Bhai vo sab to thik aapke pass oxygen cylinder hoga tabhi to aapne fishes ko theli me dalke me temperature aaclimate kiya hum log kaise karenge please tell
bhaiya meine background hata h mere tank ka.who ander ke taraf laga hua tha.. lakin ab sab jagh use silicon bhara hua pada h..sare jagh ..blade ke alawa koi dusra option nhi hain kya jisse thora jaldi aur shi se ho jaiga..ander ke tarf hain islia dikhat do rhe thi meine thora karke dekha tha
Apko breeding time m sponge filter use kerna hai aur baby's ke liye bhi use kerna hai jise water filter bhi ho aur air bhi put ho baby's ko bhi koi problem na ho
Good morning sir Mere paas 9 gold fish 2 shark fish he 3 feet ka tank he he sir tank ka Pani 6 day me cloudy ho jaata he Maine sobo ka 1503 filter bi lagaya he .muje Kiya karna chahiye jise Paani clear rahe thanks..
Bro 1 have 12 feet aquarium for just 1 flower horn yaar bhai bohot problem hota hai yaar cleaning karne ke liya top filter and bio filter dono hai and flowerhorn bhi bohot giant hai
Bhai mere aquarium me pump to proper kaam kar raha hai bubbles bhi chhod raha, par saaf bilkul nhi kar raha, mai pump badal k bhi dekh chuka hu, naya pump kuchh din sahi chala phir usne bhi saaf karna band kar diya, aisa lag raha jaise uska fan ulta chal raha hai. Abhi aquarium poora saaf kiya filter poora saaf kiya par wo bilkul gandgi nhi khich raha, Kya karu?
sar samarsebal ke Pani mein har jagah fark hota hai kaisi jagah bahut jyada khara hota aur koi jagah bahut kam khara hota hai isliye mein namak add kiya hai ki mere yaar ka samarsebal ka Pani normal hai aur main rock salt add kiya hai
Kya boli ja rahe ho Bhai 24ghante kaha rakhange fishes ko Pura paani change Karne ki jarurat hi nhi 15-20 din me poora paani sad kar sakte hai waise jyada temperature se bhi fishes Marti hai
Sir background ko aquarium ke ander s lga do ager ap aquarium ke ander s background nhi lgana chahte to ap havy light ka use kriye jise ki background tik s visible ho ske
Try to get salt without iodine. Such salt is available at certain Kirana shops. It’s clearly written on pack that it doesn’t contain iodine. Also written is “not suitable for human consumption “
Total Wrong Information Shared Use Bio Media pani kabhi Pila Nahi Hoga And Weekly Water Change karo and Greval ya Sand Siphon karte raho bus or kuch karne ki jarurat nahi he Bio Media Se Water Bilkul Cristal Clear Rehta he 😊