Sabse kharab hai ye amplifier Uba 800 watt mere pass me hai jo hamesa kharab ho jata hai bar bar mosped jala deta hai showroom par bhi dikhaya but same problem face
सर जी मेरे पास आहूजा uba मशीन हे ओर 2 बॉक्स ही 400/400 w ke डबल स्पीकर लगे हे ओर 100w ki ies लगी हुई है उसे कितने 2/4/8/ ओम में चलाना है plz बताना सिर जी
Bhaiya ek sath 5 spaker chala sakte hai ki nai kiss kanecsan kare 4 speaker 12 inch ka ek 18 inch ka 650 watt ka bess kanecsan kiss ohm par kare UBA 800 watt amplifier
250 dxm chalega thoda bass jyada aaya hai isme to speaker jalne ka khtra hai . So safety se Chalayan. 440 se heat hota hai protect mode pe chala jaata hai baar baar .
150-150watt ka 1 box or 200-200 watt ke 1 box ko parllal connection kar ke 2ohm par connect karenge to coil to nahi catega?or kitna master volume khole ki coil na Kate?
आहूजा ssa 500em or do box ahuja 250dxm 2LMT driver 40XT Mike ahuja 98 -4 1 Mike 311 or ek beta 58a total 6 Mike quality jandaar milegi kaisa bhi program mandir ke liye ho ।best chalega ।ऑपरेटिंग का ध्यान रखना ।जिस दिन लगाएं कॉल जरूर कर लीजिए कुछ सावधानियां बताऊंगा ।6394704457 ok
Sabse kharab hai ye amplifier Uba 800 watt mere pass me hai jo hamesa kharab ho jata hai bar bar mosped jala deta hai showroom par bhi dikhaya but same problem face
sir mere pas ahuja ka UBA 500 M amp he or mere pas 300 watt ka 2 speaker or ek 200 watt ka speaker he to total load huva 800 watt to me kitne ohm pe lagavu ...reply jarur karna
Sir is amplifier se 200 - 200 watt ke 4 desi speaker 2 ohm par chalana hai to parallel connection thik rahega ya series ? Speaker Ka impudence 8 ohm hai ! Please bataye 🙏🙏🙏
@@Rawatsoundsolution agar series karke 8 ohm par chalaye to kaisa rahega speaker ka impudence 8ohm hai to ek box ka impudence 16ohm ho jayega or dono dox ko parllal karne par impudence 8ohm ho jayega
Sabse kharab hai ye amplifier Uba 800 watt mere pass me hai jo hamesa kharab ho jata hai bar bar mosped jala deta hai showroom par bhi dikhaya but same problem face
Is amplifier se 150-150watt ka 2 speaker 1 box me or 200-200 watt ke 2 speaker 1 box me chalana hai to usme kis prakar ka connection Kare? Parllal ya series or kitne ohm par connection Kare 2ohm, 4ohm ya 8ohm par, speaker ka impudence 8ohm hai
@@Rawatsoundsolution coil jalega nahi? Maine 150-150 watt ke 2 -2 speaker ko parllal kar ke 2 box me lagaya tha or connection 8ohm par diya tha to 4 speakers ke coil jal gye connection galat tha kya?
Fault hai check karaiye ok ya jo bhi ham jaise horn speaker chala rahe hote usme bhi fault ho sakta ya wire me fault ho sakta ।check kariye बदलकर चला कर देखिए ठीक होगा ।
Sabse kharab hai ye amplifier Uba 800 watt mere pass me hai jo hamesa kharab ho jata hai bar bar mosped jala deta hai showroom par bhi dikhaya but same problem face
Aisa to nahin hai ki usmein koi fault a raha ho aur vah theek Nahin ho raha hun yadi aisa hai to mat lena Nahin to yah pareshan karega kyunki jab ahuja mein koi fault aata hai to vah pareshan bhi kar deta hai
Ek to ahuja mein koi fault aaega hi Nahin aur yadi a Gaya to koi theek bhi nahin kar pata hai FIR usko bechna hi padta hai aur yadi ham usko theek karaenge to naye ke barabar paise lag jaenge isliye problem sar per na len to jyada theek rahega
@@Rawatsoundsolution sir Ahuja,stranger and mega company ke amplifier me se kon company ka amplifier assani se repair aur iska parts available ho jata hai.please reply sir.