Woh paisa kis kaam ka jaha khussi na mile kamate kis liye ho khussi k liye insaan ka koi barosha nahi kab kya hojaye isliye kamate v rho aur injoy v karo
Aap dono ek baara wala bag le lena chahiye taki saab samaan ek saath guss sakhe dono admi tugra magra bag mein padkarne se accha hain itna v kya kanjuss krna utube se itna kamate ho jitna v gareeb kyun na ho ek bag toh le sakhe ho itna taklif kya krna dono bhaiya behan ek auto lena chahiye too much kanjus karna v acha nahi hain please if you don't mind