XDA 7002 liya tha ahuja 1010 2 subwoofer ke liye punch nahi ata hai lxa again lxa 3200 liya punch and bass Bahut jayda de Raha hai xda 7002 kahne ke liye class d amplifier hai dumping factor 1000 hai but response accha nahi hai dual 15 top accha bajta hai
humare 20 se zyada customers chala rahe hai aur bohot hi acha pressure hai hume nahi pata ki aapne used machine le liya ya original ya kya liya par machine me bohot pressure hai humne humare Gujarat aur UP ke kaafi customers ko diya hai
@@Djbitudaltonganj galat bol raha hai, amp ke saath aap notrox ka 3.2 crossover bhi chala sakte ho aur SMP ka sx341 bhi, dono Powerful crossover hai zaruri nahi digital crossover se chalana , crossover ka kaam hota hai frequency pressure ko range me laake cut karna aur amp ka kaam hota hai as per damping load ko aage pressure me convert karna