❤👍 ustadji bohat badiya shok karwaya apne jabardast Qulity Ka Kabutar Hai mere pass white yes ki mada kabutari hai ustadji Hamne Pakistan Nar ke sath joda Lagaya huwa Hai Nice video Good job ❤
Ustad ji hai to baat Sahi hai pahle ka kabutar ko Dhyan nahin de raha hai koi abhi abhi teddy golden ka piche log pada hai chamakdar Sialkot ek kabutar Mashallah Mashallah bahut badhiya kabutar ustad ji pure amritsari kabootar hai ustad ji
Aapne yaha bijnor mlkiratour me bade femash h ye kabuter Aaj bhi har chapter kalsire kabuter h koi bhi chhat asi nahi h Jahan kalsire kabuter na ho or sham Tak udhte h
kabutar to bahut Achcha Ustad ji bus Yahan Isliye use Nahin rakhte Ki Vo kabutar तीन-तीन चार-चार Ghanta Dikhta Nahin Hai to uska naam Kat Diya Jata Hai Khel Mein❤❤❤❤