi speed nhi pkad pati Or Air filter vgera clean kr le or Diesel filter change kr kafi time se nhi kiye hai to
@dineshshekhawat4124
@dineshshekhawat4124 2 года назад
Aap kaha se ho
@RaviPoonia
@RaviPoonia 2 года назад
Hanumangarh rajasthan se
@dineshshekhawat4124
@dineshshekhawat4124 2 года назад
@@RaviPoonia m bhi hanumangarh se hu
@RaviPoonia
@RaviPoonia 2 года назад
@@dineshshekhawat4124achha bdiya ji
@dineshshekhawat4124
@dineshshekhawat4124 2 года назад
@@RaviPoonia mere pass 2010 modal bollero h bina ecu wali cold me start nahi hoti head pr grm pani dalne k baad hoti pump ka kaam krwa lea self sahi h batry new h solution btaye
@dineshshekhawat4124
@dineshshekhawat4124 2 года назад
@@RaviPoonia ye problem subah fist baar hi aati h fir din me koi dikt nahi aati
@hemantkumar5364
@hemantkumar5364 2 года назад
Apki gadi ka tyre andar ki trf jyada ghis rha hai.
@RaviPoonia
@RaviPoonia 2 года назад
Ha bhai ab set kr liya h use check bhi humne video bnate time hi kiya tha
Далее
Наши дети захватили кухню!
00:59
Просмотров 176 тыс.
Наши дети захватили кухню!
00:59
Просмотров 176 тыс.