Vese to Abhi rahne dijiye Kyuki jyada chota hai, or agar neeche se hi doble branch chahte hain to abhi pinch kar sakte hain, ya February me bhi kar sakte hain 😊
meine aaj ek apna 5 saal purana kari paatta ka plat jo 4 foot ke karib tha rootbond ho gya tha but bhot ghna tha healtty haraa bharaa report kar rha tha 12, se 15 inch me but sir use nikale time halka sa zor lag gya mithi jiche se suhki thi jise uski roots hi tut gyi almo 95 percent bus ek moti root bachi hai 4,5 palti to use lga diya hai barish aa rhi thi halki halki aaj funguside lga ke roota me sir pera concern ye hai ki vo ab chal jayega plant me bach jayega and agar haan to abhi to hara bhara hai ye saare paate gir jayege naya futaad hoga kuch dino baad ya bina gire hi hara bbura aage chal jayega plsss batayo sir bhot man dukhi hua hai Bus ek moti aise badri roort do 3 patli bachi thi baaki sab tutne se alag ho gyi Pls sir batdo bach jayega ye ab chal jayega growth exists ya ek baar ye paate girnege saare new aaygi leavs aur agar girenge to kitne dino ka precess me se gir jayega aur new footaf hoga Aur pehel ko tarah aane wale next moonoon me itna hi hara bhara hi jayega Pls sir batdo dukh ho rha hai bohot
No problem, sahi jo jayega, jyada roots toot gayin hain to stress ki vajeh se leaves jhad jayengi, lekin abhi rainy season hai to new shoots aa jayegi, don't worry Agar kabhi esa ho jaye to 2-4 din plant ko dhoop me na rakhen , 😊
@@PlantssSpace yes abhi semi shed me rakha hua hai 3 din hoge aaj dham ki jaate hue light dhup 1 hour aati hai bus and iski leavs kuch murja gyi hai but yellow nhi hui to meine pruning kardi kuch leavs ki taaki plant sari power apni roots banae me lagaye fir fir do 3 ,4 din baad sunlight me rkhduga Isme kuch galat kar rha ho to suggest kare pls?
Kar sakte hain , lekin chote plant ko cut karne se usme doble shoots choti height se ho aayengi , jo ki bade hone par door door growth karengi to shape achi nahi banegi Aap minimum 2.5 height hone ke baad hi plant ko cut kijiyega ghana banane ke liye
Nahi ab to sardiyan start ho jayegi Ab plant growth slow karega or winter me bilkul band kar dega growth. Hamesha growing season me repoting karna chahiye February March me kijiyega