New baby pigeon ko ura diya sath new kabootar pakra if you like this video share with yours friends and subscribe my channel for more informative videos #HashimMahmoodPigeons
Aslama alekum hashim bhai ma apka subcriber hu sir aik madi hai jo k barish ka pani peny ki wja sy dili parh gai hai or patli bethyn kr rhi hai sir agr koi iski medicine hai to reply to medicine ka naam send kr dyn
Ur to sakta hai magar dusra parh zaroor dalna hoga inme warna ye zayda tar subha ke time badlon ki waja se wapasi nahi karte buht kam kabutar wapas aate hain
Hashim Bhai m app ka itna bara fan ho mashallah kitney zyda app k pass kabutar h Meray pass siref 11 kabutar h much kabutar app mujhy Bhai gift 🎁 kro please 🥺
AoA Hashim bhai kaisy Hain bhai ap mashallah buri Nazar sy duur Hashim bhai ap ny Kisi comment Mai reply nai dia k ap mujay apny shoq Mai sy aik petha or aik pethi gift kerain gy k nai
Bhai aap bura na maanna itne bache ya kabootar 1 sath udana tume aur parindey dono ki wastage hai ... Jyada se jyada 10 kabootar usane chaiye jisse aap unhe monitor kar sake