Тёмный

CNG Blast Kyu Hota Hai - CNG Car Maintenance & Care Tips 

Sahi Gaadi
Подписаться 62 тыс.
Просмотров 986
50% 1

Авто/Мото

Опубликовано:

 

14 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 7   
@SahiGaadi
@SahiGaadi 10 дней назад
CNG Car Maintenance Tips: ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-iunboSS0KMM.html CNG Car Myths: ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Jtdldxn-QI8.html Petrol Vs CNG Cost Calculation: ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-QaXqSMRGegs.html CNG Car Scam: ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-mhOspYVr8GA.html
@tejasthombare83
@tejasthombare83 10 дней назад
👌👌👌
@allOizzOwell
@allOizzOwell 6 дней назад
Nice video 👍 Bhai 10 saal se CNG use kar rha hu. Company fitted bhi use ki aur aftermarket bhi. Aur sach baat bolu toh CNG safe nhi hai. CNG matlab chalta firta bomb hai jo hum apni G* pe laga ke ghum rhe hai.😅 My experience with Company fitted CNG. Hydro testing ko diya tha cylinder maruti ke service center me. (Pune wakad - my car service center). Chuti*on wo cylinder theek se lagaya nahi. Thodasa leak ho rha tha. Me gadi 1 week tak aise hi use karta rha. Fir weekend pe leke gya service center pe ke bhai car me subah subah starting me badbu aa rhi hai. Unhone fir leakage detect kiya aur bole acha hua leke aye nhi toh gadi me aag lagne ke chances the. Sun ke meri fatti fir mene YT pe CNG blast ke video dekhe fir meri aur fatti 😅. Jab bhi CNG pump pe gas bharwane jata. Jaan muthhi me leke jata. Kya pata mene toh precautions li hai samne wale ke gadi ka cylinder fatt gya toh. Iske baad aise hi mene aur 2 saal trauma me gujarne fir baad me mene petrol gadi li Tiago AMT. My experience with aftermarket CNG. Petrol gadi lene ke baad mene haste khelte 2 saal pure petrol pe gadi chalayi. 😅 Fir hamari sabka vikas karne wali Govt ko meri khushi dekhi nhi gyi petrol ke price 80 se 110 kar diye. Me yaha EMI bhar rha hu 7500 hajar ka aur mujhe petrol lag rha hai 15000. Fir se me panic mode me aa gya. Fir me aftermarket CNG lagwane chala gya 😅 Bohot research karke ek well educated bande ke pass chala gya. Usne meethi meethi baten bolke chune ke sath mast CNG bhi lagwa di. Avg bhi mast de rhi thi gadi. Highway - 280km in 8.5kg CNG with AC ON City - 230-240km in 8.5kg CNG with AC ON Me bada khus BC 😅 me sochu aftermarket toh company fitted se jyada kamiyab hai. (Fir asali khela start hua) 17000km drive kiye hi the gadi me prob ane lagi. Gadi zhatke marne lagi sab kiya spark plug change kiye throttle body clean karwayi. Thode din ke liye gadi achhi chali fir zhatke marne lagi. Jake fir se CNG ki setting karwayi fir se gadi zhatke marne lagi. Subah starting me khad khad karke start hone lagi. Then on one fine day 😅 gadi dopehar me start ki ekdum dhadam se awaj ayi kuch tutne jaisi meri fir se fatti 😅. Fir mene gadi petrol pe use karna start kiya kya pata engine ka piston tut ke engine ka kaam na nikal aye. Petrol pe gadi chala hi rha tha ke starter motor ka fuse udne laga. Wo bhi service center pe dikhaya dikkat CNG fitting me batayi. CNG wale ke pass gya toh wo bolta hai electronic hai kuch kar ni sakte. 2 se 3 baar fuse udd ke gadi band padi raste me. Fir mene CNG ke connection hata diye battery se. Fir bhi gadi kabhi kabhi bich me start hi nhi hoti. Halat aisi hai ab mein adha mistri ban gya hu jeb me wallet ke jagah 4-5 extra fuse leke ghumta hu kya pata kab konsa fuse udd jaye 😂. Ab gadi mostly parking me hi rehti hai leke jane ka mann ni karta. Weekends bhi dry jane lage hai ab 😅 Moral of the story: Jindgi zhand karani hai 2rs bachane ki galat fehmi palke CNG lo chahe company fitted ya aftermarket. Aur roj jaan hatheli pe leke CNG bharvayo. Me toh ye gadi bech rha hu. Bhaiyon aap hi mere ko ache mileage wali thodi si safe koi car suggest kare. My running is around 1500km per month 🙏🏼
@SahiGaadi
@SahiGaadi 6 дней назад
Thank you so much for sharing
@mayuriovhal3549
@mayuriovhal3549 9 дней назад
👏👏😊
@SanketTonde-b1g
@SanketTonde-b1g 10 дней назад
👌👌🙏
@SahiGaadi
@SahiGaadi 10 дней назад
Thanks
Далее
Car Maintenance Tips | Basic Routine Checkup | In Hindi
16:17
这到底是怎么做到的 #路飞#海贼王
00:10
Просмотров 4,4 млн
CNG Car Engine Missing & Misfire Problem Solve
13:06
Просмотров 30 тыс.
WHEEL BALANCING | AUTOMOBILE HINDI
7:41
Просмотров 15 тыс.
car low mileage problem due to O2 sensor wrong signal
17:50
Car Engine Service At Home DIY
11:33
Просмотров 63 тыс.
Tiago EV vs CNG vs Petrol - बेहतर कौन?
13:27
What Did He Do Wrong?? Wrong Answers Only
0:16
Просмотров 3,2 млн
ХАСБИК и WENGALLBI #карпаркинг
0:14