Zabardast circuit hai and clear sound hai maine 02 boards banaaye hai . Out put me maine TIP 35 ka pair aur TIP142 ka pair bhi laga kar chec kiya dono hi apni voltage range me super duper out put de rahhe hai Thanks for share this type of Circuit Offset voltage is zero
Thank you very much sir iss video ko banane k liye Aap ek hi hai jo dil se kaam sikhana chahte hai 😇 un logo ko jo kaam sikhna chahte hai aur unhe resources nahi milta hai!
Sirji, Namaskar Aap ka bahut bahut shukriya ki aap ne board chalu karke dikhaya aur sabse badi baat yeh hai ki aap effort aur encouragement/dilasa jo dete hain us se ji machal uthta hai, kuchh karne ki. Iske liye hum log electronics amplifier se jo log jude hue hain, aap ke abhari rahenge hamesha ke liye. 🙏
Vah concept naya hai aur uska abhi use bhi Indian market mein bahut kam ho raha hai aur uske inductor and MOSFET ke switching check karne ka koi arrangement nahin hai isiliye bhi hold per hai
@@AmplifierWorld sir mai usko mobile se bahut kmm audio input deta hun to thik sound amplify hota hai lekin agr ek piont bhi mobil ka volume bda to baut jyada distortion produce hota hai evan song change krne pr bhi bahut sound ( like dhakk dhakk ) produce hota hai .
Nahin Lagane se bhi chalega direct speaker Jod sakte ho Transformer isliye recommend Kiya Hai Taki aap 100 volt ya 70 line per horn unit Laga Sako Kyunki yah wala feature aapko Pa emplifier Mein Hi Milta hai aur vah bahut costly Hota Hai is amplifier per aap kam se kam 50 wat ki 20 horn Jod sakte hain lekin sound output Transformer Kafi heavy banana padega ya FIR छोटे-छोटे teen ya char transformer Banakar bhi kam Kiya Ja sakta hai
Which class amp is this sir . most amp uses n p n and p n p transistor so that positive half cycle and negative half cycle can be amplified .by using only np n transistor how both cycle s are amplified.i have little bit confused
Sar is board ka circuit diagram off screen per dikhayen main aapse request karta hun Sar is board ka aap circuit diagram एक-एक Karke Behtar tarike se samjhaen aapki bahut Kripa Hogi
Bhai sahab Pareshan Mat Ho Jo Bhi samasya ka Samadhan Hai vah Sar ke Madhyam se aapko Behtar se samjhaya Jaega bus Unka aap Har ek video aap Dekhte rahiye Unka Har ek video aap Dekhte rahiye unke batane aur unke bolane aur unke Samjhane Ka Tarika hi Kuchh alag Hai andhe se Andha electronics Work ka vyakti Sikh Jaega yadi aap Unka pura video Dekhen aur jitne bhi unke RU-vid per jitne bhi video Pade Hain unko pura video Dekhen aur use per aap practical dekhiae aur per aap focus dijiye aur uska design Kijiye Har EK circuit diagram aapko unhin ki video ke Madhyam se aapko Milega performance ke sath main batana Chahunga ki Sar Humko bahut Behtar Se samjhate Hain component yadi Nahin Mil Pa Raha to kahin se bhi Mil Jata Hai market Se Mil Jata Hai local market se per change kar dena padta hai but Hota kya hai Jankari yadi Jankari Nahin Hai To Kuchh Nahin to sar se main Yahi request Karta Hun Ki Sar Humko aur Hamari jitni bhi subscribe Karen aur sab aapse sikhana Chahte Hain Sar aap Har EK circuit diagram Mein Base collector emitter ka configration Sharab bataen Aur usmein Jo Sar Aisi wala Jo Sar system hai aur Aisi wale system mein jo naye abhi Hamare electronics Bande Hain unke bare Mein Kuchh Maloom Nahin Sar Uske bare mein thoda Behtar se Samjha en
Sar DC offset ke bare mein Sar aap Humko samjhaen NPN trangister per Kitna DC offset Hona chahie aur PNP trangister per Kitna Hona chahie aur Sar 22 voltage Jo NPN per hota hai PNP per Hota Hai Kitna Kitna Sar voltage Hona chahie Sar iska Humko Behtar se samjha hai 22 voltage ke bare mein pnpn aur PNP trangister per kitne kitne voltage base per Hona chahie Iske bare mein humko Behtar se samjhaen sharm samajhna Chahte diagram ki koi study Kyon nahin kar rahe Kyunki Sar Ham aapse bahut Jude hue hain aur acche khase fan Hain aapke aur Main Sar aapki batai Hui video Ke anusar Main अच्छे-अच्छे Circuit Design bhi karne laga hun but aap circuit diagram ke bare mein Sab samjhaen aur Sar Jo Hamara yah 22 voltage ka jo current rating Hai Hamara champion trangister per Kitna voltage Hona chahie base per aur Pi n Pi trangister per Kitna ho raha Hona chahie base per iska Sar thoda Behtar se samjhaen