Тёмный
No video :(

Afaque Academy I Jamia Mansoora Campus I Malegaon I آفاق اکیڈمی I Maulana Mukhtar Ahmed Nadvi 

Imtiyaz Khaleel
Подписаться 15 тыс.
Просмотров 10 тыс.
50% 1

Afaque Academy is an institute which simultaneously offers Islamic & modern education. Situated in Jamia Mohammadiya Mansoora Campus at Malegaon, Nashik, Maharashtra, INDIA. Jamia Mohammadiyah Mansoora was established by Maulana Mukhtar Ahmed Nadvi in 1975 while Afaque Academy was initiated by Maulana Arshad Mukhtar.
آفاق اکیڈمی
Contact Details: ajmak1@yahoo.co.in +91 9028254556 +91 9028254508
#afaqueacademy #jamiamansoora #mukhtarahmednadvi

Опубликовано:

 

28 авг 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 75   
@taherbaig6330
@taherbaig6330 2 дня назад
Allah taala se duaa hai k Allah taala Jameat ke baani wa moassis ke haq men sadqa e jarieya me shumar fermae, aur mudeerul Jamea ko mazeed Taqat wa quwwat aur himmat w hausla ataa fermae take woh isi tarah jamea ke tamam shobar jaat ko taraqqi ki rah per leker chal sken.aur zimmedarane jamea moallimin wa mullimate jamea ko bhi idare ki taraqqi tameer men isi tarah badh chadh ker hissa lene ki mazeed Taufeeq ataa fermae.ameen.
@waheedmotiurrahman5814
@waheedmotiurrahman5814 13 дней назад
ماشاء اللہ وبارک اللہ بہت خوب
@AafiyaShaikh-bc4nq
@AafiyaShaikh-bc4nq 3 месяца назад
Yaha jab meri beti taalim hasil kerne gayi thi tb Afaque Academy nahi tha aur phir jab Afaque Academy bana to meri beti is Afaque ki first batch me se thi......... Aur ab to Afaque Academy bohot hi khubsurat ho gaya hsi iski jitni taarif karo utna Kam hai...... Mashallah Alhamdulillah..... Allahu Akbar.......
@user-sp1vs8br8l
@user-sp1vs8br8l 2 месяца назад
Jinke abba nhi hai uske liye paise thode kaam hote hai
@saiyadrahil1234
@saiyadrahil1234 4 месяца назад
Masha Allah Allah taala is jamiya ke hr fard ko dono Jahan ki qamiyabi aata farmaye .is madre ilmi ko hamesha qaim daim rakhe . Is jamiya ke bani Moulana mukhtar ahemad ko jannatul firdous me aala muqam de
@user-sp1vs8br8l
@user-sp1vs8br8l 2 месяца назад
Jinke abba nhi hai unke liye paise kam hote hai kyy
@AsifKhan-vx7jo
@AsifKhan-vx7jo 11 дней назад
Masha allah
@shiekhmanzoor9722
@shiekhmanzoor9722 3 месяца назад
Mashallah Your institution truly embodies the values of Islamic teachings, fostering knowledge, community, and service. It's inspiring to see the impact you're making in preserving and promoting Islamic education."
@mujeebm3845
@mujeebm3845 3 месяца назад
Masha Allah Allah Taala Afaque Academy ko Mazid kamayabi wo taraqui se sarfraz farmaye Aameen Allah Marhum Molana Mukhatar Nadvi rh ko is kare Azim ka pura pura ajr aata farmaye..Aameen Aur sath hi Allah rabulalameen shaik Arshad Mukhtar Mohammadi ko Mazid Quwat wo Istekamat Aata farmaye ke wo is Idare ko aur mazeed Taraqui ki taraf lejayen....Aameen Mujeebur Rahman Secretary Madarsa Mohammadiya lilbanat Akot
@tousifpatel3990
@tousifpatel3990 3 месяца назад
Masha Allah... Allah afaque idare ko ab khoob tarakki ATA kare
@hafizumarfaruqsamrodi5391
@hafizumarfaruqsamrodi5391 4 месяца назад
Alhamdulillah mai aur ruqaiya us madarse aur wahan ke logo se mohabbat karte hai ❤ جعله الله نافعا للإسلام والمسلمين امين
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
Mashallah mai yha se padh kar nikli hu bhut zyada acha hai nizam Mera dill chahta hai ki mai vapis chale jau . Sahi mai mansoora bhut zyada yaad aata hai aur aafaq academy ki shuruaat jab hum padte the tbhi se hui .hum hi first batch the aafaq ke. Bus girls ki joh principal hai mohtarma zubeda saheba voh extra ordinary strict hai .
@sharibkhan8544
@sharibkhan8544 3 месяца назад
Ap kaha se ho
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
@@sharibkhan8544 Mumbai . Aap ?
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
@@sharibkhan8544 but why are u asking me .?
@khanrj3187
@khanrj3187 3 месяца назад
Hamare yaha total 6 &7 bachhe admission karwaya h abhi Punjab & uske saath Jude kuch Rajasthan ke h but un bachon ko khane m thodi dikkat ho rhi h kyunki yaha chawal milte or bachhe chawal khate nhi bus only roty khate h yahi problem h bus . Baki man to lag gya unka.
@shirinshaikh8841
@shirinshaikh8841 3 месяца назад
Ma sha Allah mansoora bht behtareen ho chuka hai magr pehle Jo mansoora tha wo lajawab tha ab facility bht hai ma sha Allah fir bhi 🎉mansoora se behtar or koi madrsa nhi hoga shyd😊
@AafiyaShaikh-bc4nq
@AafiyaShaikh-bc4nq 3 месяца назад
Is madarse ki study teachers school hostel, hostel ke room bohot hi payare hai Alhamdulillah...Then present warden behter nahi hai......Aur bachcho ke liye warden ka durust hona bohot hi zaroori hai...........
@HafizIbrahimJamai
@HafizIbrahimJamai 3 месяца назад
Ma Sha Allah...Allah Mazeed Tarqqi Ata Kare... Aameen
@hafizumarfaruqsamrodi5391
@hafizumarfaruqsamrodi5391 4 месяца назад
بارك الله فيكم ونفع بكم الأمة الف ألف مبارك
@mujeebiqbal8618
@mujeebiqbal8618 3 месяца назад
🌹🌹🌹ماشاء اللہ 👍
@user-xp6up5ip5d
@user-xp6up5ip5d 3 месяца назад
الحمد للہ
@zaheerarhaan4246
@zaheerarhaan4246 3 месяца назад
Mashaallah❤
@marzeenaparveen6847
@marzeenaparveen6847 3 месяца назад
Ma Sha Allah ❤
@tarique118
@tarique118 3 месяца назад
Masha Allah
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
I love my Mansoora .and I really miss .
@Aaamir_khan
@Aaamir_khan 3 месяца назад
Ma sha allah
@arbazjamadar8876
@arbazjamadar8876 2 месяца назад
Allah jamiya ko aur taraqi de Aameen
@md.tanwiralam2028
@md.tanwiralam2028 3 месяца назад
Nice achievement
@hafizumarfaruqsamrodi5391
@hafizumarfaruqsamrodi5391 4 месяца назад
Zubaida baji aur naveed sir ma sha Allah bhut bhtareen akhlaq hai barakallah
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
Mashallah mai yha se padh kar nikli hu bhut zyada acha hai nizam Mera dill chahta hai ki mai vapis chale jau . Sahi mai mansoora bhut zyada yaad aata hai aur aafaq academy ki shuruaat jab hum padte the tbhi se hui .hum hi first batch the aafaq ke
@fitnesszone8387
@fitnesszone8387 3 месяца назад
Padhne k bad kuch kar rahi ho ya bas padhi thee...
@Mr.Gour1
@Mr.Gour1 3 месяца назад
Mashaallah 😊
@sharibkhan8544
@sharibkhan8544 3 месяца назад
Sir jamai mohammadiya education society ke bare me details me video banao na Kaise yah establish hu details me video banao sir Please humble request
@sayyedshakirsayyedmahmood7191
@sayyedshakirsayyedmahmood7191 3 месяца назад
MaashaAllah
@mohammadrayeesmohammadshar8205
@mohammadrayeesmohammadshar8205 3 месяца назад
Allah tala is idare ki aur tamam Islami idare ki Hifazat kare Amin
@mahfoozrahman7987
@mahfoozrahman7987 3 месяца назад
اس اکیڈمی میں ایک مخصوص مسلک کے لوگوں کے لیے بہت زیادہ سہولیات اور آسانیاں ہیں
@ZakaNoorKhan.
@ZakaNoorKhan. 3 месяца назад
Bilku galat.
@sufiyanmatru3368
@sufiyanmatru3368 3 месяца назад
Ayee yahi se to mai bhi padha hoo.. 😂 mujhe ye sab abhi pta chala.. But bhut accha school hai islamic based hai
@user-yy1lt3dz4o
@user-yy1lt3dz4o 3 месяца назад
Ye sab janten hain main bhi waha ka talib rah chuka hun meri usse koi zati dushmani nhi hai lekin wahi jan sakta hai jo waha zindagi guzara ho aur yah clip to bas advertisement ke liye hai jahan admition ke waqt koi meyar na ho lekin ager wahi bachhe fail ho jayen na parne ki wajeh se to uska qusurwar teacher hota hai. What's judgement!!! I feel proud to being this part. so,I request kindly every parents to check up personally and properly before sending your kids because you are responsible of your decision
@aaqibauz7206
@aaqibauz7206 3 месяца назад
What percentage did you get
@mohammadshakir2155
@mohammadshakir2155 3 месяца назад
ماشاء اللہ بہترین اللہ آپ سبھی کو اجر عظیم عطا فرمائے آمین ثم آمین
@abdulmajeedmadni141
@abdulmajeedmadni141 4 месяца назад
❤❤❤❤
@Youtuberworldest
@Youtuberworldest 2 месяца назад
Assalamu Alaikum। If a student is going to study and write then he will definitely be successful and if he is not interested in studying then even if you enroll him in CMS, he cannot be successful. I am also a student of Uttar Pradesh Siddharth Nagar, the name of my school is Rais Ahmed Inter College, this is the most famous school and college of the entire Siddharth Nagar. Name ♪ A.... Thank you.
@ismailmalik2435
@ismailmalik2435 2 дня назад
Sir yahan kon sa midium Urdu or English
@ImtiyazKhaleel
@ImtiyazKhaleel 2 дня назад
@@ismailmalik2435 Urdu medium hai
@sabeehabagban71
@sabeehabagban71 2 месяца назад
Any contact details for admission?
@user-yy1lt3dz4o
@user-yy1lt3dz4o 3 месяца назад
Yeh sochte hain ki ziyaada ghanta para ker ziyada talim diya ja sakta hai jabki mamila iske ulta hai. Na to baccho ko itna time deten hain ki wah apne homework ko kar saken ure apne sabaq ko yad kar saken ure teachers ko to choos leten hain han unka accha hai jo parhane se ziyada chaplusi se me rakhte hon ure dusre teachers ki be bunyad derbare ali me shikayaten karte hon jahan fees bhut ho ure bacchon ki talim per ziyada diyan na ho bulki puri tawajjoh disciplines maintain karne me ho ure nazim to nihayat maghroor admi hai jo bar bar ik hi galti ko duhrata hai na ahlon ko princpal bana kar ure 7:00am se 4:00 pm tak parahi laga ker na baccho ko fresh hone ka moqa ure na hi asatiza zuhar ke bad dono ndhal hote hain ure zimmedar is janib kisi ki bat sunne ke liye tayyar nhi
@khanrj3187
@khanrj3187 3 месяца назад
Hamare yaha total 6&7 admission karwaye h
@heenashaikh6878
@heenashaikh6878 2 месяца назад
Assalamualaikum mujhe ye madarse me admission chahie mujh principal ka number bata dijiye comments me
@user-yy1lt3dz4o
@user-yy1lt3dz4o 3 месяца назад
Haquiqat kuch ure hai
@itsabdul0778
@itsabdul0778 3 месяца назад
50% cheezen fake hain shooting ke din special khana aur sari cheezen special thi don"t trust
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
Kash ke time piche ja sakta .😢
@shaibazkhan2090
@shaibazkhan2090 3 месяца назад
Fees kya hai
@arslangamer267
@arslangamer267 3 месяца назад
3750
@arslangamer267
@arslangamer267 3 месяца назад
ماہانہ فیس
@arslangamer267
@arslangamer267 3 месяца назад
ایڈمیشن فیس 1000
@NadeemAhmed-iv6lu
@NadeemAhmed-iv6lu 3 месяца назад
ایڈمیشن فیس ہر سال دو ہزار روپئے اور چار ہزار ماہنا فیس ہے بھائی
@Buzz__wrap3692
@Buzz__wrap3692 2 месяца назад
Sab se jhutta school
@Buzz__wrap3692
@Buzz__wrap3692 2 месяца назад
Sare ke sare jhutte hai
@shaibazkhan2090
@shaibazkhan2090 3 месяца назад
Contact number mil sakta hai kya
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
I love my Mansoora .and I really miss .
@shaibazkhan2090
@shaibazkhan2090 3 месяца назад
Fees kya hai iski
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
@@shaibazkhan2090 till 2020 per month around 3000 something . But u can't believe it's best hostel for girls and boys all over are good . Like room , dinning area , ground ,girl masjid , school . totally best .
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
@@shaibazkhan2090 abhi to aur bhi bhut accha ban gya hai bhut develop ho gya hai . Shayad hi isse accha aur koi hostel mile Muslims ke liye .
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
@@shaibazkhan2090 feedback dijiye ga please .
@shaibazkhan2090
@shaibazkhan2090 3 месяца назад
@@madihakhan3687 contact number mil sakta hai kya
@user-yy1lt3dz4o
@user-yy1lt3dz4o 3 месяца назад
Yeh sochte hain ki ziyaada ghanta para ker ziyada talim diya ja sakta hai jabki mamila iske ulta hai. Na to baccho ko itna time deten hain ki wah apne homework ko kar saken ure apne sabaq ko yad kar saken ure teachers ko to choos leten hain han unka accha hai jo parhane se ziyada chaplusi se me rakhte hon ure dusre teachers ki be bunyad derbare ali me shikayaten karte hon jahan fees bhut ho ure bacchon ki talim per ziyada diyan na ho bulki puri tawajjoh disciplines maintain karne me ho ure nazim to nihayat maghroor admi hai jo bar bar ik hi galti ko duhrata hai na ahlon ko princpal bana kar ure 7:00am se 4:00 pm tak parahi laga ker na baccho ko fresh hone ka moqa ure na hi asatiza zuhar ke bad dono ndhal hote hain ure zimmedar is janib kisi ki bat sunne ke liye tayyar nhi
@Youtuberworldest
@Youtuberworldest 2 месяца назад
😅
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
I love my Mansoora .and I really miss .
@fitnesszone8387
@fitnesszone8387 3 месяца назад
Ho gaya na booo
@madihakhan3687
@madihakhan3687 3 месяца назад
@@fitnesszone8387 ha
Далее
The Fan’s Fang Skin🔥 | Brawl Stars Sneak Peek
00:16
Can You Bend This Bar?
01:00
Просмотров 5 млн
НЕ ИГРАЙ В ЭТУ ИГРУ! 😂 #Shorts
00:28
Просмотров 287 тыс.
TARANA - JAMIA MOHAMMADIYA MANSOORA MALEGAON
8:27
Просмотров 17 тыс.
The Fan’s Fang Skin🔥 | Brawl Stars Sneak Peek
00:16