Shehzad bilqul sahi keh raha hai .. furniture ki in ko koi zarorat nahi.. sumaira k pass alhamdullila sab kuch hai..tou sab sy pehlay qarza hi utarna chahiay..achi baat hai....bcz yeh qarz insaan ko zaleel kr daota hai.. Allah Pak sab k sir sy qarza utaaray ameen
Is ka admi dheela hena tbi pta ni kia kama rha utube se Jo apni halat ni thek kr rhy esi ki esi pary hen Nisha gareeb ki to lottery lag gye miskeen ban k... Or attitude arsh pe hen Nisha k mjhe ni Pasand🤮
Sonia ko koi ni boal skta is leye k us k husband ki support hy usy pasa b hy but JB ni tha pasa tb b wo apni bv ka bht khyal rakhta ta tb e Allah Ony bht de Ra or shazad to bachA bna hua hy khud e koi izat bezti ka ni apni bv ka
Nisha ka furniture dark brown main laina chahiay tha..khani ko inn k hisaab sy cheez laini chahiay thi inn k mahool k hisaab sy jis ki yeh care kr lain . anyways khani ny yeh kaam achi neeyat sy hi kia Allah Pak qabool karay ameen
sallam kahni je in sy pochy in par karza kasy chra in ke you tube sy incom be ati hai to innu ny karza kasy carha ley y kam be tu karta ho ga na kuch ne y log in sy Jealous ho rhy hai
Sumaira ko to 1 chota stove dy k b jata rhi ho us bechari ka kabhi kuch nahi kiya kisi ne bus videos k liey sath ly ja rhi ho warna wo b kisi or ko he ly k jati
Sahi bat he kuch achaa na kabhi khaya na pehna or na hi ghar k leye kuch khareda pir qarz kesa.baji ap apna pesa apne bachoo par kharch karen ap ka pesa ap k bachon ka haq he.metha itna na bano k koi tumen nigal le.hamesha dhka khati hen pir bhi sabaq nahi leti.Allah pak samjh de ap ko behna.