Subhanallah Ulmaaye Ahle Sunnat Jindabad Ya Allah Aise Ulma toone Hame ata kiye Ham Tera Shukriya Ada karte hain Ya Allah Yeh to Hak hai kee ham Tera Shukriya ada nahi kar Sakte Ya Allah Ham Par Or Hamari All Par Or Tamaam musalmano par Raham Pharma Aameen summa aameen