Aap iski chinta na karo bahan wo bhagwan hai aur jab bhi pariksha lete hai to ush insaan ke samarthya ke anusar hi lete hai.bhagwan mujhe 23 saal ki umra me 3 baar se maut ke muh me jane se bachaye ab mujhe lagta hai isshe badi pariksha nahi hogi.Aur dusri baat yaha par mera kuch hai hi nahi to phir chinta kis baat ki.mai sub kuch unko samarpit kar diya hu.🙏🙏❤️