Mere garden main apne ap hua, maine so cha jungly hay to uthake fek na chahte the lekin socha k rakh du dekhti hu, main first time dekha aapke video luv Dayak hua
@@malvikasikdar7297 shukriya Ji... Ji ye khud hi ug jate hain... Ye bade hi kadwe hote hain... Yahan log inke slice cut karke unme salt lagate hain aur fir dhoom me dry karte hain... Dry karje inhe store kar liya jata hai aur papad ki tarah halka fry karke khane ke sath khaye jate hain
Mery husband jub zinda they to bahir Park mn sa lay or kaha is ko subha lo kam ki cheez hy gosht glany k b kam aati hy aj ap ne dekhaen to yaden taza ho gy hn ap great ho manju je Salam
Mene gamle m beej dale h kachri k abhi bahut chote chote plant nikle h use dusre gamle m nikal kr laga sakte h kya kyo ki abhi bahut patli si dandi h. Kai sare ek sath laga de kya
Manjuji GM mere pot m Jo kitchen waste Se prepare kiya thaa apka hi vidio first experience in kitchen waste dekhker kiya thaa usmein this plant self grow ker gya smejh nhin a rha thaa ye kis ka plant Yani bale hai aaj apka vidio dekhker smjhji ki ye kechra ka bale hai per esmein male female flowering to bhut as rhi hai female flower thora peechhy Se MOTU ho ker nkelta hai per bara hony. Se pehiley hi yellow ho ker dead ho jata hai kya kruon menine apke vidio dekhker hi fir Se mere hobi Javi ki kyuon na chelkoun ko fenkny nhin pot organics vegetable ugai jayen to m bhut saare pot bottels tyar ki ye or usmein sub trha ki Mirchi flowers legay after fifteen year m apko apke f b per vidio benaker zrur bhejungi per apka f b hi nhin mill rha bhut saari manju hain aapki kya nshani hai please tell us
Usha Punj... Namaste ji... Aur kaise hain aap... 😂 😂.. Hamare kayi Jaan pehchaan ke hain jo kheti ka kaam karte hain.. Unke yahan ye har saal khub hote hain.. Unhi se seed liya tha.. Kabhi unke seed gira hoga ab kayi saalon se unke apne aap ho jate hain.. Ye tu punjab me bhi keton me apne aap kheton me lage hote hain.. Wahan enhe Chibar kaha jaata hai
Tujalli Zaman... Namaste ji.. Ho sakta hai aapne dekha ho par kabhi dhiyan na diya ho.. Eski chatni bana kar khub khayi jaati hai.. Aur jaise bhindi ko jin masalon ke saath tarka diya jaata hai ese usi tarah se banaya jaata hai.. Waise aap net par eski khub saari recipes dekh sakte hain.. Bahut saare nutrients hote hain esme jo hamari health ko darusat rakhte hain
Namaste mam 😆😆isake seed dikhana mam please muje dekhane hain ☺☺☺aur video bahot hi helpful hain 👌👌👍👍👍✌✌✌me to aapke vedio ka subhah se hi intezar karti hu din safal ho jata hain thanks mam dil se bahot bada thanks 🙏🙏🙏🙏🙋🙋🙋🙋😘😘😘😘
Bharti parmar... Namaste ji aur bahut bahut shukriya... Abhi tu ye kaafi kachche hain.. Jab ye thora mature ho jaayega tu mai ese kaat kar dikhaungi.. Tab tak aap net par eske seed dekh sakte hain
बरसात होती है (मई या जून के महीने में) तब सूखी काचरी के बीज लगा दो और नेचुरल बरसात से ही हो जाती हैं, पानी की बिलकुल भी जरुरत नहीं होती और इसके फल बहुत ज्यादा संख्या में आते हैं, और दीपावली के टाइम ये पक जाते हैं यानी उस समय ये बिलकुल भी कड़वा नहीं होता, उस वक्त इसकी सब्जी बनाई जा सकती हैं. पकने के बाद सब्जी बनाई जावे तो ज्यादा ठीक बनती हैं.