Тёмный

Bar Association Challenges Validity of 4 BNSS Sections in Supreme Court | StudyIQ 

StudyIQ Judiciary
Подписаться 773 тыс.
Просмотров 6 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

21 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 24   
@studyiqjudiciary
@studyiqjudiciary 22 часа назад
Use Discount Code ARJ for StudyIQ Judiciary Courses at a Maximum discount! Hurry Enrol Now : studyiq.u9ilnk.me/d/9kiiOBrpbc Telegram Channels🔗 👉🏻 Arjita Ma’am- t.me/arjitachaturvedi 👉🏻 StudyIQ Official Channel- t.me/studyiqjudiciary Instagram Handle🔗 instagram.com/studyiq.judiciary?igsh=MWhpcGt0eHo2MWtxbw== For Free Counselling & Preparation Guidance 📞076-4000-3000 Whatsapp Chat 🔗 wa.me/919649876464 🔴 Download Free StudyIQ App to Access Free Courses studyiq.u9ilnk.me/d/2ojDHMzCy4 🔴 Free Family Laws Series- studyiq.u9ilnk.me/d/gZWzrXpDLB 🔴 Free AIBE Knockout Series- studyiq.u9ilnk.me/d/6cQzs62lOO 🎉 Exciting News for All Future Judges! We have launched a New Foundation Batch 🎉 🏆 PRATIGYA JUDICIARY FOUNDATION BATCH 🏆 आपका सपना हमारी ज़िम्मेदारी 📌Batch Link - studyiq.u9ilnk.me/d/9kiiOBrpbc ⌛Batch Starting From 21st Oct' 24 🎊Key Features - 👉🏻What makes this Batch different is our Performance Evaluation System i.e. 15-day tests and Monthly Mock Tests by which Learners can track their Preparation . 👉🏻 Special Rewards i.e. Monthly Rewards worth 5K 🎉 Use Code " ARJ " to Get maximum discount
@AdvocateRamsundarYadav-fx8ut
@AdvocateRamsundarYadav-fx8ut 21 час назад
BCI ne BNSS act ke 4 section ko lekar SC me yachika dayar kiya hai ki section 43(3),107, 223 aur 356 Me gadbadiya hain aur Samvidhan ka ullghan karti hain. Lekin Mujhge lagta hai ki BNSS ke section 43(3) me koi gadbadi nahi aur eak bar use padhna chahiye jisame saaf kaha gaya hai ki Police adhikari hathkadi ka prayog "kar sakega" na ki yah kaha gaya hai ki karega yani ki karega aur kar sakega me antar hai aur aage yah bhi clear Kiya Gaya hai ki Police adhikari Apraadh ki prakriti aur गुरुत्व ko dhyaan me rakhte hue ye sab karega yaani ki Police adhikari ko hathkadi lagane ke liye anivaarya nahi banaya gaya hai balki police ke Vivek ke upar chhoda gaya hai ki agar use lagta hai ki hathkadi pahanana chahiye to pahana sakta hai aur isake liye permission lene kisi ke pass Jane ki zarurat nahi hai balki Apraadh ki prakirti aur gurutva yani ki Apraadhi bina hathkadi ke bhaag jayega yah lagta hai to woh hathkadi pahana sakta hai aur permission lene Jane ki zarurat nahi hai. Isliye mere hisaab se to is section me koi gadbadi nahi hai aur na kisi article ka ullghan dikh Raha hai. Pahale bhi aisa hota tha yani ki jab police ko lagta tha ki Apraadhi bhaag jayega tabhi to hathkadi pahane ka permission lene jata tha aur permission mil bhi jata tha kyonki permission lene Jane ka matlab hi yahi hota tha ki bat gambhir hai, to kya hua agar girftaar karne wale adhikari ko hi khud apane vievk ka istemal karne ka adhikar de diya gaya hai to, pahale permission lekar hathkadi pahnane par kya Samvidhan ka ullghan nahi hota tha kya. Is section ke liye vaad dismiss karne layak hai. Dusari bat ki section 107 ko lekar jo kaha ja raha hai ki isame yah gadbad hai ki agar police wale ko lagta hai ki koi property apradhik kam me lagaya gaya tha to use attach kar leti hai aur logo me bat degi ya sarkar apane kabze me kar legi lekin unka kya jo sahi tarike se property banaye Hain ya jin property ko attach Kiya ja raha hai us property par kai malik hain aur dava karte hain to woh apani property kaise payenge, lekin Main bata du ki isi section me yah kaha gaya hai na ki jisaki property attached kiya jayega usako 14 din ka notice diya jayega ki woh aakar bataye ki usaki property kyon na attach Kiya jaaye, to agar woh aakar kahta hai ki galti se police wale is property ko Apraadh me shamil maan rahe hain ya yah kahta hai ki us property ke aur bhi malik hain aur woh baki malikon ko bhi sath me lekar aata hai ya yah sabit kar deta hai ki usane sahi tarike se property banaye Hain to phir usaki property humesha ke liye attach kaha Kiya jayega balki 14 din ke andar notice milne ke baad agar property nirdosh nahi sabit ho pati hai tabhi to aage ki karwai hogi aur attach humehsa ke liye ho jayega na Matlab ki 14 din ke andar notice jo diya jayega woh yahi to sabit karne ke liye mouka hoga to phir zabaran kaha attach hua bataiye isliye mujhge section 107 me bhi koi gadbadi nahi dikh Rahi hai isliye yah bhi dismiss karne layak hai Section 223 me jo kaha gaya hai ki abhiyukt ko sunwai ka mouka diye Bina FIR karne ka aadesh majistrate nahi dega to main maanta hu ki isame koi khaash gadbadi nazar nahi aati hai kyonki agar sach me abhiyukt ne Apraadh kiya hoga to phir FIR darz hone ke pahale abhiyukt ko mouka dene se parivadi ko kya problem hogi. Isame yah nahi kaha gaya hai ki abhiyukt ko mouka dene ke baad majistrate ko lagta hai ki FIR darz nahi honi chahiye to darz nahi hone dega balki sirf itana kaha gaya hai ki abhiyukt ko bhi eak mouka milna chahiye taki agar zara si bhi sandeh hai ki abhiyukt ke khilaaf jhhutha FIR karwaya ja raha hai to majistrate apane vievk ka istemal karke use rok sake aur isame galat hi kya hai kyonki FIR hone ke baad to Apraadh sabit karna hoga na to phir FIR ke time sabit karne me kya dikatt hai isliye mujhge isame bhi koi ullghan ya gadbadi nahi dikhti hai aur yah bhi bakiyon ki tarah dismiss karne ke layak hai. Section 356 me bhi koi gadbadi nazar nahi aati mujhge kyonki faraar wohi hota hai jisane Apraadh kiya hota hai aur aparaadhi jab hazir hi na ho to kabtak koi intezaar me baitha rahega. Yaha point yah hai ki agar aap faraar hain aur Qanoon se chhup rahe hain to matlab saaf hai ki aap apana Apraadh qabul kar chuke hain ki aap eak Apraadhi hain aur pakade jane par aapko saza mil jayegi isliye faraar ho gaye hain, to kya hua agar aap ke gair haziri me aapko Apraadhi Ghoshit court kar deta hai kyonki aap bhi to khud ko Apraadhi jante hue bachne ke liye farar chal rahe hain na. Sidhi si bat hai ki agar court me mujrim apana gunaah khud Qabul kar leta hai to aage sunwai ka koi karan hi nahi bachta hai aur saza suna di jati hai to agar wohi faraar ho gaya hai aur bar-bar notice dene ke baad bhi hazir nahi hota hai to matlab saaf hai ki usane apani gunaah qabul kar liya hai aur isliye usake hone ya na hone se usake saza par koi fadak nahi hota jisane court me ya court ke bahar khud ko Apraadhi sivkaar kar liya ho. Isame bhi koi ullghan nahi ho raha aur na koi gadbadi hai balki bakiyon ki tarah is section ka vaad bhi dismiss karne ke layak hai.... BCI ne vaad laya hai par use eak bar vichar karna chahiye ki in sabhi section me aisi koi gadbadi nahi hai jaisa woh soch Rahi hai.
@legalresearch8703
@legalresearch8703 7 часов назад
Wish law makers in Parliament would have listened to your lecture.
@rohitsinghbisht933
@rohitsinghbisht933 21 час назад
01:23 save your precious time 😂😂
@RajRoy-n6o
@RajRoy-n6o 18 часов назад
@rumamunkhiya7035
@rumamunkhiya7035 8 часов назад
Thankyou mamआपका padhya muje bhuht smj aata h
@madhulikajha7654
@madhulikajha7654 2 часа назад
Thank you mam for this session
@abhinavkumar-iq2kw
@abhinavkumar-iq2kw 20 часов назад
Petitioner Atik Chacha ka Bhatija hai.
@Entertainment-bd8ot
@Entertainment-bd8ot 16 часов назад
Fir/Compalint new wala rdh kre✅️
@SidhiBaatNo.1
@SidhiBaatNo.1 13 часов назад
मैं अंगुठा छाप पढ़ना और लिखना जानू ना😢 क्या मिला Cr.P.C, IPC And IEA Ko Hatane ka.... Jab Bharat K Vakil Judge Police Layak hi Nahi Hai Innocent and Victim ko Nyaay dilane mein 😢
@success2089
@success2089 3 часа назад
BNS 69 should be banned
@demonggsyt459
@demonggsyt459 Час назад
Jo log accused hai unhi k liyeh arrest warrant zari hota hai na matlab unhone crime kiya hai or criminal k sare rites khatam ho jte hain jis din vo accused mana jta hai toh ye kahanse rite voile tion hua usne law k against jkr crime kiya usi din uske rites khatam ho gye
@1sagar0
@1sagar0 Час назад
BNSS और BNS ये दोनो नए कानून असवैधानिक है
@SidhiBaatNo.1
@SidhiBaatNo.1 13 часов назад
Pehle to iska naam Bhartiya Nagrik Suraksha Sahita kis k kehne par rakha gaya hai😢 mujhe ye jan na hai..
@readwithrohit8631
@readwithrohit8631 5 часов назад
Toh kya rkhte tu hi bta de
@mukeshdevi7923
@mukeshdevi7923 21 час назад
🙏🙏🙏
@Vinayak-13-t3b
@Vinayak-13-t3b 7 часов назад
Kya yar ab isme bhi amendment 😂😂
@Intrested-y3h
@Intrested-y3h 2 часа назад
BNS 69 ko ban karo
@GuitarGuruYogi
@GuitarGuruYogi 16 часов назад
Isse acha tha IPC AMEND KRKE CONTINUE RHNE DETE
@bharatbhushan7827
@bharatbhushan7827 2 часа назад
All baseless. Guilty mind petitioner
@sonupk6592
@sonupk6592 2 часа назад
मैडम भाग कर क्यों आती है
@BraveAlpha
@BraveAlpha 17 часов назад
Sidhi bat hai, abhi wali kanoon sahi nahi bnai gyi hai. Challenge krna sahi hai. Sudhar krne ki jrurt hai. Khas taur pe misuse wali bat.
@balwantkumarchauhan3510
@balwantkumarchauhan3510 7 часов назад
अभी ही तो बना है, जरूरत के हिसाब से संशोधन तो होते रहेंगे।
Далее
She Couldn’t Believe I Did This! 😭 #shorts
00:12
The REAL Truth Behind the DVD Logo
01:00
Просмотров 31 млн