Im frm Mauritius. We call the gol sweet Rasgulla too. 😄 And what you are calling Gujiya, we call it Mewa Samosa. Think these are ancient names brought by our ancestors.
Namasta uncle ma Debanjana Saha Delhi se me apke sare video dekh ti hu or mare papa ki corona ma margay tha or mare papa na lone lea the or mare mamma jaru pocha karti hai or ma choti moti video banane ki koshish kar ti hu or hamara is duniya me koi nahi hai agar ham lone nahi bhar paye to hamare Ghar chala jayega to ham kha rahe ga asa karte hu ka ap hamare madat Karo ga to hamare Ghar chala jayega to ham kha rahe ga asa karte hu ka ap hamare madat Karo ga 🙏🏻
Kya karte ho banvate ho Nan and lacha parantha aur khate ho tandori roti Khana bahut hi swad Dono jagah kadi samosa and raita samosa 2nd tym change karna chahiye tha ❤❤
Bhai jese tum khate ho doosre ko plat pakda ke Esme to bhai tumhari budhi ka pradarshan ho gaya to acha hoga ki aap Camera dusre ko pakdake apne dono hato ka istemal kar ke achi ijat se khana chahiye
Respectful Comment hai bhaji ...inna sab nu kaho. Kadi punjab aoo...theek hai ki una nu pasand hai..par j sada punjabian da swad...inaa nu dikha ditta...ta eh log sab bhul jange...
Hariya bhai... aap aajkal food ki over tarif krne lage ho.... Means seriously .... Har chiz ki bas over extra taarif.... Har food pe oye hoye, aaha... Bass... Ye hi... Ab maza nhi aata videos me... Oil itna daala usne dal me.. uspe bhi aaye haaye oye hoye.... Lacha bana diya to waah oye hoye... Are bhai aise hi banta hai paratha... Makhan daala usme bhi oye bhai jabardast... Isme kya jabardast tha bhai batana...? 🤷🏻♂️🤷🏻♂️ Ekdum bakwas ho chali hai videos...Over ke expressions, over ki taarif, faltu baate, faltu oye hoye, aaye haaye ye hi reh gaya bas ab apke videos me....