Bahut acchi jankari di hai ki aapki hamare pass Jo available Ho vahi chijon ka hamen potting mix main use karna chahie aur bahut hi acchi jankari di hai aur apne tipsy bhi bahut acchi di hai
Thanks 👍. Actually jab hamare pas 10-15 plant ho to bahar se mangva sakte he lekin jab plant ki sankhya badh jati he to hame quantity bhi jyada chahiye or is chij me fir product ki kimmat se jyada to shiping cost ho jati he. Ise behtar jo najadik mile usi ka sahi istemal kare
Hello sir barish mein aap aapke adhiniyam bahari rakhte Hain yas usko sev karte Hain please sar aapke pass seats ya plants abhi available hai kya to mujhe please reply dijiye
One of the nice video I have ever seen and u have shared your experience U will go a long way like ram adenium Pl explain the potting media used by thai growers Can we use risk husk instead of sand I am using media used by u but using neem cake for nematode
Thank you I'm still learning, so I often talk to Thai breeders. I will explain everything I learned in the video. After Corona I am planning a visit to Thailand will tray to interview few thai breeder . Yes rise husk is also a good media. I forgot it in video. There is no problem in neem cake
Adenium me soil mix wether ke hisab se or rigion ke hisab se alag kam karta he. Agar me dili me rahu to mera potting mix alag hoga or agar south me rahu to bhi alag is liye mene potting ka besik bata diya he. Aap us me apne yaha ke mosam ke hisab se kuch change kariye
@@sajjadahmadvoc9388 dekhiye agar aap ke yaha climate hot he to coco peat jyada use karna chahiye or agar thanda he or barish bahot hoti ho to coco peat kam use kijiye. Baki koy bada change nahi hota
@@ganapatsgarden yes, good now clear to understand. Hamary yanaha 3 mosham 3 month ka full power mein hota hai no difference in session all type r available here
Gai ki khaad 😂no hoy ,gai k gobar ki khaad hoy......sauthi vadhu npk...kabutar ni charak maa hoy ....gumda pakava maate pan ayurvedic ma use thai che che