Mere param dayalu sadguru devji aapki charno kamalwo me yahi binati pratha hai ki dasee se jadi kabhi jan ya anjan me kai galtiya ho jaye to aap mujhe ek nadan agyani chhuti bachhi samjh kar kshma kar dijiye ye om om om
Apki pawan pabitr charno kamalwo me koti koti sashtang dandvat hai koti koti sadar pranam hai koti koti barmbar naman hai deen rat harpal koti koti dhanybad hai
Mere sadguru devji mahan hai pawan hai pabitr hai daya ke sagar hai rahamt ki dariya hai dayanidhi hai kripa sindhu hai karuna sagar hai kshma ke khan hai parm dayalu hai