Jinaab shukriya ki zaroorat hi nahi hai, Agar aapne isko apni rooh ki gehrayioon se mehsoos kiya, jo kafiyat uss waqt aapke chehre pe numayaan thi, woh mera reward hai, Salamat rahen, kàmyaab rahen, Aameen
Rahi janna main jaga ki baat, main yahan Qadir Sahab Kehne (great kashmiri sufi poet) ka hum khayal hun, unhun ne farmaya hai: Nai chum mey beem-e-dauzaq, Nai chum tammai Janna, Donwai karith yakjah karmas me toor hawalai,