Ae khatam-e-rusool, kabaa-e-maqsood tu hi Dar soorat-e-har che hast mauzood tu hi Ayaat-e-kamaal-e-haq ayan ast ba-to Aan zaat ke dar parda nihan bood tu hi Suhani raat thi, Suhani raat thi aur pur-sukoon zamana tha Asar mein dooba hua jazb-e-ashiqana tha Unhain tu arsh pe mehboob ko bulana tha Hawas thi deed ki miraj to bahaana tha Sar-e-la-makaan say talab huyi Sar-e-la-makaan say talab huyi Soo-e-muntaha woh chale nabi Sar-e-la-makaan say talab huyi Soo-e-muntaha woh chale nabi Sar-e-la-makaan say talab huyi Soo-e-muntaha woh chale nabi Yeh kamal-e-husn ka moajza Ke firaq haq bhi na seh saka Sar-e-la-makaan say talab huyi Soo-e-muntaha woh chale nabi Shab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaaye Shab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaaye Sadma-e-hijar khuda say bhi gavara na hua, na hua Sar-e-la-makaan say talab huyi Soo-e-muntaha woh chale nabi Sar-e-la-makaan say talab huyi Soo-e-muntaha woh chale nabi Sar-e-la-makaan say talab huyi Soo-e-muntaha woh chale nabi Sar-e-la-makaan say talab huyi Soo-e-muntaha woh chale nabi Koyi hadd hai unke urooj ki Koyi hadd hai unke urooj ki Balaghal-ula-bi-kamaalihi Koyi hadd hai unke urooj ki Balaghal ula bi kamaalihi Sar-e-la-makaan say talab huyi Koyi hadd hai unke urooj ki Sar-e-la-makaan say talab huyi Koyi hadd hai unke urooj ki Khair-ul-wara, sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula Khair-ul-wara, sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula Shams-ud-dua, badr-ud-duja, yaani muhammad-e-mustafa Koyi hadd hai unke urooj ki Koyi hadd hai unke urooj ki Jo gaya hai farsh se arsh tak Woh buraq le gaya be-dhadak Tabq-e-zameen waraq-e-falak Gaye neeche paaun se pul sarak Latein zulf ki jo gayi latak Toh jahan sara gaya mehak Huye mast bulbulien iss qadar Toh yeh gunche bole chatak chatak Koyi hadd hai unke urooj ki Koyi hadd hai unke urooj ki Koyi hadd hai unke urooj ki Koyi hadd hai unke urooj ki Rukh-e-mustafa ki yeh roshni Yeh tajalliyon ki hamahami Rukh-e-mustafa ki yeh roshni Yeh tajalliyon ki hamahami Ke har ek cheez chamak uthi Ke har ek cheez chamak uthi Kashafad-duja bi-jamalihi Ke har ek cheez chamak uthi Kashafad-duja bi-jamalihi Koyi hadd hai unke urooj ki Koyi hadd hai unke urooj ki Balaghal-ula-bi-kamaalihi Koyi hadd hai unke urooj ki Balaghal-ula-bi-kamaalihi Na falak na chand taare na shehar na raat hoti Na falak na chand taare na shehar na raat hoti Na tera jamaal hota na yeah kaaynaat hoti Koyi hadd hai unke urooj ki Koyi hadd hai unke urooj ki Balaghal-ula-bi-kamaalihi Koyi hadd hai unke urooj ki Balaghal-ula-bi-kamaalihi Aye mazhar-e-noor-e-khuda Balaghal-ula-bi-kamaalihi Ae mazhar-e-noor-e-khuda Balaghal-ula-bi-kamaalihi Maula ali musqil-kusha Kashafad-duja bi-jamalihi Maula ali musqil-kusha Kashafad-duja bi-jamalihi Husnain jaan-e-fatima Hasunat jameeu khisaalihi Husnain jaan-e-fatima Hasunat jameeu khisaalihi Yaani muhammad-e-mustafa Read more: lyricsmint.com/ali-zafar/balaghal-ula-bi-kamaalihi
So soooooo lovely beautiful VOICE 💕❤️🌹 and lyrics heart'touching Masha Allah ❤️🌹 like AND love this Naath 💞💕 always in Ali Zafar Bhai's amazing VOICE Subhan Allah ❤️ stay blessed aameen yaa rabbul alamin thanks 🙏👍
"HAWAS THI DEED KI MERAJ TO BAHANA THA" 👈 please agar aap logo ko pta nahi ho to ye jumla na paden se durust nahi hai isme gustakhi wale lafz bole ja rahe he to ise bolne se bachen or logon ko bi bachaye