Mere pass 4 jode h jisme female 1 h or woh hitt par aane lagi h uski coch brawon color ki ho gayi h kya me unko bina alag kiye bina matki lga sakta hoon joda lga h jyada male hone se koi problem toh nhi hogi. Plz sunday reply
Vijay bhai, mere pas ek budgies ka pair lag chuka h female matke me bhi jana start kar di h male se dane bhi exchange kar rahi hai...... Kitne dino me pair cross karne lagega aur eggs dega? Aur breed lete time unhe kya facility provides kare? Please sunday reply
Hlo sir ji sb kuch kiya. Bajri tote bridging nhi kr rhe hai.. Ek hi bat bhai ji. Mere yh or ajkl thanda hai.. to yhi rijan to nhi.. ki ajkl yh pr thanda hai to bo bridging nhi kr rhe h.. Plz sunday reply...
Hello bhai mere pass ek pair hai blue male female conferm hain lekn male feed exchange krke jab meeting karne chalta hai to female uspr chardhne ki koshish krti hai aisa kyon bhyya plzz rply
Hi Vijy Bai mere pas Nile rang ka affline bjri tota he .punese 2 bache layatha.bade hogye lekin udna nahi Aata tha .1salpahle vo uprse girgai or mrgai .to peyrlgane keliye kis calor ki fimal lu.Aadlt hogya kese pechane plis riple
Bhai mera pass budgies ki colony ha 18 pies ha kya hum us colony ma ring neck ka ek pair chod sakte ha kya un sa breeding de la sak tha ha please Sunday reply
Mere female mating ho gyi. 11 din ho gye uske pate main egg aa aga shayad par abb woh khadi nhi ho pa rhi hai gir gir ja rhi hai sir please🙏🙏 reply fast
Hi Vijy Bai mere pas Nile rang ka affline bjri tota he .punese 2 bache layatha.bade hogye lekin udna nahi Aata tha .1salpahle vo uprse girgai or mrgai .to peyrlgane keliye kis calor ki fimal lu.Aadlt hogya kese pechane
Vijay vai, mere pas ek 69din ka male budgie or 1.5year ka female ka 100% jora Laga hua hea.Female mood mea hea or hari mea daily jarihea. Question:69din ka male mating kar sakhtahe hea Kya nhi?
Bhai mere paas ek male hai uske wings tute hue mene use dhoke se buy ker liye tha 4 mahine ho gye abhi tak pura wings nahi aay baar baar tutt jate hai to kya kare
Bhaiya mere pas 2jody h 2no n hi andy diy 1mahina hone pr bhi bachhy nahi huy ak female n apne sare andy fod diy ab or anda diya h.plz btay bhai ki bachhe kyu nahi huy
Bhaiya mere pass do male h or ek female but pair to ek male se hi h nd 2 3 month se matki me nhi jari thi or wo dana bi exchage krte h or male ke sth 3 4 br cross bi kia wo mtki me jane lgi thi kbhi ek me kbhi dusri mtki pr 3 din gyi bs uske bad ab wo nhi jari na wo male ko meeting krne deri h ab na mtki m jari kya kru mai mujhe smjh nhi ara kuch pls koi btao muje reply do...
3 pair hain 2 pair ki first breed hai lakin 1 pair say pichlay sijan May breed li hai to ye pair dusray pair's ko matki select karnay nahi DE rahi matki lagakar 15 din huway kay karun plies reply bhaiyya