Тёмный

13 जुलाई लोक अदालत Unsecured Loan Settlement कैसे होगा ? लोक अदालत कहां लगेगी ? 

Vidhi Teria
Подписаться 178 тыс.
Просмотров 6 тыс.
50% 1

Hello friends
Aaj ke is video me apko Lok Adalat ke bare me bataya jaa raha hai ki kaise aap lok adalat me apne unsecure loan ka settlement karawa sakate hai.
Lok adalat, lok adalat kya hai, what is lok adalat, lok adlat kab lagati hai, lok adlat kise kahate hai, lok adlat kaha hoti hai, lok adalat me kaise jay, lok adalat me kitni fee lagati hai, lok adlat procedure, lok adalat me kaise jaye, how to aproch lok adalat, national lok adalat kya hoti hai, national lok adlat kise kahate hai, national lok adlat kab gagati hai, kya lok adlat ke order ko challenge kar skate hai, how to challenge lok adlat order, lok adlat me nahi gaye to kya hoga, lok adlat me loan settlement,
#lokadalat
#nationallokadalat
#lokadalatprocess
#lokadlatfee
#lokadalatcourtfee
#lokadlatdate
#lokadlatkablagatihai
#lokadalatkahalagatihai
#lokadalatnotice
#lokadlatapplication
#vidhiteria
13 जुलाई लोक अदालत Unsecured Loan Settlement कैसे होगा ? लोक अदालत कहां लगेगी ?#loladalat
Contact Number: Whats App Number For Legal Advice-9454177465(Paid)
Thanks For Watching This Video
Please Like And Share This Video.
Please Subscribe My Channel.

Опубликовано:

 

8 июл 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 35   
@laxmankumar7538
@laxmankumar7538 25 дней назад
jaankari dene ke liye Apka Bahut bahut dhanyavaad sir
@vkrao1
@vkrao1 24 дня назад
Good one
@user-zb8zy5ij4m
@user-zb8zy5ij4m 25 дней назад
Sir loan sattelment principle Amount ke kitne percent tak ho sakta hai....?? Mene Au Bank se Housing loan liya tha 9,90,000/- rupye jisme se Maine 2 lakh rupye paid kiye hai covid ke douraan bhi EMI paid ki hai lekin January 2023 me Meri job chali gayi or helth problem ko lekar me EMI paid nahi kar paya Abhi koi income of source nahi hai 2 chhote bacche hai wife se divorce ho gaya hai kya ho sakta hai Sir please reply 🙏🙏
@pawandahiya282
@pawandahiya282 25 дней назад
Mai apna Pura loan Chuka diya hu fir 4 Year Baad Meri se 77000 rupay baang Rahe h Kay karu
@B2StudiosOfficial
@B2StudiosOfficial 19 дней назад
Sir, Mera Lok Adalat hua tha, 5k dene ke baad baki nahi paya, 2nd time firse lok adalat hua, lekin bank nahi mana to lok adalat judges ne order sheet diya ki 18k dena hoga aur bank manager ko kaha ki 18k leke close karna parega. Lekin bank manager baad me notice diya hai ki wo 18k nahi le payenge. Kya karu.?
@ruchimanishsinghrajpoot1997
@ruchimanishsinghrajpoot1997 26 дней назад
Sir mera notice aaya h 15k h mera lone amt jo ki covid m liye the kisi aur k help k liye lekin job na hone ki wjh se m pay nhi kr paai
@samsuddinkhan7042
@samsuddinkhan7042 25 дней назад
Sar ji Mumbai mein lok Adalat kahan lagti hai sar aur kaun se mahine mein lagti hai detail mein bataiye sar ji
@ChandanKumar-ne8ju
@ChandanKumar-ne8ju 25 дней назад
Patna civil court mai vedika f se full payment kar dene ke bad civil score mai loan active hai jabki maine full payment Kiya kya kare please sir help me
@boommedia4734
@boommedia4734 22 дня назад
Sir help me motgag lone regulization or settelment latter aya mai jab contact kiya to sattelment mana kar rajai hai🌹
@VoyagerBrahma
@VoyagerBrahma 25 дней назад
Bhai arbitration notice, loan default hone ke kitne din baad aata hai... nbfc loans hai under 1 lakh hai sabka principal
@FArya-xt5kx
@FArya-xt5kx 25 дней назад
Mera Aya hai.. Koi time limit nehi hai
@VoyagerBrahma
@VoyagerBrahma 25 дней назад
@@FArya-xt5kx kitna time ho gya default kre ko
@dipakbarot5056
@dipakbarot5056 24 дня назад
Arbitration ka reply Diya apne??​@@FArya-xt5kx
@aj-gr7cz
@aj-gr7cz 25 дней назад
Sir loan selltment principle par hota ha ki outstanding par
@VidhiTeria
@VidhiTeria 25 дней назад
Principal Amount par
@user-zb8zy5ij4m
@user-zb8zy5ij4m 25 дней назад
Sir loan sattelment principle Amount ke kitne percent tak ho sakta hai....?? Mene Au Bank se Housing loan liya tha 9,90,000/- rupye jisme se Maine 2 lakh rupye paid kiye hai covid ke douraan bhi EMI paid ki hai lekin January 2023 me Meri job chali gayi or helth problem ko lekar me EMI paid nahi kar paya Abhi koi income of source nahi hai 2 chhote bacche hai wife se divorce ho gaya hai kya ho sakta hai Sir please reply 🙏🙏
@aj-gr7cz
@aj-gr7cz 25 дней назад
@@VidhiTeria thank you sir principle par sir kitne % ta ka minimum ka discount mil sak ta ha unsecured loan par
@SanjaySingh-qh4st
@SanjaySingh-qh4st 24 дня назад
Sir kya bhumi vikas bank me bhi settlement ho jayega
@cricketindia090
@cricketindia090 24 дня назад
Hdfc credit ka lokadaalt h msg aaya h kya kru
@GangaSingh-hr6kk
@GangaSingh-hr6kk 19 дней назад
Mera 300000 kcc loan hai keya hoga
@jitendrashukla1139
@jitendrashukla1139 25 дней назад
Mughe notice aya h जयपुर jana h 13july ko
@VidhiTeria
@VidhiTeria 25 дней назад
Ok
@rajadubeyvlogprank4797
@rajadubeyvlogprank4797 24 дня назад
Mera bhi Jaipur 13 July ko aaya he notice
@uk-en6rm
@uk-en6rm 24 дня назад
​@@rajadubeyvlogprank4797Aap kaha se sir ji or konsa loan tha.
@rahulendrarout2512
@rahulendrarout2512 21 день назад
Kitna amount or konsa bank ka loan he aapka?
@jitendrashukla1139
@jitendrashukla1139 21 день назад
@@rahulendrarout2512 Hero fincop 257000 loan
@ChandanKumar-ne8ju
@ChandanKumar-ne8ju 25 дней назад
Vedika finance bala phir se full payment karne ko kah rahe ushke bad civil score se loan close karega ham kya kare sir jab ki maine patna civil court mai full payment kar diye hai
@VoyagerBrahma
@VoyagerBrahma 25 дней назад
@@ChandanKumar-ne8ju bule ke joote maaro
@dr.lb-studio6322
@dr.lb-studio6322 26 дней назад
Mai secure loan se Trector liya hu 750000/- rupaye ka aur abhi Khata NPA ho chuka hai. Kya lok adalat me settellment ho sakta hai. Jarur batana sirji
@HimanshuRaj-gh6xw
@HimanshuRaj-gh6xw 23 дня назад
सर जी हमारे पिता ने किसान कार्ड लिया था अब नहीं रहे अब सेटल मेंन्ट कैसे होगा
@sonuyadav7813
@sonuyadav7813 25 дней назад
Mere credit card ka loan or personal loan 48 lac ka h jama ho raha h kaya hoga ab bank kaya kar sakta h
@KumarSanjeev-lm4is
@KumarSanjeev-lm4is 25 дней назад
Same
@raviparyani6721
@raviparyani6721 25 дней назад
Mere pass notice aaya h 13 july ka. Or m viklang hogya hu ja nhi skta .aise m mujhe kya krna chahiye?
@VoyagerBrahma
@VoyagerBrahma 25 дней назад
@@raviparyani6721 vakil se baat kre
@VoyagerBrahma
@VoyagerBrahma 25 дней назад
@@raviparyani6721 phle check kre notice fake bhi ho skta hai
Далее