Тёмный

Asar Maghrib Chhut Jaye To Kiya Isha Ki Azan Ke Baad Qaza Padh Sakte Hain? || 

Hashimuddin Qadri
Подписаться 125 тыс.
Просмотров 51 тыс.
50% 1

#HashimuddinQadri
Kiya Aapko Sawal Puchhna Hai..? 3 Me Se Ek Tarah Aap Sawal Kar Sakte Hain..
(1) Is Video Ke Comment Me Apna Sawal Likhen... Ya
(2) Whatsapp Karen... 9926714799.. Ya
(3) Email Karen.. sawaljawab78692@gmail.com
Insha ALLAH Aapke Sawal Ka Jawab Zarur Diya Jayega....
By... Maulana Hashimuddin Qadri Attari
عصر اور مغرب چھوٹ جائے تو کیا عشاء کی اذان کے بعد قضا پڑھ سکتے ہیں؟
असर और मग़रिब छूट जाए तो क्या इशा की अज़ान के बाद क़ज़ा पढ़ सकते हैं?
Hamare Channel Me Deeni,, Wazaaif,, News,, Wagahirah Aise Video Upload Kiye Jaate Hain Jo Dekhne Waalon Ke Liye Dilchasp Aur Ilm, Jaankari Badhaane Wala Hota Hai,
Guzarish..
Is Channel Ko Zarur SUBSCRIBE Karen

Опубликовано:

 

8 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 184   
@ashifraza8950
@ashifraza8950 Месяц назад
Mashallah bahut bahut shukriya Hazrat Mujhe bahut confusion rhta tha qaza namaz ke bare me Ab sara doubt clear ho gya hai......
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Месяц назад
Duaon me yad rakhyega
@dilwarhossain3879
@dilwarhossain3879 9 дней назад
Mashaallah ❤❤❤
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 9 дней назад
جزاک اللہ خیرا فی الدنیا و الآخرہ مرحبا
@aasifqureshi5078
@aasifqureshi5078 2 года назад
Acchi video hai maashaa allah
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
جزاک اللہ خیرا فی الدنیا و الآخرہ مرحبا
@anishkhan8022
@anishkhan8022 Год назад
Shukriya hazrat ji meri problem solve karne ke liye ❤
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Share Karne ki Guzarish hai
@shadabmalik6870
@shadabmalik6870 Год назад
Bahut bahut shukriya aapka hazrat
@ibneadamgaming1006
@ibneadamgaming1006 9 месяцев назад
Subhanallah ❤
@saddamhusen07860
@saddamhusen07860 Год назад
Absolutely very Nice hazrat
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Share with your friends
@mdimranansari6103
@mdimranansari6103 9 месяцев назад
Subhan allah
@SajidKhan-sk5co
@SajidKhan-sk5co Год назад
Alhamdulillah
@istikharahmadkhan8315
@istikharahmadkhan8315 9 месяцев назад
Masha Allah
@shahidkazi1891
@shahidkazi1891 4 месяца назад
Ameen summa ameen 🤲
@juttwarraich3297
@juttwarraich3297 Год назад
Jazak allah sir shukria
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
آمین ثم آمین یا رب العالمین عزوجل
@savedali1649
@savedali1649 7 месяцев назад
Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@Asif_Qureshi2583
@Asif_Qureshi2583 Год назад
ALLAH HU AKBAR ❤️
@nasiruddinansari462
@nasiruddinansari462 2 года назад
Assalamu alikum w rahmatullahe w barkatohu Masha Allah masha Allah Aap bahut hi aachhe se samjate h Bahut shukriya Jazak Allah
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
جزاک اللہ خیرا فی الدنیا و الآخرہ مرحبا
@ayubee3029
@ayubee3029 Год назад
Mashaallah achhi jankari dete hain aap
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
جزاک اللہ خیرا فی الدنیا و الآخرہ مرحبا
@AkhtarAli-mq9we
@AkhtarAli-mq9we 11 месяцев назад
Bahut sukriya hazrat aapka
@istiyakalam4329
@istiyakalam4329 11 месяцев назад
Amin
@aasif_chdry
@aasif_chdry 11 месяцев назад
Mashallah ❤️🤲
@m.rafiqrafiq1901
@m.rafiqrafiq1901 2 года назад
jazakallah
@shamanaik5499
@shamanaik5499 Год назад
Jajak allah
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
آمین ثم آمین یا رب العالمین عزوجل
@AcchiBaatein768
@AcchiBaatein768 7 месяцев назад
السلام علیکم ورحمتہ۔۔۔۔ حضرت اگر کسی کی فجر ظہر عصر اور مغرب کی نماز قضاء ہوجاۓ کیا وہ عشاء میں ان چاروں نمازوں کی قضاء ادا کرسکتے ہیں ؟
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 7 месяцев назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 7 месяцев назад
جی پڑھ سکتے ہیں
@KingShadow_96
@KingShadow_96 7 месяцев назад
Ameen 🤲
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 7 месяцев назад
آمین ثم آمین یا رب العالمین عزوجل
@technologyworld1104
@technologyworld1104 Год назад
Shukriya hazrat
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Duaon me yad rakhyega
@Samiansari-op6so
@Samiansari-op6so 4 месяца назад
Sukriya
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 4 месяца назад
Duaon me yad rakhyega
@technicalshamsher9299
@technicalshamsher9299 Год назад
Masallah
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
جزاک اللہ خیرا فی الدنیا و الآخرہ مرحبا
@anjumtanveer7874
@anjumtanveer7874 Год назад
Ameen
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
آمین ثم آمین یا رب العالمین عزوجل
@savedali1649
@savedali1649 7 месяцев назад
Mohammed Sabed ❤
@ayubee3029
@ayubee3029 Год назад
❤❤❤❤Aamin
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
آمین ثم آمین یا رب العالمین عزوجل
@skmeeramohiddin3582
@skmeeramohiddin3582 Год назад
Hajrat qaza namaj pehle din ke Ada karneke baad hi aaj ke dinke ada karna chahiye ya pehle aaj ke dinke ada karneke baad pehle dino ke adakarsakte hai
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Donon kar Sakte hain...
@skmeeramohiddin3582
@skmeeramohiddin3582 Год назад
Bahut bahut shukriya Hajrat
@user-fs6vc4sp5t
@user-fs6vc4sp5t 2 года назад
अस्सलाम वालेकुम
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@kuldeepkhan6313
@kuldeepkhan6313 23 дня назад
Mash Allah bahut bahut sukriya hazrat lekin hamare gaon ka imam devbandi hai aapse gujarish hai Hazrat ki aap mujhe koi mashvara den
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 23 дня назад
Deobandi ke peechhe namaz nahi hogi... Sunni Masjid Me hi jayen...
@kuldeepkhan6313
@kuldeepkhan6313 23 дня назад
@@hashimuddinqadri main Punjab se hun Hazrat mujhe puri namaj nahin aati yahan aaspaas koi Sunni masjid nahin hai 2 sal se masjid ke liye ek makan kharida hai usi mein namaj hoti hai hamare gaon mein Sunni musalmanon ke 60 Ghar hain gaon ke log bahut bhole bhale hain unhen pata hi nahin ki humne kiske piche namaz padhani hai kiske piche nahin jo hamare bujurg the bo sunni the ham aaj bhi sunni kahlate hain lekin yahan kisi ahle sunnat wa jamaat wale sunni ne hamari gaur fikra nahin ki pure punjab mein sunni hai tabligi jamaat wale unhen bahut varg late hain lekin fir bhi aise bahut sunni musalman hain jo unke piche nahin jaate lekin kai aise bhi hain vichare majburan unko piche jana padta hai main to nahin jata Alhamdulillah aaj bhi ham Ashiq a Rasool han meri aapse vinati hai 😢🙏 Hazrat punjab ki fikra karo assalam walekum Allah Pak Ham sab musalmanon ke Imaan ki hifazat farmay ameen 🤲
@rafiqueansari8692
@rafiqueansari8692 Год назад
Asar namaz ki Qaza namaz, magrib ke farz padhne ke baad padh sakte hai ya pura namaz padhne ke baad padh sakte hai
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Dono soorat Jaaiz hai
@rafiqueansari8692
@rafiqueansari8692 Год назад
Aapka bahut bahut shukriya, mein kaza namaj . namaz mukkamal hone ke baad padhta tha, aur main sochta tha ki main galat toh nhi padh rha hu. Sukriya janab.
@ItsMe-rr2kr
@ItsMe-rr2kr 5 месяцев назад
Please bataiye Main Kya Karun
@KasimKhan-me4zs
@KasimKhan-me4zs Год назад
Aslamualekum meri kaza namaz 10 year tak hai pata nahi kab konsi namaz chuti kiya kare aap bataye mujhe bahut afsos ho raha
@GulamMurtaja-rp8gb
@GulamMurtaja-rp8gb 6 месяцев назад
A sla mo Alekum कीया फजर जोहर असर की काजा नमाज ईसा मै पड़ह सकते है
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 6 месяцев назад
Jee Padh Sakte Hain
@skmeeramohiddin3582
@skmeeramohiddin3582 Год назад
Hajrat mera bahut dino se ek sawaal hai jo qaza namaze pehle ke din ya dino ke ada karne baadh hi aaj ke din ke qaza ada karna chahiye.
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Donon kar Sakte hain
@skmeeramohiddin3582
@skmeeramohiddin3582 Год назад
Bahut bahut shukriya Hajrat
@engrsajjad6349
@engrsajjad6349 4 месяца назад
Jnb mera sawal ha ap sy please clear kar dain, main asir or magrib ni parh sakta, lekin main eisha ki namaz parh k us k baad magrib or asir ki qaza namaz parhta hn, thk krta hn confirm kar dain shukray
@ItsMe-rr2kr
@ItsMe-rr2kr 5 месяцев назад
Please meri help Kijiye Kya Karen aap bataiye Mujhe
@junaidkhan-ef3ew
@junaidkhan-ef3ew 2 года назад
Amama sharif lagaya kariye hazrat bahut khub dikhte h aap mashaallah
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
Jee.. Juned bhai
@MukeemRaza-qh3bl
@MukeemRaza-qh3bl 6 месяцев назад
Jaise ki ham fajar ki namaj padh kar kam per chale jaate Hain aur sham ko aate Hain Aisa mein to ham Johar Ashar aur magrib ki to ham is samay padh sakte hain kya
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 6 месяцев назад
Jee Padh Sakte Hain... Par waqt par nahi Padhne Ka gunah Hoga... Koshish karen ke namaz waqt par ada karen
@channel4U84
@channel4U84 6 месяцев назад
Kya ham se mistake ho jay or ham khud ko sazak tur per Sath he Sunnat par sakty Hain or Mera Dil krta ha sunaat na chuty mj se by mistake be
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 6 месяцев назад
Qaza sirf Farz ki hai
@ArshalanKhan-qq3xx
@ArshalanKhan-qq3xx 19 дней назад
हजरत बताईगा जारूर
@mohammedshuaibfarooqui792
@mohammedshuaibfarooqui792 7 месяцев назад
Meri Roz chhut jati h job pr reheta hu..asar or magrib to Isha padhta hu
@mohammedshuaibfarooqui792
@mohammedshuaibfarooqui792 7 месяцев назад
Ye sahi h kya Mufti sahab
@mohammedshuaibfarooqui792
@mohammedshuaibfarooqui792 7 месяцев назад
Kya karu nhi padh pata
@user-ig7pn5wk4b
@user-ig7pn5wk4b Год назад
Apka bahut bahut sukriya mera job me rahta hu is vjh meri asar or magrib namaj chut jati h 🥺 but me isha ke namj me ada krta hu dono kaja namje Allah maaf kre muje 😢
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
آمین ثم آمین یا رب العالمین عزوجل
@ItsMe-rr2kr
@ItsMe-rr2kr 5 месяцев назад
Me Hindu mujhe namaj Padhne Mein bahut dikkat hoti hai koi na koi namaj jhuthi Jati Hai Meri
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 5 месяцев назад
Kis wajah se Qaza hoti hai?
@ItsMe-rr2kr
@ItsMe-rr2kr 5 месяцев назад
Gar me kuc Logon Ko Pata Hai Kuc Logon Ko Nhi pata hai papa ko pta nhi hai or mummy meri janti hai par vo hmko padhne nhi deti hai bss es vaja se jhuthi Jati Hai
@instareels1230
@instareels1230 2 месяца назад
Hello
@instareels1230
@instareels1230 2 месяца назад
​​@@ItsMe-rr2kraap kisi bhi time jab aapki ammi aapke pass nhi ho to aapki chhutti hue koe bhi qaza namaz padh sakati hai ❤❤
@mushahidmalik9271
@mushahidmalik9271 5 месяцев назад
Kja namaj ki niyat kese krenge
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 5 месяцев назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-FSa8u04kIig.htmlsi=DIKPJoNjOi5Kkrs- Aapke sawal ka jawab upload ho gaya hai
@ImranSiddiqui-ru9kt
@ImranSiddiqui-ru9kt 11 месяцев назад
Asar or mgreeb ki kaza namaz ki niyat or namaz kitni hai
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 11 месяцев назад
Asar ki 4 Rakat aur maghrib ki 3 rakat... Niyat same hai
@QamruddinRazvi
@QamruddinRazvi Год назад
Assalamualaikum Hazrat Hazrat Mera Sawal Hai Ki Jiska Fazar, Zohar, Asar, Magrib Qaza Hogaya Ho, Wo Room Pe Ya Masjid Pe Isa Ke Time Farz Namaz Se Pahele Wo Fazar, Zohar, Asar, Magrib Ki Qaza Padh Sakta Hai Kya
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Jee Kar Sakte hain
@suphiyankhan7529
@suphiyankhan7529 10 месяцев назад
Molana sahab, Mein job karta hun pure din busy rehta hun.Sirf Esha mein free hota hun. Pure din ke qaza namaaz kaise padein.ya sirf Esha ka hi namaaz pad sakte hain..?
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 10 месяцев назад
Isha bhi padhen... Aur baqi 4 waqt ki farz namazon ki Qaza bhi padhen
@sajidraza-bj2gz
@sajidraza-bj2gz 8 месяцев назад
हजरत ए बताए की जब कजा नमाजे अदा की जाए तो क्या सिर्फ फजर पड़े या सुन्नत ओर नाफिल भी
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 8 месяцев назад
सिर्फ फर्ज। और वितर
@sajidraza-bj2gz
@sajidraza-bj2gz 7 месяцев назад
@@hashimuddinqadri sukriya ❤️
@VasimKhan-gk7be
@VasimKhan-gk7be Год назад
Assalamu alaikum mera ye swal h apse jaise ki ashar ki nmaj chut jaye to mgrib ki nmaj ke bad qaza nmaj pdhe ya phle
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Pahle maghrib padhen... Fir isha ki Qaza
@rizwanraza7713
@rizwanraza7713 6 месяцев назад
Assalam walekum Hazrat kya ham pure din ki namaj Isha ki namaj ke bad sari namaje khaja kar sakte hain
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 6 месяцев назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 6 месяцев назад
Ho jaayegi... Par waqt par nahi Padhne Ka gunah Hoga... Koshish karen ke namaz waqt par ada ho
@nafisuddin798
@nafisuddin798 11 месяцев назад
Hujur Mera 12 Raat 12:00 Tak duty hai to Mera asar magrib Hisar taaja hota hai kya Raat 12:00 ke bad padh
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 11 месяцев назад
Jee Padh Sakte Hain
@nagmakhan9618
@nagmakhan9618 5 месяцев назад
To kya Isha namaz pahele padhna hai ya fir pahele kaza namaz padhna hai fir isha ki namaz
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 5 месяцев назад
Dono aage peechhe kar Sakte hain
@mdesmile4659
@mdesmile4659 5 месяцев назад
Assalamualaikum 😢😢😢Asr or maghrib ki namaz isha ki namaz ka bad padh sakthe hai rojana kam karne ke karan please haelp me 😢😢😢😢😢😢Ma bhut tanshan hai😢😢😢😢😢😢😢😢
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 5 месяцев назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@instareels1230
@instareels1230 2 месяца назад
Mera bhi wahi situation hai aap kaise padhte ho mereko bhi batao plz
@AfsarKhan-zc4qe
@AfsarKhan-zc4qe 10 месяцев назад
Fajar ki namaj agar kaja Ho gai Ho Johar ki namaj bhi kaja Ho gai Ho asar ki namaj ki kaja Ho gai Ho magrib ki namaj ajaan ke bad namaj ke bad kya ham teenon namaz Ada kar sakte
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 10 месяцев назад
Jee Padh Sakte Hain
@afreenansari1871
@afreenansari1871 Год назад
Fazar ki qaza namaz fazar me hi padni chahiye kay plz plz bata do 🙏 plz meri kabhi kabhi aakh nhi khulti soti re jati hu
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Jee Nahi... Kabhi bhi padh Sakte hain
@afreenansari1871
@afreenansari1871 Год назад
@@hashimuddinqadri shukriya aap ki waja se meri preshani khatam ho gaye allha aap salamat rakhe
@zindagi5664
@zindagi5664 Год назад
MashaALLAH. Kuch masroofiyat ke ba'is zuhr, Asr aur maghrib nahin padh pata. Kya raat 8 baje ke baad yeh saari namazein qaza padh sakte hain? Assalamaleikum
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Jee Padh Sakte Hain
@zindagi5664
@zindagi5664 Год назад
@@hashimuddinqadri Shukriya Maulana Sahab
@taiyabalam1666
@taiyabalam1666 11 месяцев назад
Assalam Walekum Namaz me sirf farz namaj pdna h ya sunnat or nafil v
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 11 месяцев назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 11 месяцев назад
Qaza Namaz Me sirf Farz aur waajib Padhna hai
@T.F-9090
@T.F-9090 4 месяца назад
Assalamu alaikum molvi sahab meri duty 10.30 pe gadi rahti h jane ke liye aur mai night duty karta hoo aur mujhe sona bhi hota h din me is liye meri asar maghrib isha tino namaze kaza ho jati h kya mai kya karu plz bataiye plz
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 4 месяца назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 4 месяца назад
Koshish to yahi karen ke namaz waqt par ada karen.... Lekin agar waqt par ada nahi ho to raat me Qaza Padh liya karen...
@T.F-9090
@T.F-9090 4 месяца назад
@hashimuddinqadri mai kuwait me rahta hoo aur meri night duty rahti h agar na sota hoo to kaam nahi kar pata aur sou to namaz kaza ho jaati h magrib isha kaza ho rahi h
@parwejansari8859
@parwejansari8859 Год назад
Isha ki fraz namaj se pahle dusre din ka isha ka qaza namaj padh sakte Hai fraj or vitir
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Jee Kar Sakte hain
@ArshalanKhan-qq3xx
@ArshalanKhan-qq3xx 19 дней назад
हजरत मेरा जोहर और आसर और मगरीब की नामाज छूट जाती है तो ईसा मे अदा कर सकते है
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 19 дней назад
जी अदा कर सकते हैं
@m.rafiqrafiq1901
@m.rafiqrafiq1901 2 года назад
Molana sab mojy ya sawal pocnha hai ap sy k kia napaki k dino me aurtain durood sharif per sakti hai?or kia kia zikar kar saktay hai????mehrbani ferma k rahnami fermye jazakallah
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
Aap ye video dekh len
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-f8Sca-Oculw.html Aap ye video dekh len
@m.rafiqrafiq1901
@m.rafiqrafiq1901 2 года назад
@@hashimuddinqadri Jazakallah allah pak apko khush rakhye amen dua me yad rakhye ga
@mdafzalahmad8780
@mdafzalahmad8780 2 года назад
Tahajjud ki namaz nafil hai ya sunnat.. Niyat kaise karna hai.. Tahajjud ke saath nafil ki niyat karna hai ya sunnat ki
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
Nafal hai
@moresangita
@moresangita Год назад
Kya Aourte Kaza namaze vakkti namaz se pahale par sakte hai kya
@vasimsandhi2477
@vasimsandhi2477 Год назад
Me pura din job pe hota hu sirf fajar or isha ki namaj hi padta hu to kya me isha ki namaz me Baki kaza hui namaz padh sakta hu.. Or tahajjud ki namaz padh sakta hu
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Jee Padh Sakte Hain
@liyakatali3163
@liyakatali3163 8 месяцев назад
Agar kisi ki pure saal ki qaza namaj hai to wo kis tarah namaz ada kare
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 8 месяцев назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE--Vpl6n5cXPg.htmlsi=pp-2zXUvS7QyDGlK Aap ye video dekh len
@kamalkms6645
@kamalkms6645 Год назад
Molana ji kya mai asr aur magrib namaaz Isha ke baad ada kar sakti hu.niyat kaise kiye jata hai please batayiye....
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Namaz ko apne waqt par padhen
@kamalkms6645
@kamalkms6645 Год назад
@@hashimuddinqadri molana ji kuch majboori ke waje se namaaz nahi kar paye isliye....
@munaf9095
@munaf9095 2 года назад
kwab me paaw dhone ke alamat kya he aur paaw me pani ke wajese khoobsurati aur chamak ki alamat
@shahbazalam6709
@shahbazalam6709 11 месяцев назад
Agar Roz 2 y 3 waqt ki chut Jaye kisi waja se to Roz kaza padh sakte hai please reply de ya video banye
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 11 месяцев назад
Jee Padh Sakte Hain
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 11 месяцев назад
Lekin iski aadat mat banaaiye
@aasifqureshi5078
@aasifqureshi5078 2 года назад
Assalamualaikum hazrat
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@deep_words_786
@deep_words_786 Год назад
Assalamualaikum....meri Zohar asr or Magrib kaza ho jati h to m Isha me kitni kitni kaza krni h
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Sirfa... Farz ki Qaza hai... Zohar ki 4 Rakat... Asar ki bhi 4 Rakat aur maghrib ki 3 Rakat
@amanraza4184
@amanraza4184 2 года назад
Mufty sahab magrib kai baad kay asar ke qaza nahi pad sakte ha Kay
@amanraza4184
@amanraza4184 2 года назад
Hazrat zoror jawab dejjiye ga
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-esaShS9ajUk.html Aapke sawal ka jawab upload ho gaya
@kamalkms6645
@kamalkms6645 Год назад
Molana ji mera asr namaaz chut gaya.mujhe shaadi main jane ke waje se namaaz chut gaya toh kya kare
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Maghrib ke baad Qaza ada karen
@NajneenParween-on2ct
@NajneenParween-on2ct Год назад
Agar roj ek waqt ki namaj chhut jaye to use roj kaja kar sakte hai
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Kar Sakte hain... Par iski Aadat na banayen.... Namaz waqt par hi ada karne ki koshish karen
@sabiyafarazansari6275
@sabiyafarazansari6275 Год назад
Asalam alaikum agar kisi kaam se aurto ki zohra asar aur magrib ka hum isha ke baad padh sakte hai
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ تعالٰی و برکاتہ
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Jee Padh Sakte Hain
@fullfunnysrk8888
@fullfunnysrk8888 Год назад
Isha ki namaj chhut jae to kitni der baad padh sakte isha ?
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-YC8NfIbtOyg.html Aapke sawal ka jawab upload ho gaya hai
@sahidkhan-ys1bh
@sahidkhan-ys1bh 4 месяца назад
Nahin vah to sab theek hai humko jahan tak pata Hai rasul Lalla nahin kahate Hain rasulullah rasulullah jyada behtar hai
@mdhalim2706
@mdhalim2706 2 года назад
Assar or magrib ka namaz kaza paghe to sunt namaz kaza padna prega
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 2 года назад
Sirf Farz padhna hai
@Fatima25789
@Fatima25789 11 месяцев назад
Magrib or asar Ki kaza namaz par ka tari bata plz
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 11 месяцев назад
Asar ki 4 Rakat aur maghrib ki 3 rakat farz ada karen
@amanraza4184
@amanraza4184 2 года назад
Agar nahi pad sakte ha tu kab padia gai asar namaz ke qaza Isha kai baad kay
@SKGAMING-fi2uj
@SKGAMING-fi2uj 8 месяцев назад
Hajrat maine apne biwi ka talak de diya tha uske bad mai saudi aa gaya tha lekin phone pe bat karta tha apne biwi se usake tin mahine bad mere biwi ka halal hua hai to halala complete hua ki nhi aur uske 3 mahina 13 din bad mai phone par nikah kar sakta hu ki nhi please 🙏🥺 reply
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 8 месяцев назад
Jee halaala to ho gaya hai par phone par nikah nahi hota
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 8 месяцев назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Mrl8Ogc3FyI.htmlsi=Pq-r9_Cir7UC0Fsd Aap ye video dekh len
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 8 месяцев назад
Phone par nikah ki Jaaiz Tareeqa jaanne ke liye video ka intezar Karen
@MrfaiyazMrfaiyaz
@MrfaiyazMrfaiyaz Год назад
Ghar me bhi padh sakte hai hajrat
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri Год назад
Jee Padh Sakte Hain
@afzalattari8462
@afzalattari8462 8 месяцев назад
Imam ne magrib ki namaj nahin padi to Isha ki namaj ho jayegi
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 8 месяцев назад
Ho jayegi...
@NehalAlam-hb3wu
@NehalAlam-hb3wu 9 месяцев назад
Main mulk se bahr hu apne biwi ke video call par hand practice kar sakte hain
@hashimuddinqadri
@hashimuddinqadri 9 месяцев назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-HCRM2N3z024.htmlsi=zBXEpkzH8Nl1XBtY Aapke sawal ka jawab upload ho gaya hai
@shoebansari9257
@shoebansari9257 Год назад
Mashaallah 👏❤
@ibneadamgaming1006
@ibneadamgaming1006 9 месяцев назад
Subhanallah ❤
@khanblogindia731
@khanblogindia731 6 месяцев назад
Masha Allah
@ahmadabbas7813
@ahmadabbas7813 11 месяцев назад
Subhanallah
Далее
Bike Challenge
00:20
Просмотров 23 млн
The Amazing MYSTERIES of CATS in Islam
13:33
Просмотров 467 тыс.