1 wake up early 2 remove 1 bed habbit 3 daily bath 4 keep silance 5 daily read book in which you are interested 6. Yoga for 30 min 7. Write in book your positive thoughts 8. Balance in diat 9. See world as movie theatre 10. Gratitude for all good things
🕉️Main koi din comment nahin karta lekin aap Jo bolate Hain vah mere life mein Sham Tak ghatata jata hai aur aise hi video Tum banate jaate ho meri life ke bare mein🛐
@@AnswerWorldMahashay mera ek sawal hai ki mai study ya job ke sath sath aadhyatamik marg par chal sakta hu please aap mere comment ka reply de..! Mera name samir hai.❤
mujhe aadhyatamik mmarg par jane ka bahut ruchi hai us parmatma ko mai janna chahta hu jisne is jagat ko banaya hai + mujhe yah brahmand ko janna hai...! ek hi sawal mujhe pareshan karta hai ki mai mere jimmedari ko nibhawu ya aadhyatamik marg par chalun....! mai aanusuchit janjati se vilom karta hu + mai jharkhand se hu❤
Mere family mai 4 member hai mai mere chhota bhai aur mere mata pita bs aur koi nhi mujhe aadhyatamik marg par jana hai ya mere ghar ka jemmedari uthana hai yahi mujhe dikkat de raha hai kripya mere marg dharsan kare🙏🙏🙏😭❤ mujhe aadhyatamik marg par jana bahut ruchi hai + us parmatma ko janne ka pyas hai mujhe aap bataye mai kya karu😢❤❤❤ mujhe pata hai ki ye comment aap tak nhi pahunchga baki aap ye comment padh rahe hai toh mujhe marg darshan de😢🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir pleez reeply me puri video dekhta hu aapki. Subah uthte hi ye sabal aaja hai kal uth jayenge thatha or solo sone me maja aata hai subah uthne ka man nahi karta
Sir mene ek book padha tha uska naam hai *Brahmasutra* uske 1 No se 15 chapter padhne baad aap ka bataya hua 9 No jaisa hai mujhe Aisa laga ke yea Saab Log bag khilone hai mujhe ajeeb laga thoda daar bhi laga uske baad maine wo book padhna kaam kar dia kyunki jaise AAP bole 9no ki aadat wala mere saath Puri din baar Aisa hota rehta tha sir iss chiz ko leke Aaj Tak bhi mujhe ajeeb lagta rehta hai.