Pachhtawa kis baat ka adarsh ko duniya ka sabse kimati cheez Mila h aur wo h Sacha pyar, jab koi kisi se Sacha pyar karta h to uaska sirf ek hi sapna hota h apne pyar ke sath shadi karke puri zindagi sath rahna, pyar karne walo ko ye dikhawati dhoom dham se shaadi karne ka koi Sauk nhi hota