Usama Bhai Jis professor ki bat kar rahe ho me us SE dassa ja Chuka ho. Jo k qarza kar k bird lya tha. Bemar tha .mar gia. 3 din k andar. Abhi tak qarza NAHI utra.. shouq bhi mar gia us din k bad. Bird buhut mehenga tha. Allah apko Khush rakhe saf bat ki he Apne..
Assalam walekum rahmtullah barkathhu Osama bhai agar tote lun to mujhe to free milenge kyunki Maine to Aapka channel subscribe Kiya hua hai aapka Jo subscriber Hun main
Salam walekum bhai Osama bhai Cocktail ka Pyar kitne ka milega breeder Cocktail ka peer girid aap mujhe mujhe na video mein Bata diya hai ki bhai Cocktail ka Pyar agar Kisi chahie kitne ka milega meherbani Hogi kitne ka milega Bata de rate