Jahaj ka Engine bandh ho gya to Jahaj kinare ke najdik aa Raha he to Ankar dal dena chahiye tha, deep water hoga to Ankar nahi dal sakta, lekin Jahaj kinare ke 1ya2mail najdik aa gaye hai to Ankar dal sakte the or Jaha bach sakte the or badme reper ho ne ke bad Jahaj nikal sakte the
Is Jahaj ko nikalneke liye do,ya tin tug khich ne ke bulani hogi, Jahaj loded hoga to 3 ya 4mitre pani lagega agar khali hoga to 2.5miter hoga to bhi nikal jayega lekin tug pichhese khichegi or jahaj poolastrn maregi to sayad nikal jayega abhi haitaid ka wait karna hoga ,tug ki to help leni padegi kiyu ke wevas or hava jayda hoga to Jahaj or upper chala jayega