RK Sir ji namaskar mene aap ke sare video dekhe he shabhi video Lajawab he Par RK Sir ji aap se mera ik saval he sir ji mje3055 tarajisatar driver dord me mech nhi ho Raha he bahut kampani ke laga kar dekhe par koi mech nhi ho Rahe he Bel kampani ke sahi mech ho Rahe he to bataye sir ji or kon si kampani ke mje 3055 aate he mene bahut kampani ke laga kar dekhe he besh voltej shi nhi ban rhe he or kisi set se Bel kampani ke lagaye to Besh voltej shi ho gaye to sir ji bataye kon si kampani ke mje 3055 aate he batane ka kasht kare sir ji me aap ke sare video dekhe bahut achhe lagate he or aap bahut achha nolej dete he sir ji
Bhai sahab mere pas ahuja ka btz 1000 amplifier hai jisme zone A thik se work kr rha hai pr zone B me sound quality bahut hi kam hai esa kiyo please reply
Bhai Mera amplifier me zone a kabhi bajta hai kabhi band ho jata hai aur driver unit select switch bhi band hai jabki box select switch Kam kar raha hai kuchh help kijiye.kya problem ho saktahai
Ahuja btz me 20% volum Dene par fata fata sound aata hain but 50% khulne par thik bajta hain..to hum ne 20% volum rakh k prest ko full kar diye hain to ab sound 20% me v clear ho gaya hain..keya amplifier problem ho sakh ta hain prest ko full karne k waza se
Kaun si trangister kya Kam karti hai aur uske base aur collector per kitne voltage jaate Hain vah bhi bataya Karo ya bola karo ki trangister isk kam aati hai
Audio board ki puri jankari dijiye Jo छोटे-छोटे trangister aate Hain abhi Apne bola vah aur dusre do trangister Jo aate Hain uske bare mein bhi jankari dijiye kahan se audio ine hota hai aur kahan se out hota hai thank u