Тёмный

2 HP ka motor pump ko installation kaise karen motor pump ka pinal ko taiyar kaise kiya jata hai 

NS Electrical
Подписаться 1,3 тыс.
Просмотров 20 тыс.
50% 1

Hi Friends
Kaise hai aap sabhi
2 HP ka motor pump ko installation kaise karen motor pump ka pinal ko taiyar kaise kiya jata hai#ns
Iss video mai maine bataya hai ki
मोटर पंप का कनेक्शन कैसे किया जाता है
मोटर पंप में बैंड को कैसे सेटिंग किया जाता है
motor pump ka final ko kis Prakar se installation Kiya jata hai
kheton Mein sinchai karne ke liye Kitna HP ka motor Lagana chahie
1 HP Lagana chahie ya Dedh HP Lagana chahie ya 2 HP ya 3hp
kheton Mein Pani sinchai karne ke liye single fez wala motor pump Lagana chahie ya Three fez Wala motor pump
motor pump chalane ke liye Kitna voltage ka avashyakta pad sakta hai 150 voltage ya 160 voltage ya 180 voltage ya 200 voltage ya 220 voltage 2 HP motor pump chalane ke liye minimum 160 voltage Tak chahie
Agar aap ko yeh video accha laga ho hamare iss channel ko SUBSCRIBE karen aur video ko Like/Share karen.
#nselectrical#1 HP motor pump#1.5 HP motor pump#2 HP motor pump#3 HP motor pump

Опубликовано:

 

5 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 23   
@rajkumarsahani7196
@rajkumarsahani7196 8 месяцев назад
Bhiya me bohot din se dund raha tha aj mil gaya ❤❤❤❤ bahut accha laga
@rajkumarsahani7196
@rajkumarsahani7196 8 месяцев назад
Bhiya me bhi lagunga is sundey ko acha laga
@NSElectrical
@NSElectrical 7 месяцев назад
Very good bahi
@Sabiralam-h3e
@Sabiralam-h3e 2 месяца назад
🎉🎉🎉
@rajkumarsahani7196
@rajkumarsahani7196 8 месяцев назад
Bhiya same to se video hi kiya or dalae
@chamankumar6661
@chamankumar6661 8 месяцев назад
Very good job
@sajjadalam7113
@sajjadalam7113 9 месяцев назад
Konsa modal he motor Zara batayega humko bhi Lena aap to motor dekhaye par modal ka jaankari nahi diye konsa lena chahiye konsa nahi lena chahiye kiss company ka thik rahega plz bataye
@rajkumarsahani7196
@rajkumarsahani7196 8 месяцев назад
Kitna kilo watt hi meter
@bijenderthakur1236
@bijenderthakur1236 8 месяцев назад
कितने फुट बोरिंग से पानी उठा रही ह पानी कितने फुट निचे ह आपका
@bijenderthakur1236
@bijenderthakur1236 8 месяцев назад
12 फुट निचे बोरिंग पानी ह तो मोटर पानी नही उठाती
@NSElectrical
@NSElectrical 7 месяцев назад
बोरिंग है यानी की 45 फुट का ठीक है और 10 या 15 फुट से पानी उठ रहे हैं
@NSElectrical
@NSElectrical 7 месяцев назад
Pahle bhai motor ka connection check Kar Lijiye motor ka Pankha mein koi problem to nahin hai aur check bol pipe mein koi problem To Nahin Hai Agar Sab Kuchh okay hai to aap motor ko on of kijiye बार-बार Munh Mein Pani daliye automatic Pani uth jaega love you friends
@ManjeetSingh-ch1vj
@ManjeetSingh-ch1vj 4 месяца назад
Pani bahut kam de raha hai
@NSElectrical
@NSElectrical 3 месяца назад
Bhai Pani isliye kam de raha hai ki Purnia district mein voltage ka bahut Kami hai comment karne ke liye dhanyvad bhai Agar aapko Kisi bhi chij ka jankari chahie to please aap comment kar sakte hain electrical department ho ya electronic depart ho ya plumber depart ya solar panel department dhanyvad bhai
@Avi-mj7yy
@Avi-mj7yy 7 месяцев назад
Motor price
@Z.Haque.786
@Z.Haque.786 Месяц назад
Isko achha pani bolte hai😂😂😂
@AbhishekKumar-wb4xr751
@AbhishekKumar-wb4xr751 8 месяцев назад
Bhai moter speed nahi chal Raha hai
@NSElectrical
@NSElectrical 8 месяцев назад
Bhai motor isliye speed Nahin chal raha hai wire ko 300 meter Dur Se Lekar Aaye Hain Uske bad motor ko set Kiye Hain
@bibeksingha2123
@bibeksingha2123 8 месяцев назад
Mcb kitna ampire ka hai
@NSElectrical
@NSElectrical 7 месяцев назад
32 ya 40 empier ka MCB ho sakta hai bhai motor pump connection mein
@yaphangdebbarma4437
@yaphangdebbarma4437 4 месяца назад
Gehrai kitna hai?
@NSElectrical
@NSElectrical 4 месяца назад
Boring ka gahrai Matra 45 feat Hai bade bhai
Далее
CRI 2hp Agriculture Motor(Heavy Pump)
10:15
Просмотров 19 тыс.
Motor pump check valve fitting | Check Valve Fitting
10:37