Main West Bangal se hun filhal Saudi Arab mein rahata hun Mamata Banerjee ka prashasan yah Mamta Ka rajnitik carrier mujhe bahut Achcha lagta hai yah video Jo viral ho raha hai iska action Jarur Lena chahie Nahin to main sabse Jyada Nafrat Karunga Mata banarji ko