Mara area soraw hai aor waha ka ajency wala scam kardeya purana tractordadia tha raat ma laka ghar aya subah uske hydraulic kaam nahe karrahe the fir phone kia gaya tho ghar aka banaka gai uska baad firsa kaam nahe karraha tha fir dealer ka yaha hamlog ak mahena khada kardia tha tractor bahit bakaar kaam hai eicher waloka