@@aniketdhami 99% उम्मीद है सिर्फ 1 बार सुप्रीम कोर्ट सुन ले बस तो भगवान भी नहीं कुछ कर सकता है वैलिड होने से। सिर्फ ता. मिल जाय तो एक से दो हेयरिन मैं ही खत्म है । यानी 15 से 20 दिन
Central government dwara nios deled course ko complete karwaya gaya hai.. To yah course farzi kaise hai? agar ye course farji hai to aapki najar me mhrd, ncte, aur nios sabhi farji sangthan hai.. Central government lok sabha , rajya sabha sab farji hai aapke mutabik.. Jab tak ye mudda under judiciary hai ispar tika tippani karna aapki vidwata aur yogyata aur mansikta ka pata saf jhalak raha hai.. Aap chahe kisi bhi pad me ho par iska matlab ye nahi hai ki aap kanoon se bhi upar ho gaye hain.. Ham sab 14 lakh nios deled dhariyon ka desh ke supreme court par pura bharosa hai jeet ek din nios deled walon ki jarur hogi..
Ma'am sabke ghar pe ek letter ja rha jo petitioner bna tha .. sayad isse MA bolte h iske liye v sab se chanda liya gya tha... To Deepak sir jo nios ke leader h we bol rhe the ki vishwanath jee se bat huii h ham sab ye soch rhe ki Review or MA ki sunwai ek sath kara dete h isliye hmlog wt kar rhe the or isliye hi Review me der ho rha tha ab 20 ke bad lagega..or ye v bol rhe the ki waise v TP pe lga huaa h hi sep me to kya dikkat h..plz koi idea ho to btaye.. yelog kyu fsa rha Review ko
Bahut paisa kama liya tum abi nios par video banana band karo....... field par aake video banao na tab pata chalega.....room ke andar bahut video banaya
Jankari nahi rahe to bola mat kijiye kaise aap bol rahe hai ye degree farji hai farji ka koi saboot hai aapke pass Bhai humlog school me teaching karate hue daily 15 km dur jakar training lete the aur aap bol rahe hai farji degree hai