Sir ji almira ke andar kitne inch ka drawer hai mere lakad wala 5 inch ka drawer bana raha hai drawer 24 into 5 inch ka bana raha hai 5 inch gahrai sahi hai please jabab jarror dijiyega Mai usko 8 inch gahrai bol raha ho to mana kar raha hai 5 inch gahrai sahi hai
Bhaiya upar ka jo cabinet hota hai kya uske bich bich mein ply nahin Laga hota hai pura Khali hota Hai wo? Kyunki maine abhi recently Apne ek bedroom ka furniture karvaya hai tum mere carpenter ne upar ke cabinet mein bich bich mein ply nahin diya hai pura pura Khali Hai andar ki taraf basa mein palla laga hua hai aur vah kahta Hai Ki upar ka cabinet aise hi banta hai