Тёмный

Azmaish Long Time Se Chal Rahi Ho To Kya Kare ? By  

IRC TV
Подписаться 4,1 млн
Просмотров 248 тыс.
50% 1

𝐃𝐎𝐍𝐀𝐓𝐄 𝐔𝐒 𝐁𝐘 𝐔𝐏𝐈 𝐈𝐃: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜
𝐀𝐒𝐊 𝐘𝐎𝐔𝐑 𝐐𝐔𝐄𝐒𝐓𝐈𝐎𝐍𝐒: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
𝐃𝐎𝐍𝐀𝐓𝐄 𝐎𝐍𝐋𝐈𝐍𝐄: irc-india.com
𝐂𝐨𝐧𝐧𝐞𝐜𝐭 𝐖𝐢𝐭𝐡 𝐀𝐝𝐯. 𝐅𝐚𝐢𝐳 𝐒𝐲𝐞𝐝 𝐎𝐧:
𝐖𝐡𝐚𝐭𝐬𝐀𝐩𝐩 𝐆𝐫𝐨𝐮𝐩 - bit.ly/2y3DQnu
𝐅𝐚𝐜𝐞𝐛𝐨𝐨𝐤 - / faizalisyed
𝐈𝐧𝐬𝐭𝐚𝐠𝐫𝐚𝐦 - / advfaizsyed
𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 - t.me/AdvFaizSyed
𝐀𝐁𝐎𝐔𝐓 𝐓𝐇𝐄 𝐒𝐏𝐄𝐀𝐊𝐄𝐑 & 𝐈𝐑𝐂:
𝐍𝐀𝐌𝐄: Adv. Faiz Syed
𝐃𝐄𝐒𝐈𝐆𝐍𝐀𝐓𝐈𝐎𝐍:
* Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust (IRC)
* President, Al Kitab Education & Welfare Society.
* Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
* Director, IRC TV
𝐅𝐀𝐓𝐇𝐄𝐑'𝐒 𝐍𝐀𝐌𝐄: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
𝐁𝐎𝐑𝐍:12-Dec-1979.
𝐎𝐂𝐂𝐔𝐏𝐀𝐓𝐈𝐎𝐍: Business.
𝐔𝐍𝐈𝐕𝐄𝐑𝐒𝐈𝐓𝐘 𝐃𝐄𝐆𝐑𝐄𝐄𝐒
* B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
* M.C.A (Master of Computer Application)
* B.G.L (Bachelor of General Laws)
* LL.B (Bachelor of Laws)
* M.A Islamic Studies
* Fazil e Diniyat
𝐌𝐄𝐃𝐈𝐀 𝐏𝐑𝐄𝐒𝐄𝐍𝐂𝐄:
Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides RU-vid and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV, and radio channels internationally.
𝐏𝐔𝐁𝐋𝐈𝐂 𝐋𝐄𝐂𝐓𝐔𝐑𝐄𝐒 & 𝐓𝐎𝐔𝐑𝐒:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Sessions on Islam in Urdu & Hindi at more than 175 cities in India on more than 650 topics of which 37000 short videos are available on @IRCTV & @AdvFaizSyedOfficial Besides speeches in India Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
𝐒𝐀𝐔𝐃𝐈 𝐀𝐑𝐀𝐁𝐈𝐀
𝐃𝐇𝐀𝐇𝐑𝐀𝐍
- King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
𝐃𝐀𝐌𝐌𝐀𝐌
- World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
𝐉𝐄𝐃𝐃𝐀𝐇
- Dawah Centre, Hai Assalamah
- Understand Quran Academy
- Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
- Balad Dawah Centre
𝐓𝐀𝐈𝐅
- Islamic Education Foundation
𝐌𝐀𝐃𝐈𝐍𝐀 𝐀𝐋-𝐌𝐔𝐍𝐀𝐖𝐖𝐀𝐑𝐀
- The Co-Operative Office for Call & Guidance
𝐌𝐀𝐊𝐊𝐀𝐇 𝐀𝐋-𝐌𝐔𝐊𝐀𝐑𝐑𝐀𝐌𝐀𝐇
- Dawa Centre Almaabada
𝐔𝐍𝐈𝐓𝐄𝐃 𝐀𝐑𝐀𝐁 𝐄𝐌𝐈𝐑𝐀𝐓𝐄𝐒
𝐃𝐔𝐁𝐀𝐈
- Al-Manar Centre
- United Goan Muslim Community
- Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
𝐊𝐔𝐖𝐀𝐈𝐓
- Human Care Society
𝐍𝐄𝐏𝐀𝐋
- Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
𝐔𝐍𝐈𝐓𝐄𝐃 𝐊𝐈𝐍𝐆𝐃𝐎𝐌
𝐁𝐈𝐑𝐌𝐈𝐍𝐆𝐇𝐀𝐌
- Green Lane Masjid
- Al-Hijra Masjid
- Muhammadi Masjid
𝐋𝐎𝐍𝐃𝐎𝐍
- Masjid Humera
- Masjid Al Tawhid
𝐁𝐑𝐀𝐃𝐅𝐎𝐑𝐃 - Al Hudaa Masjid
𝐁𝐋𝐀𝐂𝐊𝐁𝐔𝐑𝐍 - Masjid Darussalam
𝐁𝐀𝐍𝐁𝐔𝐑𝐘 - Masjid Bin Baaz
𝐂𝐀𝐌𝐁𝐑𝐈𝐃𝐆𝐄 - Masjid Al Ikhlas
𝐒𝐊𝐈𝐏𝐓𝐎𝐍 - Skipton Masjid
𝐍𝐄𝐋𝐒𝐎𝐍 - Muhammadi Masjid
𝐏𝐑𝐄𝐒𝐓𝐎𝐍 - City Mosque Preston
𝐎𝐋𝐃𝐇𝐀𝐌 - Jamiat Ahle Hadith
𝐑𝐄𝐀𝐃𝐈𝐍𝐆 - Jamiat Ahl-e-Hadith
He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges, and Schools.
𝐀𝐁𝐎𝐔𝐓 𝐈𝐑𝐂:
Islamic Research Centre Education & Welfare Trust (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder and president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconceptions about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to the poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV, and print media. IRC's activities and facilities provide the much-needed understanding of the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practiced by Salaf of this Ummah.
𝐀𝐂𝐓𝐈𝐕𝐈𝐓𝐈𝐄𝐒 𝐎𝐅 𝐈𝐑𝐂:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTES
WOMEN EMPOWERMENT CENTRES
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
PATHFINDER - CAREER GUIDANCE
ARABIC ACADEMY
10 DAYS CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
EXHIBITION & MUSEUM
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #MuslimKhatoon #MuslimAurat #Zaban #Zuban #10Nasihatein #Nasihatien #Nasihat #ZyadaBatoSeParhez #JhootiBadhai #MunhPhatNaBane #Gheebat #AibTatolna #SuniSunaiBate #BadGumani #Khamoshi #RishtaKarteWaqtInquiry #Gunah #GoodNews #NaShukriKeAlfaaz #ShakKarna #JadooKiyaHai #Shohar #LaghuBat #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00553

Опубликовано:

 

30 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 411   
@irfanashaikh8782
@irfanashaikh8782 11 месяцев назад
😢hamari azmaish bhi bahut lmbi ho gyi fhir bhi allah pr bharosa hai sb thik ho jayega inshallah
@zen2645
@zen2645 11 месяцев назад
Recite astagfirullah daily
@gudiyakhan9942
@gudiyakhan9942 10 месяцев назад
​@@zen2645mai bohot preshan hu
@imranMari-fx8do
@imranMari-fx8do Месяц назад
@@irfanashaikh8782 Aap ki azmaish khatam huwi?
@Mahjabeen3737
@Mahjabeen3737 7 месяцев назад
Merii aazmaish bhi bahut lambi hai! Puri umeed hai sab theek ho jayega in sha Allah
@yasirhamid7814
@yasirhamid7814 6 месяцев назад
Insallah humko bhi umeed hai
@mhkpathan
@mhkpathan 4 месяца назад
Kis type ki hai
@dailyadventure1779
@dailyadventure1779 2 месяца назад
Inshaallah
@ambrinahmed7394
@ambrinahmed7394 Год назад
Mere ansu Nihal Gaye sun k or ek khushi or tassali bhi hui Alhumdullilah Allah ham sab ko sabar dey
@shabanakhatoon1362
@shabanakhatoon1362 7 месяцев назад
Bs dua h ke Allah pak chahe jo bhi dukh de , lekin khud se kbhi bhi door na kre hm her chiz kr baghair reh le sakte lekin Allah ki mhbt ke baghair hergiz nahi reh sakte kbhi nahi reh sakte 😢😢😢❤
@farheenfatima773
@farheenfatima773 7 месяцев назад
Assalamalikum mere Beti 8 yr ki h name Zainab h uski tbyt 8 month ki the jb s kharab rahti h 1st operation 5 yr ki age m hua tha throat or nose ka hua h is ka bd bhe woh thk nhe hue Ab 2nd operation h ear or nose ka plz koi dua m yad rakhyega
@SwaibaNadeemgazi
@SwaibaNadeemgazi 2 месяца назад
Allah aap ki beti ko sifa de aap bhi mere bete ke liye dua kare wo bhi bohot badhi bimari me h operation 3 month pe ho chuka h
@sad9690
@sad9690 11 месяцев назад
Sb dua kare mujhe allah aulad se nawaz de....aamin
@NaveedAhmad-oy9qn
@NaveedAhmad-oy9qn 8 месяцев назад
Ameen AllAH PAk mugy Deen Islam py chalny waly olad ata kre mere lye dowa kre sb plz
@Raahe-deen786
@Raahe-deen786 7 месяцев назад
Shukar hai apka atni himmat dene k liye hamto to khud kushi karne wale the abhi isi waqt 😭😭😭😭bouth prshn hu. Khuda ka wsta Dua kare hamre liye hamri izzat ka swal hai allah ko keh do k mri azmish khtm karde. Logon k tane aur beizzati. Nhi seh pari 😭😭😭😭😭
@filzaariba1157
@filzaariba1157 7 месяцев назад
😢nhi aisa ni kriyga khud Khushi hram h please 🥺 kbi na kbi hlath zarur bldyga inshallah himmat rkhiyga allah apko wo SB dygen jo aap chahate h🎉
@Raahe-deen786
@Raahe-deen786 7 месяцев назад
@@filzaariba1157 dua ki guzaarish hai apse 🙏😭😭😭😭🤲🤲🤲🤲hamra nam hafeeza hai
@musaddiq1773
@musaddiq1773 7 месяцев назад
Apna khayl rakhn, ma ap k lya Dua krn gi In sha Allah sb teek ho jay ga Allah pak aesa apka masla Hal krn ga jasa Kuch hua hi na ho,or Ap ko boht sari blessings b dain ga❤️❤️❤️❤️❤️
@mohammedshaista9620
@mohammedshaista9620 6 месяцев назад
Humari dauyein aapke sath hai,, sab thik ho jayega,, suicide krna haraam hai,, kabhi aisa gunah ki baat apne dimag mein mat lana shaitaan bhaikata hai,, azmaish har insan ke sath hoti hai bss tarikhe alag hote hai lekin aapko mukammal krna hai apni azmaish mein sabr Or isteqamat rakhna hai beshak allah rabbul izzat aapke sath hai har waqt woh bohot bada beniyaz nawazne wala hai, 👍Aap bhi dua kriye apne liye sab thik ho jayega inshaAllah
@Raahe-deen786
@Raahe-deen786 6 месяцев назад
@@mohammedshaista9620 😭😭😭😭😭😭🤲🤲🤲🤲🤲plizzzzz ap sab se guzarish karre dua kjiyega hamra nam Hafeeza hai. Hamari izzat ka swal hai izzat bachne k liye marne ki soche the 😭😭😭😭plizzzzz dua kare hamre liye
@afshakhan-fu9tt
@afshakhan-fu9tt Год назад
Allah ham Sabko Sabar karne ki taufiq de Ameen summa ameen 🤲🏼
@LuckyBoy07top-hd2xy
@LuckyBoy07top-hd2xy Год назад
Assalamualaikum ek bat puchun apse
@syedpakeezanazki4748
@syedpakeezanazki4748 Год назад
AMEEN!♥️♥️♥️
@ghaziabbas472
@ghaziabbas472 Год назад
Sub se phile to Allah momen se azmash leyta hai muslman se azmaish nahi leyta muslim ko ausk Amal k badley azab deyta hai
@ghaziabbas472
@ghaziabbas472 Год назад
Muslim kush fahme mei mat raho azmaish hora he hai phile momen bano dil ko eman se roshan karo phir Allah apka tast leyga🤞🤞
@ghaziabbas472
@ghaziabbas472 Год назад
Momen aur muslim mei zamen asman ka faraq hai
@alimshaikh4896
@alimshaikh4896 Год назад
मेरा भाई दीन का काम करता है बीना वाझह police ne जेल मै दाला है दुआ किजिये अल्हा हमे अजमैश से जल्द निकाले आमीन या रब्बुल अलमीन
@Itsshoaib400
@Itsshoaib400 Год назад
ALLAH hifazat kare 🤲 aameen ☝️
@nabeelali4601
@nabeelali4601 11 месяцев назад
Aameen
@Dr-tv1vp
@Dr-tv1vp 5 месяцев назад
Ameen
@shakiransari4001
@shakiransari4001 4 месяца назад
Allah pak apki hifazat kare
@farheenahmad3615
@farheenahmad3615 10 месяцев назад
Hamari aazmayish bhut lambi thi bhut time ho gya tha ghr valo ko rishta dekhte hue ab allha n jisse nikah kraya h bhut behtr h
@danishm.3417
@danishm.3417 7 месяцев назад
Kia azmaiesh thi? Kis terhan azmaesh say guzray? Kia inam mila? Koi taweez ganda kia?
@Amoeba24
@Amoeba24 5 месяцев назад
Tum orat ho ,tum zaror kisi mard k bare mai bol rahee hongi 😂😂gashti😂
@farheenahmad3615
@farheenahmad3615 5 месяцев назад
@@Amoeba24 hm mard nhi rishte k bare m bol rhe te soch smz kr bola kro
@farheenahmad3615
@farheenahmad3615 5 месяцев назад
@@danishm.3417 sach hi h bewakufo ki kmi nhi h India m
@cryptocurrency6094
@cryptocurrency6094 11 месяцев назад
Hum log bht presan h Dusmano ne apni saziso se mere papa ko jail krwa dia h or ab gawahi k liye court nhi AA rhi h Aap sb dua kr de mere papa ko jamanat mil jaye Ameen summa ameen 😢😢😢
@umaimauneeb
@umaimauneeb 11 месяцев назад
Allah apke haal pe rehem kare aur apke papa ko insaaf de
@rahilhussain751
@rahilhussain751 7 месяцев назад
Allah apko jald hi azmaisho se nikalenge
@tasmiasiddiqa
@tasmiasiddiqa 11 месяцев назад
Allah sabbi beaulado ko nek saliha aulad naseeb ataa farmaye ameen pls mere liye dua ki jiye 😢 😭
@syedpakeezanazki4748
@syedpakeezanazki4748 Год назад
MASHA'ALLAH ♥️, SUBHAN'ALLAH ♥️, ALLAHUAKBAR ♥️, ALLAHUAKBAR ♥️, ALLAHUAKBAR!♥️♥️♥️
@sha-px1cc
@sha-px1cc 7 месяцев назад
Meri bi shadi nai hori bahut saal se dhyndre h ladka ghar me phir bi baat kahi nai banri ,mere parents bahut pareshan h plzzz sab mere liye pray kare ki acchi job aur acche jagah rishta hojaaye
@shabnamkhan2582
@shabnamkhan2582 7 месяцев назад
Sabr karein ..Allah behtreen joda hoga apke liye ..or bahut jld apka nikaah hoga In sha Allah ❤
@shaikmahammadrafi2188
@shaikmahammadrafi2188 5 месяцев назад
Same problem hai
@Zikrullahdon-r4w
@Zikrullahdon-r4w 11 месяцев назад
Assallamoalakum.3saal.pahle.sohar .intakal.hogaya.3saalkabad.larke.intakal.hogae.ak.he.larke.the.bahut.parsane.ha.hamasa.ajmaes.mathe.sabr.nahi.horaha,ha
@samrafarooq830
@samrafarooq830 Год назад
Jo taqdeer me likha wohi hona so accept karlain or chaltay rahain Maal jayga hamaray gaya Jaan jaygi meri jawan olaad gai Yahi kismat meri,Allah mughe sabar day
@imrankaimkhani7079
@imrankaimkhani7079 11 месяцев назад
Ameen
@umaimauneeb
@umaimauneeb 11 месяцев назад
Health theek nahi rehree 1 Sal ho gaya , sabr nahia hota
@misskhan9190
@misskhan9190 7 месяцев назад
May allah grant us highest rank in jannnah ameeen
@habibunissa4008
@habibunissa4008 Год назад
Meri behen bachchpan se 5time ke namaz aur quran bhuth padhti hai tahajjud ki bi namaz padti hai aur bhuth sare wazifa padti pata nai kyun unki pareshaaniya khatam hi nai hori plz meri behen ke liye dua kijiye
@imrankaimkhani7079
@imrankaimkhani7079 11 месяцев назад
Allah in k liye asaaniyan paida farmaye Ameen
@Denissameer0110
@Denissameer0110 11 месяцев назад
Rab rahem farmaye.... Ameen
@nabeelali4601
@nabeelali4601 11 месяцев назад
Aameen
@danishm.3417
@danishm.3417 7 месяцев назад
Usay yea sab mushakkatain terk ker kay zindagi ko accept aur enjoy kerna shuroo ker dena chahyea, halaat behtar ho jain gay. Khuda nay kab kaha hay kay itni tappasian ki jain? Agar koi insani zindagi say rah-e-farar ikhtayar karay ga to yea sab ho sekta hay. People who run away from their human responsibilities are deserters and need to be disciplined.
@sanacute6234
@sanacute6234 11 месяцев назад
Bohat hi inspirational speech ki apne ...sunn k bht sukon hua kio k mere b olad ni ho rhi 5 sal chal rha plz pray for me 😢lkn insha allah mje umid hai allah meri sune ga😊
@sanacute6234
@sanacute6234 11 месяцев назад
@@hello_angel02 inshallah zrur hoga bs nmaz or sabar k sath mangy kamyabi muqadar hogi insha allah
@jabeenr8211
@jabeenr8211 Год назад
Jazakallah hamara bi yahi sawal tha ar jawab sunke meri walida bht khush hue..Allah ham sbko sabar wali zindagi de ameen
@mycatatejiminsjams5358
@mycatatejiminsjams5358 Год назад
Allah paaq aapki pareshani door kare jaldi
@minazshaikh2990
@minazshaikh2990 7 месяцев назад
Sab se phele mai ne ap hi ko suna. Tha fir mai mulana tariq jamil sahab ko suna ab mai ali bhai ko sunti hu ap tino mere techar hai . Sukhar Alhamdulillah
@muhammadmuaaviyahkhan1238
@muhammadmuaaviyahkhan1238 Год назад
Main bhi ek daileysis patient hu mera sabr ka daman bana rhe ya Allah 😢
@androidmaster5427
@androidmaster5427 Год назад
Ameen ❤️
@FatimaFatima-kq3dc
@FatimaFatima-kq3dc 7 месяцев назад
Allah aapku shifa dey ameen
@salmashaik6940
@salmashaik6940 6 месяцев назад
Summary : Allah kisi ko us ki bardasht se zyada takleef nahi deta 'Q(2:286)' . sabr ka azar allah dega. Shadi nahi hori(jannat me mariyam alaihissalam ka nikha), aulad nahi hona(jannat ka ajar)...gareeb hona( jannat me 500 saal pehle jaayenge ammeron se).
@salahuddinkhaled
@salahuddinkhaled Год назад
Allahtala har momin ko sabar karne ki hidayet de... Allahtala Faiz bhai ko sahet-e-kamila ata farmaye... Aameen summa Aameen... Aap tamaam mominoun se guzarish hai mere liye bhi dua kariye main bahot pareshan hoon please doing dua my health and wealth...
@shakeelahmad2297
@shakeelahmad2297 11 месяцев назад
Best best bayan apse bht sekha he hamne aur Koshish bi kr rhe hen Amal krne ki jazak allah Bhai . 👍👍👍
@ShireenShireen-lu1th
@ShireenShireen-lu1th Год назад
Allah hum sab ko sabar karne ki taufeeq de ..ameen
@jenny..5368
@jenny..5368 Месяц назад
Sir. Mujhe kuch ladke pareshan karr rhe hai. Arbi parhne jati hu hijab pehnti hu wo mujhe dhund nhi paa rhe to aj hi thodi der pehle unknown number se msg aya " kahan rehti hu abhi? " Mene na pehchan ka natak krke block kar diya. Mere pehle female frnds thi wo log bohot jealous thi mujhse isiliye maine unka saath chod diya ab ese ladke piche chod diye hai mere . Sabhi plz dua karen mere liye. Me bohot depression se guzar rhi hu is wajah se. Plz sir bataye me esa kya karu ki ye musibat taal jaye jald se jald???? Plz reply dijiye me bohot pareshan hu
@AfrinKhatun9831
@AfrinKhatun9831 Месяц назад
@@jenny..5368 dekhiyee ap ye ghr pe bolie dariye mt wrna wo ldke kuch krdenge please allah apki hifazat kare ameen dariye mt bs aap ghr pe boliye ksii bade ko api bhai bhn ammi koi bhi jisse ap comfortable ho please allah hifazat kare apki Ap try kare ap br dekhiye inshallah sb thk ho jayega ameen ..
@ARABSHAN
@ARABSHAN 7 месяцев назад
Assalamu alaikum... Ittay baday lecture me ye bhi boldete ke jiske paas ziadha MALL O DUALATH hai wo, gareebon ko Dhoondker unko dedo. Balki apne aapko dene ke liye aapne apna QR code daldiya. Huh!!. Thanks 😢
@tabassumnaheed3237
@tabassumnaheed3237 Год назад
Himat har chuk ha ......... Zindagi har chuk ha ........ 😢😢😢😢😢
@imrankaimkhani7079
@imrankaimkhani7079 11 месяцев назад
Allah pak asaani karay aap per Ameen
@shahnawazhasan3214
@shahnawazhasan3214 7 месяцев назад
Himmat mat harna aap.....InshaAllah dua karo....Astagfirullah jyada se jyada kiya keren
@muhammadmuaaviyahkhan1238
@muhammadmuaaviyahkhan1238 Год назад
Main bhi ek daileysis patient hu mera sabr ka daman bana rhe ya Allah 😢
@imrankaimkhani7079
@imrankaimkhani7079 11 месяцев назад
Ameen
@BushraSiddiqui-vl6sy
@BushraSiddiqui-vl6sy 3 месяца назад
Ameen
@Sanaya_artistic_journey
@Sanaya_artistic_journey 11 месяцев назад
Assalam wlekum meri shadi ko 7sal sal ho gye meri ik beti h mere shohar dusre mulk rehte h 7sal me bas 2 bar aye h le bhi nhi ja pa rhe h hamdono ko koi na koi masla ajata h app btaiye me kya krn wo bhi preshan h ur ham dono bhi koi wazifa btaiye plzzz
@madihanaz6792
@madihanaz6792 11 месяцев назад
Asalamalikum... Kasrat se astaghfar or durood padha kren
@hasinatajtaj3340
@hasinatajtaj3340 7 месяцев назад
Allah paak aapko hamesha khush rakkhe faiz sahab...❤
@azimkhan1777
@azimkhan1777 11 месяцев назад
Assalam Walekum Bhai bahut jyada Pareshan hun aur Samajh Mein Nahin a Raha 5 Sal se bahut jyada Pareshan hun November mahine mein Sadar sarkari hospital ke exam hai aap Dua Kijiye Allah Hamen is exam Mein kamyabi ata farmae Summa Ameen pata nahin Kisi Ki Dua kab kam a Jaaye
@tarannumnadeemshaikh2099
@tarannumnadeemshaikh2099 Год назад
Asalamualaikum Bhai hum pe asa waqt aata hai lakin humara shohr mai sabr hi nhi hai wo kahat hai k tumara gharwala nazr lagya 😢ab mai ky karo 😢
@Hafiz_khan_1690
@Hafiz_khan_1690 11 месяцев назад
Bhai lekin ab bardasht nahin Ho Raha hai main kya karun
@sarwatfarida9203
@sarwatfarida9203 Год назад
As Salaam O Alaikum Warahamtullahi Wabarakatuhu. Faiz bhai koi Aisa app batayen jisme Quran ki tilawat r uski tafseer dono audible hon. Jazak Allah Khair
@sabihaakhtar9438
@sabihaakhtar9438 Год назад
Allahu Akbar Shukriya sheikh bohot pareshan thi apni problems ki wajah se aapka bayan sunker bohot sukoon mila jazakallahukhair fiddunya walaakhirah
@AbuBakar-qe2fy
@AbuBakar-qe2fy Год назад
Faiz sahab Mera beta English school me hai I want to make him Hafiz but my husband is not ready I cry from inside
@aafreenjahan1663
@aafreenjahan1663 Год назад
Rabbana hablana min azwajina ye dua zyada se zyada pdho in shaa Allah zarur kamyabi MILEGI aapko
@lifegamerpro4033
@lifegamerpro4033 8 месяцев назад
​@@aafreenjahan1663oyee afareen nai so fatwa mat nikalo Mufti sahiba 😂
@lifegamerpro4033
@lifegamerpro4033 8 месяцев назад
Abu Bakr ki Ammi ji... ........... Hifz Faraz nahi hai ....
@lifegamerpro4033
@lifegamerpro4033 8 месяцев назад
O kiya o madam ...yun public platform par aakar husband ki jogli na karna daleel hai aap shohar se kitni nafrat karti ho
@aafreenjahan1663
@aafreenjahan1663 8 месяцев назад
@@lifegamerpro4033 o bhai mene koi fatwa nhi nikala sirf Quran paak ki ek ayat pdhne ko kaha he jiska tarjuma he Ya Allah tu mere shauhar or meri Aulad ko meri aankho ki thandak bnade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen
@naureenaamir6039
@naureenaamir6039 Год назад
Insaan ko takleef os ki bardaasht sey ziyada nahi milti,yeh kaha jata hai,tou bardaasht kay bina koi choice bhi tou nahi hoti,bardaasht sey bahar hoti hai,but choice nahi hoti,sabar kartey kartey insaan qabar mein chala jata hai.....But leave everything to Allah,this is the solution, Allah sab ki takleef dur karen,Ameen.
@aafreenjahan1663
@aafreenjahan1663 Год назад
But zulm sehna bhi ek zulm he jaha apne haq ki baat he to ghalat kaam hi waha awaz uthana is so must.....
@aafreenjahan1663
@aafreenjahan1663 Год назад
Sb kaam agar khuda ki raza ke liye kiye jaye or khuda ki raza pr raazi rahoge yb gu zindagi khushguwar bnegi. Shukr and sabr is two ways to live happy life.
@aafreenjahan1663
@aafreenjahan1663 Год назад
Allah paak sbki aapki or hmari bhi tamam beemari or pareshani ko dur krde or hm sbki life me Aasaniya paida farmade or hm sbko huzoor Paak ki sunnato pr Amal krne wala bnade Ameen sumameen ya Rabbul Aalameen
@adeebasheikh9254
@adeebasheikh9254 8 месяцев назад
Me to allah ki favourite hu❤😇
@shifakhanam6534
@shifakhanam6534 7 месяцев назад
Masha'Allah 💗 Jazakallah khair ☺️
@imranhafeez6050
@imranhafeez6050 7 месяцев назад
@adeebasheikh9254 Ap meri bhi fav hai
@noreentanveer592
@noreentanveer592 7 месяцев назад
Mashallah Kia bat ha
@GraphicIllustration
@GraphicIllustration 7 месяцев назад
But how ?
@ushmaparveen7296
@ushmaparveen7296 6 месяцев назад
Bo kese hme b bta dijiye
@ruchi8658
@ruchi8658 11 месяцев назад
Sir 4,5 saal nahe, balki 30 saal se ajmaaish chal rhe h, ammi papa apna sehat kho dye, khusi kho dye, Dil se khush hona kya hota h ni jante, bhut bhut bhut bhut bhut pareshan h. Ap aisa case nahe dekhe honge. Sab kr k dekh lye , kuch hasil ni hota...
@imrankaimkhani7079
@imrankaimkhani7079 11 месяцев назад
Allah pak asaaniyan farmaye aap per Ameen
@nabeelali4601
@nabeelali4601 11 месяцев назад
Aameen
@AJwithfun
@AJwithfun Месяц назад
Assalam Walekum Mujhe aapse Kuchh puchna hai Mere bade bhai ki shaadi Hue 4 Sal Ho Gaye shaadi ke din se ab tak vah sirf bimar hi hai kitne doctors ke pass apna Ilaaj Karva raha hai lekin Koi fayda Nahin ho raha Har Waqt Har Lamha aur sirf Dard Mein Hai Har taklif mein hai apni shadishuda Jindagi Mein Bhi vah Khush Nahin Hai Har Waqt Miyan biwi Mein jhagada Hota rahata Hai Meri Man nahin hai lekin mera bada bhai mere liye bahut Kuchh hai uske liye please Dua Kijiye aur koi vajifa bataiye ki usse China sukun mil jaaye use khushhali Jindagi Naseeb Ho 4 Sal se bahut taklif mein hai please Dua Kijiye iski Har taklif Dur Ho Jaaye Koi wazifa bataiye ki Kabhi use Koi pareshani Na Ho uski jo bhi Bimari hai vah dur ho jaaye Mere Allah se Dua kijiye please please
@SahinSiddiquei-rg8ec
@SahinSiddiquei-rg8ec Год назад
Assalamoalikum sr hm log bhi bahut paresan hai hn log do sister hai aur ek bhai hai bade bhaijan aur mummi hai papa k intikal ho chuka jb maj choti thi abhi mere bhaijan pura karja m dube huy hai ghr bhi bik gya aas pas k log bolte hai tm log ko gunah ki saja mil rhi 4 taraf se rasta band ho gya job k apply ki hun lekin kahi se bhi job nhi mil raha hai
@shakiransari4001
@shakiransari4001 4 месяца назад
Kahan se ho ap
@Thefoodcorner19
@Thefoodcorner19 Год назад
Allhmdulillah Allah ham SAB ko sabar or suqar Karne wala nanaye❤. Aamen summa aamen
@rizwanakhatoon5486
@rizwanakhatoon5486 2 месяца назад
Assalamu alaikum meri pyari billi Jo abhi Bach Dene Wali thi kutte ne attack Kiya aur. Bachoon. Pate mein bachoon ke saath intiqal Kar gayi. Mere kis gunah ki saza hai .Mere do bhai ek k baad ek intiqall hogaye gaye Bad Aazmaish gular rahi hai main kya karoon
@zakaullakhan6036
@zakaullakhan6036 11 месяцев назад
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ شیخ عرض یہ ہے کہ ایک بزرگ شخص اہلحدیث ہیں مجھسے بہس کر رہے ہیں کہ اللہ تعالیٰ ہر جگہ موجود ہے مینے انسے یہ کہہ دیا تھا کہ اللہ تعالیٰ عرش پر ہے براہ مہربانی حدیث کی روشنی سے ہم کو نصیحت دیں اللہ تعالیٰ آپکو جزائے خیر عطا فرمائے آمین یارب العالمین ذکا اللہ خان جیور ضلع گوتم بدھ نگر یو پی
@lubnaambreen3367
@lubnaambreen3367 Год назад
Maine nashukri kiya hai pr mai maafi mang rhi hun daily Allah se to kya mere sabr ka phal mujhe milega?
@khadharkhadhar-uo7pr
@khadharkhadhar-uo7pr 4 месяца назад
Meri umar 30 . Muje 3 bachiya hai. My ne bahut vaka liya ta. Abi bi vaka hai. Lekin .muje ek jake ek jaan achi ni hota hai .pls my kya karu batao my kya dua padu pls video .hospital jatihu .to acha hojata hai. Phir bi.kya ki ek hojata hai. Nai to mere bachoko acha ni hota hai.nai to. Mere shohar ko. Pls .allah ne. Ye video dikai hi. Pls .reply
@ashiyana2894
@ashiyana2894 7 месяцев назад
Mujhe tasalli hogaya ap ki baat sunk
@Light-xb4ul
@Light-xb4ul Год назад
Mery bety srf 6 mah ki hi uski kidney khrab hi plzzz dua kare
@imrankaimkhani7079
@imrankaimkhani7079 11 месяцев назад
Allah sehat ata farmaye Ameen summa Ameen
@ZafarKhan-i6j
@ZafarKhan-i6j 12 дней назад
Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho jazakallah khair
@MuraadBroch-rw4um
@MuraadBroch-rw4um Год назад
Mushalmao Ka Sab Se Bada Hathiyar Hi SbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbR He Saber Ka Fal Bhot Mittha He
@alamdurrani375
@alamdurrani375 Год назад
Sabr or shukr
@aarsinurjahan8278
@aarsinurjahan8278 6 месяцев назад
Masallah Faiz Bhai aap hamesha khus rahiye Mai bhi Allah k Raza me razi hun inshallah behtreen krnge allah tala aur allah mere gunah k maaf kre humko
@shaikhshifa2369
@shaikhshifa2369 7 месяцев назад
Mere family aur mere husband k family k bich jhagda hua aur mere sasural walone muje mere mayke chor k chale gaye, aj 10-11 mahine ho gye vo muje nahi le jate mere husband ka kehna h mere hath kuch nahi sab mere ma bap ke kehne se he , ye sab se paresan ho ke mere papa ne kisi dua-taweez karne wali ka number dia he muje ,me ye sab Kam me bilkul nahi manti mere bhot na bolne par ab mere papa bhi mujse naraz he Me esa kya kru k sab thik ho jae? Mere papa ko kese samjau ke ye sab me nahi karna chahti please mere sath sabar kar lo ? Muje dar he k mere husband se mene jayada bola to vo muje divorce de denge islie me unko jyada force nahi kar pati Please help me
@ImranAhmad-es8wy
@ImranAhmad-es8wy Год назад
Beshak Allah bhut Raheem hai ❤❤❤❤
@firozkhanofficial9277
@firozkhanofficial9277 Год назад
Assalamualaikum aap ka no mil jay ga sir mujhe aap se bat karna hai
@MDShahnawazAnsari-kj2zt
@MDShahnawazAnsari-kj2zt 6 месяцев назад
Faiz sahab sabe qdar ki raat kab se suru hoti h Ramzan 2024
@trendingchannel22
@trendingchannel22 Год назад
Mashallah Subhanallah Subhanallah Subhanallah Zabardast,,,,❤✨❤️,,,, ALLAH Hamko Harr Hamesha Shukrguzar Bande Banaye,, Ameen ameen aameen summa ameen ❤️✨❤️
@salmantahseen6980
@salmantahseen6980 2 месяца назад
@@trendingchannel22 muje apne shohar se bhut pyar hh me chati hu ham dono ki jodi salamat rahe or allha se isi ki dua karti hu kya ye dua sahi hh
@drhirakomal2022
@drhirakomal2022 7 месяцев назад
Aap ki rehnumaii is wqt meri zaroorat rehnumaai ki thee behtareen alfaaz. Main bhi aisi he video dhoond rahe the behtareen molve sahab jazak aalah khair
@haroonkhaan7941
@haroonkhaan7941 2 месяца назад
Zulam bardash krny se zalim ko faida hota ha Allah tala b aun ki madad krta ha jo apni madad khud krty hain. So bhtr ha k apnay haq k liay bolna chahia na k chup chap bth k zulam sehty raho. Es soch ne humary mulk ka satya naas kr dia ha khud b Allah tala ne harkat me barkat dali ha.
@muhammadfahim8294
@muhammadfahim8294 7 месяцев назад
Sabr badi cheez hai quraan me sabr or taqwa ko jama Kiya hai.hatta k ye tk aaya hai k khalis bager taqwa k tumko jehnnam me le jayga
@FurkanKhan-me7ge
@FurkanKhan-me7ge 18 дней назад
Assalamu alaikum hazrat ye batayiye 1 insan kaha tak sabar kare mujhe 4 years se jiyada ho gaya 1 bimari se ladte huae aap hi batao kaha tak sabar karo is bimari ko lekar me Koch kar bhi nahi sakta
@shabanakhatoon1362
@shabanakhatoon1362 7 месяцев назад
Wa alaikum assalam ❤ Han hm chahite Hain Allah pak ke beshak beshak 😢😢 mai just Allah se bat kr ke uthi dukh me thi , aur mobile liyea to yeh video aya mere samne mere Allah ne mujhe Sahara dia iss video ke zaryea Allah o Akbar Han mai apne Allah ki chahiti hu shukr h ALLAH pak ka ❤❤
@hamzaarif7249
@hamzaarif7249 7 месяцев назад
Recorded on : 27 December 2020
@Mahe_anam_90
@Mahe_anam_90 2 месяца назад
Assalamu alaikum sir my bahut pareshan ho bahut hi alag musibat me hon phir bhi allha ka shukar hai bus doua kare meri pareshani jaldi khatam ho
@hasinatajtaj3340
@hasinatajtaj3340 7 месяцев назад
SUBHANALLAH MASHALLAH Jazakallahu khair ❤❤❤😢
@RukhsanaKhan-ui5vo
@RukhsanaKhan-ui5vo 7 месяцев назад
Mere shohar 7 sal se bahar relationship me he mai bohat preshan hu Ghar chodke Jana chahti hu lekin mere 2 bache he or yaha reh ke bhi bardasht nhi kr pa rahi hu kya kru
@fusebulb2666
@fusebulb2666 6 месяцев назад
Hamein pta kaisy chaly ga k Jo azmaish hai wo waqai azmaish hai hamari ya phir Kisi kiye ki saza hai
@asiyabhat9192
@asiyabhat9192 6 месяцев назад
Aslamualikum mere azmayish bohut hai shadi se phele b the aur shadi k baad b ab himmat nai.
@zareenshaik-tt8jp
@zareenshaik-tt8jp 2 месяца назад
Jajakallah khair ❤❤ good information
@sakis763
@sakis763 7 месяцев назад
Assalamu alaikum... Brothers and sisters do pray for my family....
@AbassTabish
@AbassTabish 2 месяца назад
Meri ame or anti ki fight Meri waja sa howe Meri ame na usa Quran dia to as na penka dia as guna ka kia kofara ha
@yousufali-mn4nk
@yousufali-mn4nk 4 месяца назад
Mere beti ki sadi ke liye koi amol de gea
@shakiransari4001
@shakiransari4001 4 месяца назад
Amol kya hota hai
@sigmaboy_000
@sigmaboy_000 7 месяцев назад
Ager kisi ko aulad nhi h toh allha ne uski kismat me aulad nhi likha h ya uski Bora kermo ka saja h
@online-brand-shopping
@online-brand-shopping 11 месяцев назад
Plz recite Drood shareef pak
@shaikismail6344
@shaikismail6344 7 месяцев назад
Alhumdulillah for everything….!
@sadiaiftekhar78
@sadiaiftekhar78 11 месяцев назад
Assalamualaikum..mere liye dua ko drkhast.. Allah ne bhut aazmaish m rkha h..
@mahaboobbashashaikmahaboob7763
@mahaboobbashashaikmahaboob7763 3 месяца назад
Allha mujhe 2014se ab tak 2024 taklif hoti hai
@ShekAneesunissa
@ShekAneesunissa 2 месяца назад
Hamre pareshan 15sal se hai ham allha se dua kr re ur sab kuch kr re magar kam nhi hora iska hal kyse kare
@NaseemAkhter-f9g
@NaseemAkhter-f9g Месяц назад
Mera beta teblet ka Nasha karta hai main bahut pareshan hoon main kya karu
@FlinchOp
@FlinchOp Год назад
Adv. Faiz, support his talks with authentic references from Qura'n & Ahadees. It's an Excellent Quality of Adv. Faiz. 🤲 جزاك الله خيرا جزاء
@MubeenHafeez-y3p
@MubeenHafeez-y3p 2 месяца назад
Subhanallah subhanallah subhanallah ❤❤❤❤❤❤
@sabasulthana336
@sabasulthana336 4 месяца назад
Allahumma inni asalukal Jannata ❤
@shaziamirza5675
@shaziamirza5675 Год назад
Apka bayan sun kr himmat hui boht
@zulfikarahamadshaikh6887
@zulfikarahamadshaikh6887 Месяц назад
Allah!! Meri Azmaayish bhi kam kare, Aamin🤲
@MdFaisal-js1nv
@MdFaisal-js1nv Год назад
Mai namaj bhi padhta hu or Allah se bhe darta hu pr kuch dino se gunah ke tarf dil ja rha pr alhamdulillah mai Bach ja rha hu lekin ab mai kya kru please meri quistion ka answer de de
@abdulwajid5451
@abdulwajid5451 Год назад
Namaz me khusu w khuju paida karo....Allah ka khauf jyada se jyada rakho..aur Quran ko samajh ke padho...Inshaallah Dil gunaah ki taraf maiel nahi hoga
@IslamZindabaad87700
@IslamZindabaad87700 Год назад
Aapkomkhayal. Aaye gunah ka. To. Astagfaar padha karo. Aur ye dhyan rakho k band kamre me hi q na ho. Allah dekh. Raha hai. Aur akhirat me iska hisab dena padega. Ye bate yad rakhiye. Ye sochiye k. Main. Jo. Bhi kar raha hu Allah har jagah hai aur allah dekh raha ha
@alamdurrani375
@alamdurrani375 Год назад
Kasrat se Astagfar padhe... Gunah se bach rhe h ye Allah ki bht bada karam h aap pr... Masha Allah....
@mohdnomaan9580
@mohdnomaan9580 Год назад
Faiz bhai aap nehri shirt pajama kyu nahi pehente?
@gulnazbanu5231
@gulnazbanu5231 11 месяцев назад
Masha allah kitna accha bayan hai allah subko jannatul fir dose may jagha atta farmaye ameen
@SyedSyedm-v1y
@SyedSyedm-v1y Год назад
Jazakallah khair bahot behtareen bayan Sir
@allahmujymaffkarna4058
@allahmujymaffkarna4058 2 месяца назад
Asalamualikum bayi agr koyi hame black mail kre to kya kre hum
@bahadurkhan132
@bahadurkhan132 11 месяцев назад
Bhai Saheb a SAB batein maloom Hain Muslims Samaj k Liye tarraqhi k Liye development k Liye rozgar k Liye taleem k Liye Kuch karo yaroo Bas aap ke dukaan khol kar baitgy yaraa Faiz BABU
@syedpakeezanazki4748
@syedpakeezanazki4748 Год назад
ALLAHUAKBAR ♥️, ALLAHUAKBAR ♥️, ALLAHUAKBAR!♥️♥️♥️
@reokazaitaisuke272
@reokazaitaisuke272 11 месяцев назад
Child abuse bnda apne abuser k sath ek ghr me pichle 29 saal se rehra.. Lrki ka insaf b ni hua.. Aaj tk ni hua.. Lrki khoobsurt ni h, na hi uski shadi hori.. Ussi ghr me aajtk rehri bechari .. Tkleef me h.. Allah kb insaaf krega... Jb vo mrr jayegi
@syedaahilsyedaahil5926
@syedaahilsyedaahil5926 Месяц назад
Bahut sare msloon ka hal poochna hai
@BALANCING_DEEN_DUNIYA
@BALANCING_DEEN_DUNIYA Год назад
Subhaan Allah ❤
@karimulhoque11
@karimulhoque11 5 месяцев назад
Ye azmaish bardaast ke bahar nhi hai 😢
@ITSMYLIFE0219
@ITSMYLIFE0219 3 месяца назад
Please pray for me 😭😭 bhut mushkilin aarhi h zindagi m
@habeebaprincess6566
@habeebaprincess6566 3 месяца назад
Allah asaani kare ameen
@mirsaber7233
@mirsaber7233 Год назад
Maine suns tariq jameel ya dr. Israr ahmed bayan ke Asiya ka nikah huzur sallalahuwasalam ka Asmaan pe ho chuka
@syedaafsha2034
@syedaafsha2034 11 месяцев назад
Subhanallah Subhanallah ☝️🕋✨
@shabanasaifi2045
@shabanasaifi2045 Год назад
Assalamualaikum bhai . Bhai cll to rec hi nhi krte ap... Jo number dete hen us number par cll kren to apke office se voice msg sunne ko milta h ki office abhi band h..time subha 9 se sham 5 bje tk h...y bnd ka time h.... Mene 2bje dopahr m cll ki tb bhi yhi bola.... To office khulne ka time konsa h bhai ??? Kb krun cll.. Mujhe apse bat krni h...
Далее
# Rural Funny Life Wang Ge
00:18
Просмотров 691 тыс.
pumpkins #shorts
00:39
Просмотров 21 млн
Hum Ghareeb Hai To Kya Kare By @AdvFaizSyedOfficial
1:30:24
# Rural Funny Life Wang Ge
00:18
Просмотров 691 тыс.