Bhai muja diya tha phone Wale na dala tha glass ka cover ka air pod ka ja weha gye tab dikhane laga bilkul cheap or sahi chiz ka 900/1200 maag reha air pod ka ad mai 100/150bta reha tha
1998 se mery pas pioneer speaker hn, pioneer model ts-6988. Jo k ab tk fitt hn sound or base lajwab hn. Isky ilawa pakistan ma desi amp ka koi muqabla nae, japan amp ki pakistan ma alteration krty hn jinki life longlife homati ha🇲🇷 Thanks
Sare ka watt under 400 RMS main hain ....JBL ka 1300w Peak power hain ... subwoofer Lena hain to pahla apne taste samjho ...Ushke baad SQL or SPL main jaya