Best Of Chitra Singh - Ghazal Maestro
Songs::
1. Khuda Humko Aisi Khudai Na De ➨ 00:00
2. Yeh Na Thi Hamari Qismat ➨ 06:42
3. Ishq Mujhko Nahin ➨ 11:00
4. Dil Hi To Hai ➨ 15:49
5. Tum Aao To Sahi ➨ 21:03
6. Kisi Ranjish Ko Hawa Do Keh Main Zinda Hoon Abhi ➨ 28:15
7. Mere Dukh Ki Koi Dawa Na Karo ➨ 32:31
8. Safar Main Dhoop To ➨ 39:29
Artist: Chitra Singh
Lyrics - Mere dukh ki koi dawa na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Mujhko mujhse abhi juda na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Na-khuda ko khuda kaha hain to phir
Na-khuda ko khuda kaha hain to phir
Doob jaao khuda-khuda na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Ye sikhaya hain dosthi ne hame
Ye sikhaya hain dosthi ne hame
Dosth bankar kabhi wafa na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Ishq hain ishq ye mazaq nahin
Ishq hain ishq ye mazaq nahin
Chand lamhon mein faishlaa na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Aashiqi ho ke bandagi faakir
Aashiqi ho ke bandagi faakir
Be-dili se to ye fida na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo.
26 июл 2024