TVS sirf designs and new models launch kr sakta hai kuch dikkatein aa gaya toh ho gaya kalyan customer ka ,na service thik hai ya kuch spare parts easily milta hai RR 310 ko launch kiya huwa kitna saal ho gaya koi ek dealer nahi hai jo sahi me kuch problem nikalta hai toh thik kr payega unka technician jo bhi rehta hai pata nahi kaam krne ko janta hai ya nahi.